You are on page 1of 24

Mir Hasan Mir Nauhas 2013

Contents 1. Asghar As Ko Lay Kay Gaud Main ................................................................. 3 2. Faras Ki Zeen Say ......................................................................................... 5 3. Ya Aba Ababdillah (as) ................................................................................. 7 4. Ridain Utar Gayeen .................................................................................... 11 5. Kar Madad Meri Baqir (a.s) Beta ................................................................ 13 6. Na Kar Humain Qubool .............................................................................. 15 7. Teri Zahra (sa) Pai Musibat......................................................................... 18 8. Roohi Wa Jismi Lakal Fida .......................................................................... 21

1. Asghar As Ko Lay Kay Gaud Main


Hai Asgar ..........(6) Asgar Ko Like Godh Mein Kehti Hai Karbala ..... Yeh Woh Ali Hai Jisko Kabhi Ghar Nahi Mila .....(3)

Cheh Mah Ke Garib, Musafir Ko Soup Ke..... Kehhne Lage Hussain (As) Yeh, Kabre Sagreer Se .... Rakhna Zara Khayal Mera Tashnadahan Ka..... Yeh Who Ali Hai Jisko Kabhi Ghar Nahi Mila .....(2)

Madar Yeh Bain Karti Thi Dil Me Hai Yeh Kasak..... Sugra (S.a.)Tumhari Godh Se Aagosh E Kabr Tak..... Asgar (A.s.) Ko Maut Ne Kahin Rukne Nahi Diya.... Yeh Who Ali Hai Jisko Kabhi Ghar Nahi Mila .....(2)

Maa Soch Ti Thi Dhalta Hai Din Ho Rahi Hai Sham..... Jhule Me Laut Aaienga Shayad Who Tashnadahan..... Lekin Gazab Hua ke Woh Jhula Bhi Jal Gaya..... Yeh Who Ali Hai Jisko Kabhi Ghar Nahi Mila .....(2)

Galion Me Shehr E Kufa Ke Bazaar E Sham Me..... Shiri Ke Ghar Kabhi, Kabhi Darbar e Sham Me.... Marne Ke Baad Bhi Abhi Asgar (S.a.) Safar Me Tha.... Yeh Who Ali Hai Jisko Kabhi Ghar Nahi Mila .....(2)

Nanhe Se Sar Ko Naaz Se Bus Takte Rahte The.... Phir Khoon Ro Ke Sayyad E Sajjad (As) Kehte The....
3

Main Who Ali Hun Jiska, Bhara Ghar Ujad Gaya..... Yeh Who Ali Hai Jisko Kabhi Ghar Nahi Mila .....(2)

Jane Laga Watan Jo, Garibon Ka Karwan Mud Mud Ke Kehti Jaati Thi Ek Khali Godh Ma Rakhio Sambhal Kar Ise Aai Arze Nainawa Yeh Woh Ali Hai Jisko Kabhi Ghar Nahi Mila .....(2)

Dar Hai Yeh Phir se koi Sina Par Utha Na Le.... Lipta Hua Hai Abbhi Who Seene Se Baap Ke..... Ro Ro Ke Keh Rahi Hai Takallum Yeh Karbal.... Yeh Who Ali Hai Jisko Kabhi Ghar Nahi Mila .....(2)

2. Faras Ki Zeen Say


Faras Ke Zeen Se Beshak Utar Gai Hai Hussain (As) .....(2) Zameen Dhoond Rahi Hai Kidhar Gaye Hai Hussain (As) Faras Ke Zeen Se Beshak Utar Gaye Hai Hussain (As) .....(1)

Karenga shimr (La) Ka Khanjar To Sirf Sar Ko Juda .....(2) Warna Lashae Akbar (A.s.) Pe Mar Gaye Hai Hussain (As) Faras Ke Zeen Se Beshak Utar Gaye Hai Hussain (As) .....(2)

Sare Burida Kate Hoth Khoon Chehre Par .....(2) Ajeeb Haal Mein Sherin Ke Ghar Gaye Hai Hussain (As) Faras Ke Zeen Se Beshak Utar Gaye Hai Hussain (As) .....(2)

Mai Milne Sham Ke Zindan Me Aaunga Tujhse .....(2) Yeh Baat Aakhri Beti Se Kar Gaye Hai Hussain (A.s) Faras Ke Zeen Se Beshak Utar Gaye Hai Hussain (As) .....(2)

Kahin Hai Qasim (As) O Abbas (As) Aur Kahin Akbar (As) .....(2) Kahan Kahan Tere Tukde Bikhar Gaye Hai Hussain (As) Faras Ke Zeen Se Beshak Utar Gaye Hai Hussain (As) .....(2)

Kaza Ke Baad Bhi Bhai Bahan Ke Sath Raha .....(2) Jidhar Jidhar Gai Zainab (Sa) Udhar Gaye Hai Hussain (Sa) Faras Ke Zeen Se Beshak Utar Gaye Hai Hussain (As) .....(2)

Kisi Ne Mara Hai Patthar Bahan Ke Kya Akbar (As) Jo Karte Karte Tilawat Thaher Gaye Hai Hussain (As) Faras Ke Zeen Se Beshak Utar Gai Hai Hussain (As) .....(2)

3. Ya Aba Ababdillah (as)


Ya Garib (As) ..... Ya Hussain (As) .....(2) As Salamo Alaika Ya Abaabdillah (As) .....(4)

Ya Abaabdillah (As) .....(2) Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida..... Ya Abaabdillah (As) .....(2) Har Lasha Deta Jaata Hai .....(2) Maktal Se Yeh Sada .... Roohi Wa Jismi Lakal Fida.... Ya Hussain (As) .....(3) Ya Abaabdillah (As) .....(2) Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida

Ham Ne Hai Kiya Aap Ki Madar Se Yeh Wada..... Majlis Na Rukengi Kabhi Matam Na Rukenga..... Kat Jaie Chahe Hath Yeh .....(2) Kat Jaaie Yeh Gala ..... Roohi Wa Jismi Lakal Fida.... Ya Hussain (As) .....(3) Ya Abaabdillah (As) .....(2) Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida

Darte Hain Kahan Maut Se Hum Ahle Shahadat..... Hai Jaan Se Badh Kar Tere Rauze Ki Ziyarat..... Kehte Hue Yeh Kaafle .....(2)
7

Jate Hai Karbala Roohi Wa Jismi Lakal Fida.... Ya Hussain (As) .....(3) Ya Abaabdillah (As) .....(2) Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida

Zalim Na Bana De Kahin Ek Aur Bakaiya..... Phir Maula Wahi Sham Hai Aur Aap Ka Kunba.... Isne Jihad Kijiyea .....(2) Mehdi (Atfs) Ko Ab Ata Roohi Wa Jismi Lakal Fida.... Ya Hussain (As) .....(3) Ya Abaabdillah (As) .....(2) Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida

Hal Min Ki Jo Shabbir (As) Ne Makhtal Me Sada Di..... Ashab Tadap Ne Lage Tanhaie Pe Sheh (As) Ki..... Uth Uth Ke Deta Jaata Tha .....(2) Har Lasha Yeh Sada Roohi Wa Jismi Lakal Fida.... Ya Hussain (As) .....(3) Ya Abaabdillah (As) .....(2) Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida

Sajjad (As) Ne Baba Ki Jo Turbat Ko Banaya Shabbir (As) Ke Seene Pe Jo Asgar (As) Ko Sulaya Lashe Se Kehke Dusra .....(2)
8

Lasha Lipat Gaya Roohi Wa Jismi Lakal Fida.... Ya Hussain (As) .....(3) Ya Abaabdillah (As) .....(2) Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida

Darbar Na Jaungi Main Kehti Thi Yeh Khwar Rote Hue Shabbir (As) Ko Dekha Jo Sina Par Labbik Keh Kar Chal Padi .....(2) Darbar Sayeda (Sa) Roohi Wa Jismi Lakal Fida.... Ya Hussain (As) .....(3) Ya Abaabdillah (As) .....(2) Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida

Jis Wakt Ke Zindan Me Pyaso Ke Sar Aaie Zainab (Sa) Ne Wahan Aun (As) O Mohammed (As) Ke Bajaie Bhai Ke Sar Ko Godh Me .....(2) Lete Hue Kaha Roohi Wa Jismi Lakal Fida.... Ya Hussain (As) .....(3) Ya Abaabdillah (As) .....(2) Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida

Aankhon Me Takallum Hai Who Aashur Ka Manzar Gaibat Ko Azakhana E Shabbir (As) Bana Kar Paiham Imam E Asr (A.t.f.s.)Ke.....(2)
9

Hothon Pe Hai Sada Roohi Wa Jismi Lakal Fida.... Ya Hussain (As) .....(3) Ya Abaabdillah (As) .....(2) Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida

10

4. Ridain Utar Gayeen


Alaman .... Alaman.....(4) Alaman .... Alaman.....(2) Zehra (Sa) Ke Betion Ki Ridayen Utar Gai .....(3)

Zehra (Sa) Ke Betion Ki Ridayen Utar Gai .....(2) Sajjad (As) Ko Zaeef Sadayen Yeh Kargai Zehra (Sa) Ke Betion Ki Ridayen Utar Gai .....(2)

Lashon Ko Rassion, Me Jakad Kar Liye Phiro .....(2) Saidaniya (As) To Ghar Se Nikalte Hi Mar Gai Zehra (Sa) Ke Betion Ki Ridayen Utar Gai .....(2)

Jati Thi Jo Kabhi Kabhi Zehra (Sa) Ki Kabr Par .....(2) Jane Khuda Hujoom Se Kaise Guzar Gai Zehra (Sa) Ke Betion Ki Ridayen Utar Gai .....(2)

Zulm O Sitam Ki Tez Hawaien Thi Jub Chali .....(2) Sub Gulshan E Batool (Sa) Ki Kalian Bikhar Gai Zehra (Sa) Ke Betion Ki Ridayen Utar Gai .....(2)

Godhon se Rahe Sham Me Gir Gir Ke Mar Gai..... Bacchon Ki Lash Dekh Ke Maaien Bhi Mar Gai ..... Zehra (Sa) Ke Betion Ki Ridayen Utar Gai .....(2)

Ramla Yeh Poochti Thi Sakina (S.a.) Se Kaid Me .....(2)


11

Zakhmi Hai Kaan Balian Bibi Kidhar Gai Zehra (Sa) Ke Betion Ki Ridayen Utar Gai .....(2)

Bazaar Leke Jaao Na Be Parda Zalimo .....(2) Mar Jaiengi Hussain (Sa) Ke Bahane Agar Gai Zehra (Sa) Ke Betion Ki Ridayen Utar Gai .....(2)

12

5. Kar Madad Meri Baqir (a.s) Beta


Sakina (Sa) Mar Gai .....(2)

Haay ..... Sakina (Sa) Mar Gai, Zindan Ne Jub Yeh Shor Utha, Ajab Sa Dard Tha Us Dam Har Ek Ka Chehra, Kareeb Lasha E Hamsheer Bhai Jub Pohucha, Bandhe The Hath Badan Zouf Se Laraz Ta Tha, Na Uth Saka Jo Janaza Bahan Ka Bhai Se, To Ro Ke Bete Se Sajjad (As) Phir Yeh Kehne Lage,

Kar Madad Meri Baqir (As) Beta Humsheer Ki Kabr Banau Main .....(2) Zanzeer Uthao Tum Meri .....(2) Aur Uski Lash Uthau Main..... Kar Madad Meri Baqir (As) Beta, Humsheer Ki Kabr Banau Main .....(2)

Dada Ne Badi Mazloomi Me Tha Dadi (Sa) Ko Dafnaya..... Lekin Woh Medina Tha Baqir (As) ,Aur Yeh Hai Desh Paraya..... Is Char Baraski Mazlooma Ko Gurbat Me Kahan Dafnau Mai..... Kar Madad Meri Baqir (As) Beta, Humsheer Ki Kabr Banau Main .....(2)

Mil Jaaie Agar Wapas Mujhko,Woh Teri Rida Aur Chadar..... Baba Ki Lahad Par Rakhdu Ya, Sugra Ko Du Wapas Jaakar..... Woh Dono Amanat Hai Teri, Batla De Kise Pohuchaun Main..... Kar Madad Meri Baqir (As) Beta, Humsheer Ki Kabr Banau Main .....(2)

13

Jub Tum Ko Rehai Mil Jaaie, Phupion Ko Watan Pohuchana..... Rehlenge Yahnin Hum Bhai Bahan, Tum Kafela Ghar Lejana..... Dafnate Hue Is Bacchiko, Zinda Me Agar Mar Jaun Main..... Kar Madad Meri Baqir (As) Beta, Humsheer Ki Kabr Banau Main .....(2)

Dono Ko Juda Main Kaise Karu, Himmat Hi Nahi Yeh Meri..... Hai Aap (As) Ke Sar Se Lipti Hui, Bejaan Yeh Aap Ki Beti..... Kya Sath Sakina (Sa) Ke Baba, Sar Aap Ka Bhi Dafnau Mai..... Kar Madad Meri Baqir (As) Beta, Humsheer Ki Kabr Banau Main .....(2)

Tarikh Lahad Ko Band Kia, Abid (As) Ne Yeh Kar Akbar..... Keh Do Yeh Haram Se Aai Baqir (As),Sub Rooae Yahan Par Aakar Turbat Pe Chidakne Ke Khatir, Ab Pani Kahan Se Laau Main Kar Madad Meri Baqir (As) Beta, Humsheer Ki Kabr Banau Main .....(2)

14

6. Na Kar Humain Qubool


Mat Kar Hame Qabool, Aye Nana (Sa.w.w.) Ke Medine, Medina Aagaya Jub Yeh Sada Ubhar Ne Lagi Yeh Pusht E Naka Se Kusloom (Sa) Bain Kar Ne Lagi Luta Ke Aaie Hai Zehra (Sa) Ke Hum Gharane Ko Na Kar Qubool Medine Hamare Aane Ko..... (2) Luta Ke Aaie Hai Zehra (Sa) Ke Hum Gharane Ko Na Kar Qubool Medine Hamare Aane Ko..... (2) Bataie Kaise Jo Hum Par Guzar Gaya Mehshar Sar E Hussain (As) Tadap Ta Tha Noke Naiza Par Har Ek Shaher Me Mare Gai Humein Patthar Hamare Chehro Ke Janib Thi Shamion Ki Nazar Na Hath Me The Yeh Assas Mooh Chupane Ko Na Kar Qubool Medine Hamare Aane Ko..... (2) Bichad Ke Apni Bahan Se Dubara Mil Na Saki, Woh Dil Me Le Gai Hasrat Medine Aane Ki Musibanon Ke Andheron Me Chal Basi Bacchi Humein Rehai Mili Woh Hai Aaj Bhi Kaidi Basaliya Hai Sakina (Sa) Ne Kaid Khane Ko Na Kar Qubool Medine Hamare Aane Ko..... (2)

15

Medina Lut Gai Sarkar Tere Wali Ki Tere Hussain (As) Ke Sukhe Gale Pe Teg Chali Bacha Na Aabid E Bimar (As) Ke Siva Koi Hamari Godhian Pardes Me Hui Khali Kadam Uthai E Nahi Jaate Ghar Me Aane Ko Na Kar Qubool Medine Hamare Aane Ko..... (2) Gali Gali Me Phiraya Gaya Garibon Ko Kadam Kadam Pe Rulaya Gaya Garibon Ko Bicha Ke Kante Chalaya Gaya Garibo Ko Tamsh Giron Me Laaya Gaya Garibon Ko Sawab Samjhaya Gaya Hai Humein Satane Ko Na Kar Qubool Medine Hamare Aane Ko..... (2) Tarah Tarah Se Sitamgar Humein State The Woh Taziano Ki Beemar Ko Dawa Dete Utha Ke Saye Se Woh Dhoop Me Bitha Dete Garib Zehra (Sa) Ka Pursa Bhala Wo Kya Dete. Naa Aaya Koi Rida Bhi Humein Udha Ne Ko Na Kar Qubool Medine Hamare Aane Ko..... (2) Na Likh Sakega Taklalum Samaa Woh Tera Kalam The Gird Ahle Medina Ajeeb Tha Alam Yeh Keh Ke Logo Se Utre Siyanh Pos Haram Yehan Pe Chal Ne Se Honga Hussain (As) Ka Matam
16

Taras Gaie The Hum Ashke Aza Bahane Ko.

Na Kar Qubool Medine Hamare Aane Ko..... (2)

17

7. Teri Zahra (sa) Pai Musibat


Baba Mere Baba ..... (4) Baba Mere Baba..... Teri Zehra (Sa) Pe Musibat Ki Ghadi Hai.... Hai Baba .....Teri Zehra (sa) Pe Musibat Ki Ghadi Hai Teri Zehra (Sa) Pe Musibat Ki Ghadi Hai Kaise Darwaza Hatau, Kaise Mohsin (A.s.) Ko Bachaun Saans Seene Me Ruki Hai Hai Baba .....Teri Zehra (S.a.) Pe Musibat Ki Ghadi Hai Teri Zehra (sa) Pe Musibat Ki Ghadi Hai

Hath Me Jiske Mera Hath Diya Tha Tumne Kehke Mankunto Jise Maula Kaha Tha Tumne Maine Har Mod Pe Baba Sath Uska Hai Nbhay Haan Mera Juram Yahai Hai..... Teri Zehra (S.a.) Pe Musibat Ki Ghadi Hai Hai Baba .....Teri Zehra (S.a.) Pe Musibat Ki Ghadi Hai Teri Ummat Ne Bana Di Hai Yeh Haalath Baba Koi Pasli Bhi Nahi Meri Salamat Baba Saans Leti Hum Main Jis Dam, Ghut Ne Lagta Hai Mera Dam Sirf Marne Ki Kami Hai.....

18

Teri Zehra (sa) Pe Musibat Ki Ghadi Hai Hai Baba .....teri Zehra (sa) Pe Musibat Ki Ghadi Hai Kabhi Darbar Me Peshi Ko Bulate Hai Humain Kabhi Darwaze Pe Aa Aake Satate Hai Humain Mere Yeh Phool Se Bacche Pooch Te Hai Yehi Mujhse Kya Khata Ham Se Hui Hai..... Teri Zehra (S.a.) Pe Musibat Ki Ghadi Hai Hai Baba .....Teri Zehra (S.a.) Pe Musibat Ki Ghadi Hai Sharm Aati Hai Bhala Tum Ko Bataun Kaise Yeh Tamachon Ke Nisha Tum Ko Dikhaun Kaise Tum Na Pehchan Sakon Ge Dekh Kar Mujhse Kahon Ge Kya Meri Zehra (S.a.) Yehi Hai..... Teri Zehra (S.a) Pe Musibat Ki Ghadi Hai Hai Baba .....teri Zehra (S.a) Pe Musibat Ki Ghadi Hai Yeh Aziat Yeh Khanoshi Nahi Dekhi Jaati Mujhse Tanahi Ali (A.s.) Ki Nahi Dekhi Jati Tera Paygam Suna Ne, Haq Wilayat Ka Batane Zehra (S.a.) Ghar Ghar Pe Gai Hai..... Teri Zehra (S.a) Pe Musibat Ki Ghadi Hai Hai Baba .....teri Zehra (S.a) Pe Musibat Ki Ghadi Hai Aap Ke Shog Me Tarikh Na Dekha Gaya Ghar Aag Darwaze Pe Ummat Ne Laga Di Aakar
19

Baba Jaan Baad Tumhare Dekhiye Ghar Me Hamare Raushni Kaise Hui Hai..... Teri Zehra (S.a) Pe Musibat Ki Ghadi Hai Hai Baba .....teri Zehra (S.a) Pe Musibat Ki Ghadi Hai Kabr E Zehra (sa) Se Takalum Yeh Sada Aati Hai Kitni Sadion Se Meri Kabr Pe Veerani Hai Phool Turbat Pe Chadha Ne Ke Diya Laa Ke Jala Ne Kya Medine Me Koi Hai Teri Zehra (S.a) Pe Musibat Ki Ghadi Hai Hai Baba .....teri Zehra (S.a) Pe Musibat Ki Ghadi Hai

20

8. Roohi Wa Jismi Lakal Fida


Ya Garib (As) ..... Ya Hussain (As) .....(2) As Salamo Alaika Ya Abaabdillah (As) .....(4) Ya Abaabdillah (As) .....(2) Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida..... Ya Abaabdillah (As) .....(2) Har Lasha Deta Jaata Hai .....(2) Maktal Se Yeh Sada .... Roohi Wa Jismi Lakal Fida.... Ya Hussain (As) .....(3) Ya Abaabdillah (As) .....(2) Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida Ham Ne Hai Kiya Aap Ki Madar Se Yeh Wada..... Majlis Na Rukengi Kabhi Matam Na Rukenga..... Kat Jaie Chahe Hath Yeh .....(2) Kat Jaaie Yeh Gala ..... Roohi Wa Jismi Lakal Fida.... Ya Hussain (As) .....(3) Ya Abaabdillah (As) .....(2) Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida Darte Hain Kahan Maut Se Hum Ahle Shahadat..... Hai Jaan Se Badh Kar Tere Rauze Ki Ziyarat..... Kehte Hue Yeh Kaafle .....(2) Jate Hai Karbala
21

Roohi Wa Jismi Lakal Fida.... Ya Hussain (As) .....(3) Ya Abaabdillah (As) .....(2) Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida Zalim Na Bana De Kahin Ek Aur Bakaiya..... Phir Maula (A.s.) Wahi Sham Hai Aur Aap Ka Kunba.... Isne Jihad Kijiyea .....(2) Mehdi (A.t.f.s.) Ko Ab Ata Roohi Wa Jismi Lakal Fida.... Ya Hussain (As) .....(3) Ya Abaabdillah (As) .....(2) Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida Hal Min Ki Jo Shabbir (As) Ne Makhtal Me Sada Di..... Ashab Tadap Ne Lage Tanhaie Pe Sheh (As) Ki..... Uth Uth Ke Deta Jaata Tha .....(2) Har Lasha Yeh Sada Roohi Wa Jismi Lakal Fida.... Ya Hussain (As) .....(3) Ya Abaabdillah (As) .....(2) Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida Sajjad (As) Ne Baba Ki Jo Turbat Ko Banaya Shabbir (As) Ke Seene Pe Jo Asgar (As) Ko Sulaya Lashe Se Kah Ke Dusra .....(2) Lasha Lipat Gaya Roohi Wa Jismi Lakal Fida....
22

Ya Hussain (As) .....(3) Ya Abaabdillah (As) .....(2) Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida Darbar Na Jaungi Main Kehti Thi Yeh Khwar Rote Hue Shabbir (As) Ko Dekha Jo Sina Par Labbik Keh Kar Chal Padi .....(2) Darbar Sayeda (S.a) Roohi Wa Jismi Lakal Fida.... Ya Hussain (As) .....(3) Ya Abaabdillah (As) .....(2) Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida Jis Wakt Ke Zindan Me Pyaso Ke Sar Aaie Zainab (As) Ne Wahan Aun (As) O Mohammed (As) Ke Bajaie Bhai Ke Sar Ko Godh Me .....(2) Lete Hue Kaha Roohi Wa Jismi Lakal Fida.... Ya Hussain (As) .....(3) Ya Abaabdillah (As) .....(2) Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida Aankhon Me Takallum Hai Who Aashur Ka Manzar Gaibat Ko Azakhana E Shabbir (As) Bana Kar Paiham Imam E Asr (A.t.f.s.) Ke.....(2) Hothon Pe Hai Sada Roohi Wa Jismi Lakal Fida.... Ya Hussain (As) .....(3)
23

Ya Abaabdillah (As) .....(2) Ya Abaabdillah (As) Roohi Wa Jismi Lakal Fida

24

You might also like