Shayari Shayari Shayari Shayari: Lalita Suman : Lalita Suman : Lalita Suman : Lalita Suman
Aye aashna teri yun yaad to pehle kabhi aayi na thi..tanhayi thi..per dil pe yu chayi na thi..mere uthe the kadam, raaho me kahi gehrayi na thi..wapas kyu laut ke aana hua...??gham tha, judai na thi !!!-------------------------------------------------------------------------------------------------------------yaadon ka ek kaarwan sath reh gaya hai mere,yu tere sang sapno ka jahan sajaya tha humne,suna hai aksar ke laut kar aati nahi jindagi,yad hai hamein ke tere dar par sans toda tha humne..... !!!!!!-------------------------------------------------------------------------------------------------------------tere na aane se mausam kuch to sard sa tha,tere jane se pehle koi bhi gham na tha,yeh gila aasma barasta to samajhte tum,keh nahi paye hum...jo kehna tha...........-------------------------------------------------------------------------------------------------------------kismat ke bahane dekhiye,zin ke najare dekhiye,katne ko aye raqeeb waqt nahi milta,do pal baith kar waqt ke ishare dekhiye-------------------------------------------------------------------------------------------------------------kismat ke bahane dekhiye,dikhaye jo ye najare dekhiye,katne ko aye raqeeb waqt nahi milta,baith ke do pal waqt ke ishare dekhiye... !!------------------------------------------------------------------------------------------------------------- jaise ke sab kehte hain " kash wo hote aur wo sama hota.... dil ka jahankhushnuma hota.. "dua karo to thodi gujarishe to khuda bhi sunta hai,kash aap sunte to kya gunaah hota ??? "-------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Leave a Comment