You are on page 1of 3

Diwali Aarti Shree Ganesh Aarti Jai Ganesha Jai Ganesha Jai Ganesha Deva Maata Jaaki Parvati

Pitaa Mahadeva Ladoowan Ka Bhog Lage Sant Karen Sevaa Jai Ganesh Deva Eka Dant Dayavant Chaar Bhujadhari Maathe Par Tilak Sohe Muse Ki Sawaari Paan Chadhe Phool Chadhe Aur Chadhe Mevaa Jai Ganesh Deva Andhe Ko Aankh Det Kohin Ko Kaaya Banjhan Ko Putra Det Nirdhan Ko Maaya Surya Shama Sharan Aaye Safal Kijye Sevaa Jai Ganesh Deva Maa Lakshmi Aarti Jai lakshmi maataa, Maiyaa jaya lakshmi maataa Tumako nishadina dhyaavata, Hara vishnu vidhaataa Brahmaanii, rudraanii, kamalaa, Tuuhii hai jaga maataa Suurya chandramaa dhyaavata, Naarada rishi gaataa Durgaa ruupa nirantara, sukha sampati daataa Jo koi tumako dhyaavata, riddhi siddhi dhana paataa Tuuhii hai paataala basantii, Tuuhii shubha daataa Karma prabhaava prakaashaka, Jaganidhi ke traataa Jisa ghara mein tuma rahatii, saba sadaguna aataa Kara sake koii kara le, mana nahin ghabaraataa Tuma bina yagya na hove, Vastra na koii paataa Khaana paana kaa vaibhava, Saba tumase hii aataa Shubha guna mandira sundara, Kshirodadhi jaataa Ratana chaturdasha tuma hii, Koii nahiin paataa Aartii lakshmii jii kii, Jo koii nara gaataa Ura aananda umanga ati, Paapa utara jaataa

The Universal Aarti Om Jaya Jagadheesha Hare Swami Jaya Jagadheesha Hare Bhakta janonke sankat Bhakta janonke sankat Kshan me door kare Om Jaya Jagadheesha Hare

Jo dhyave phal pave Dhukh bin se man ka Swami dhukh bin se man ka Sukha sampati Ghar ave Sukha sampati Ghar ave Kasht mite tan ka Om Jaya Jagadheesha Hare

Mata pita tum mere Sharan padum mi kis ki Swami sharan padum mi kis ki Tum bina aur na dooja Tum bina aur na dooja Asha karum mi kis ki Om Jaya Jagadheesha Hare

Tum pooran Paramatma Tum Antaryami Swami Tum Antaryami Parabrahma Parameshwara Parabrahma Parameshwara Tum sab ke Swami Om Jaya Jagadheesha Hare

Tum karuna ke sagar Tum palan karta Swami Tum palan karta Mi sevak tum swami Mi sevak tum swami Kripa karo bharta Om Jaya Jagadheesha Hare

Deena bandhu dukh harta Tum rakshak mere Swami tum rakshak mere Apane hast uthavo Apane hast uthavo Dwar khada mi tere Om Jaya Jagadheesha Hare

Vishaya vikar mithavo Pap haro deva Swami pap haro deva Shraddha bhakti badhavo Shraddha bhakti badhavo Santan ki seva Om Jaya Jagadheesha Hare

Tan man dhan sab kuch hi tera Swami sab kuch hi tera Tera tujh ko arpan Tera tujh ko arpan Kya lage mera Om Jaya Jagadheesha Hare

Om Jaya Jagadheesha Hare Swami Jaya Jagadheesha Hare Bhakta janonke sankat Bhakta janonke sankat Kshan me door kare Om Jaya Jagadheesha Hare

You might also like