You are on page 1of 4

Episode 3

Recap-
Ashita: Oops! Sorry sir.
Ronit: (thinks) Yeh toh bahut ajeeb hai.
Ashita: Aapko laga main aise boloongi. Mere papa senior doctor hain.
Ronit: Had karti hain aap. Yahaan koi suspense movie chal rahi hain kya, ki aap pehle
kuch aur bole baadmein ek twist laye.

Armaan enters the cafeteria. Riddhima is eavesdropping.


Armaan: Kash us bhajiwale ko yaad ho ki maine use kya bol kar rakha hai.
Riddhima: (thinks) Aaj ka routine zara change ho gaya Dr. Armaan Malik. Asli game toh
abhi shuru hua hai.

Scene 1 – Market- 8:00p.m.

Riddhima: Chalo Armaan ab tum yeh list mein jo bhi sabjiyaan hain voh lana.
Armaan: Ok.
Riddhima: Armaan, main yahaan rukti hoon, tum sabjiyaan lekar aana.
Armaan: Too easy.
He walks to the shopkeeper.
Armaan: Yeh list mein se saari sabjiyaan dena.
Riddhima: (to herself) Ab toh tum fas gaye Armaan.
Shopkeeper: Yeh saari cheejein toh khatam ho gayi.
Armaan: What? Kya?
Shopkeeper: O! Saabji, itni shock hone ki jaroorat nahi hain, aapki biwi hi yeh saari
cheejein le gayi hain.
Armaan: Mere paise tum rakhlo.
Armaan turns towards Riddhima.
Armaan: Riddhima!
He walks to her.
Riddhima: Sabjiyaan kahaan hain?
Armaan: Ghar bhijwaa diye hain.
Riddhima: Kya? I mean kya baat hai.
Armaan: I know, I am great.
They both reach home.

Riddhima: Armaan tumne inhe kahaan rakha hai.


Armaan: Fridge mein.
Armaan opens the fridge and all the vegetables are present.
Riddhima: Tumne shayad kuch jyaada hi vegetables khareed liye hain.
Armaan: Yeh maine nahi tumne kharredein hain. Cheater.
Riddhima: Tumne cheating ki isliye maine cheating ki.
They start quarrelling.
Armaan: Hisab baraabar hua. Ab last test kya hai?
Riddhima: Soch ke bataati hoon.
Armaan: Take your time.
Riddhima: Thank you.

Scene 2- Board meeting

Rahul: Sir yeh rahe Sanjeevani ke financial reports.


Head: Impressive.
Rahul: Sir, Sanjeevani abhi profit mein chal rahi hain.
Head: Good. Aaj maine aap sab ko isliye bulaya hai kyon ki mujhe decide karna hai ki
Sanjeevani mein naye interns hone chahiye ki nahi.
Rahul: Nahi sir interns se profit rates kam bhi toh ho sakte hain.
Dr. Modi: Work jyaada hone se patients bhi toh jyaada ho jaenge.
Rahul: Mujhe nahi lagta ki Sanjeevani ko naye doctors ya interns ki koi jaroorat nahi hai.
Dr. Modi: Sanjeevani ko naye doctors ki jaroorat hai.
Rahul: Sanjeevani is doing fine Dr. Modi.
Rahul gets up.
Dr. Modi: Baaki aapki marzi.
Rahul: Main chalta hoon. Par ek baat bata doon, agar ek mahine mein Sanjeevani double
profit mein nahi chal raha toh I’ll quit.
Dr. Modi: Challenge accepted.
Rahul leaves with Farhan.

Scene 3- Sanjeevani Hospital

Rahul: (thinking) Ab main kaise profit mein laoon Sanjeevani ko.


Muskaan: Rahul, jaanti hoon tu udaas hai. Par ham sab hain na, hum sab kuch soch hi
lenge.
Rahul: Par Muskaan kaun sochega…
Muskaan: Hum sab kiske lye hain. Tere dost hain na. Theek hai, ghar chalte hain.
Farhan: Papa maine apne doston se baat kar liya hai aur voh log hamaari madad karne ke
liye taiyaar ho gaye.
Muskaan: Rahul ab toh chale ja.
Rahul: Mujhe Abhimanyu pe bharosa nahi. Voh shart jeetne ke liye kuch bhi karega.
Abhimanyu: Main itna gira hua inssan nahin hoon aur nahi main itni cheap harkate
karoonga Sanjeevani ko loss mein lane ke liye.
Rahul: Dobara soch li jiye.
Abhimanyu: Main Sanjeevani ke rishte samajh gaya hoon Dr. Rahul.
Farhan: Aapka toh koi bharosa nahi.
Abhimanyu: Kya aap mere saath the jab financial crisis hua tha?
Farhan: Par…
Abhimanyu: Par kya, kahi hui baathon se andaaja lagaana aapko shobha nahi deta…
Rahul: Sorry, Dr. Modi.
Muskaan: Chalo chalte hain.
Farhan: Theek hai.
The three of them walk away.
Abhimanyu: Chalo dekhte hain ki Sanjeevani ke staff kya kar paate hain.

Scene 4- Rahul’s Residence

Rahul: Ab main aisa kya karoon ki Sanjeevani double profit mein jaaye.
Muskaan: Sab jan overtime karte hain.
Rahul: Par voh har mahine karna padega… Tab jaake Sanjeevani ek constant rate of
profit mein rahega.
Muskaan: Baat toh sahi hai.
Rahul: Koi aur idea hai?
Muskaan: Nahi. Haan!
Rahul: Hai!
Muskaan: Chal Armaan ko phone laga.
Rahul: Yeah right! Armaan Malik, the strategy house of Sanjeevani.
Muskaan: Chal chal phone laga.
Rahul dial’s the number.
Armaan is sleeping.
He reaches out for his phone.
Armaan yawns loudly.
Rahul is taken back.
Rahul: Armaan, yeh tuh hi hain na?
Armaan: Bol.
Rahul: Voh…
Armaan: Board meeting mein Abhimanyu Modi se jhagda ho gaya.
Rahul: Right.
Armaan: Tune us challenge kiya.
Rahul: Bilkul.
Armaan: Aur tujhe meri madad chahiye.
Rahul: Tujhe kaise pata?
Armaan: Tuh board meeting ke din itni raat ko kiske liye call karta hai.
Rahul coughs intentionally.
Rahul: Ab maine use kaha hai ki Sajeevani ek mahine mein double profit mein hogi.
Armaan wakes up and sits on his bed.
Armaan: Rahul, Tuh theek toh hain na.?
Rahul: Jaanta hoon thoda mushkil hai…
Armaan: Thoda! Bahut mushkil hai.
Rahul: Par kya kare, varna Sanjeevani loss mein bhi ja sakta tha.
Armaan: Kal sochke batata hoon.
They both cut the phone.
Rahul: Chalo so jaate hain.

Scene 5- Malik residence

Armaan: Kya Rahul der raat phone karke jaga deta hai.
Armaan sees that the light is switched on in the living room.
He peeks in.
Riddhima is sitting on the table and is in a deep thought.
On the other hand Ashita is talking on the phone.
Armaan eavesdrops.
Ashita: Us Ronit ke bacche ki toh.
Navneeta: Are chod na yaar.
Ashita: Kaise chodoon. Aaj jasoosi kar karke thak gayi. Aaj kuch maloom toh nahi pada.
Navneeta: Kal reports aa rahein hain na. Aur hum baadme spying continue karenge.
Ashita: Par agar kam aaye toh.
Navneeta: Toh uski khair nahi.
Ashita: Sahi kaha.
Armaan: (thinks) Main kuch nahi karne waala.
Riddhima: Haan!
Armaan hides.
Ashita drops her phone.
Ashita: Mom, aap itna tension kyon le rahi hain?
Riddhima: Idea mil gaya.
Riddhima gets up and walks towards their room.
Armaan runs into his room.
He pretends to be sleeping.
Riddhima: Dr. Armaan Malik apne agle task ke liye tayaar ho jao.
Armaan: (whispers) Tayaar hoon.

Scene 6- Sanjeevani

Armaan and Riddhima assemble near the nurse station.


Armaan: Toh kaunsa task diya hai aapne.
Riddhima: Yeh task toh tumhaara pesha hai.
Armaan: Kya?
Riddhima: Hi papa.
Shashank: Hi.
Armaan: Hello sir.
Riddhima: Tumhara task hai ki tum saare interns ki duty karoge.
Armaan: So simple.
Riddhima: Par aaj saare interns ka inspection hone wala hai.
Armaan: Kya!
Riddhima: Woh bhi Abhimanyu Modi karenge.
Armaan is shocked.
Riddhima: Pakde gaye toh raaz khul jaayega.

Next episode-
 Abhimanyu: Aap yahaan kya kar rahein hain Dr. Armaan Malik?
Armaan: Voh…
 Ashita: Kya?
Navneeta: What?

You might also like