You are on page 1of 2

Ankh uthi mohabbat ne angrai li Dil ka sauda huya chandi raat mein Unki nazron ne kuch aisa jado

kiya loot gaye humto pehli mulaqat mein Unki nazron ne unki nazron ne Dil lout liya iman lout liya Unki nazron ne unki nazron ne Unki nazron ne hum pe asa jado kiya Khud Tarap kar on ke janib dil gaya Sharab sikh pe dali kabab shishe main Hum pe asa jado kiya Unki nazron ne Zindagi Doob Gayi onke Hasin ankhon main Youn mera piyar ka afsane ko anjam mila Kafiyat-e-chasam oski mujha yaad hai Souda Sagir ko mera hath sa lana ka chala main Hum pe asa jado kiya Unki nazron ne Hum hosh bhi apne bhul gaye Iman bhi apna bhul gaye Ek dil hi nahi us bas mein Humna jaane kiya kiya bhul gaye Jo baat thi unko kehne ki Woh baat hi kehna bhul gaye Gairon ke fasane yaad rahe Hum apna fasana bhul gaye Hum pe asa jado kiya Unki nazron ne Wo ake aaj samne is shan sa gaya Hum dekhta he dekhte Iman sa gaya Hum pe asa jado kiya Unki nazron ne Kya kya nigah e yaar me taseer ho gayi Bijli kabhi bani kabhi shamshir ho gayi Bigri tua bani Dil-e-Ishq ke jan per Dil mian outar gai tu nazar teer ho gayi Mehfil mein baar baar uni par nazar gayi Humne bache lakh magar phir udar gayi Unki nigah mein koi jadoo zaroor Jis par padi usi ke jigar mein utar gayi Hum pe asa jado kiya Unki nazron ne Woh muskar ka dekhna on tu thi aada Hum ba tare tarap outha aur jan sa gaye Aate hai onke bazam kuch is tarhe howa Sisha se rind Shiekh bhi Quran sa gaye Hum pe asa jado kiya Unki nazron ne Hun ankhoo ka liya dil pa assar jate hain Mainkde hath bharhate hai jidar jatayian hain Bhoolte he nahi dil ko mera mastana nigha Sath jata hai ye Mainkhana jidhar jataian hain Hum pe asa jado kiya Unki nazron ne Unke andaz ne mujhko bakhuda lout liya Deka majboor ko paighame wafa lout liya Samna hota hai jo kuch mila lout liya kiya batoon ke nazar milte hai kya lout liya Nargisi ankhon na Iman mera lout liya Hum pe asa jado kiya Unki nazron ne Banke tasweer-e-ghum reh gaye hain Koye se hum re gaye hain Bant li sabne apas mein khushian Mere hise mein ghum re gaye hain Ab na utna sarhane se mere Ab to ginti ke dum re gaye hain

Din kata jis tarhay kata lakin raat kati nazar nahi ati Dil zindagi sa tang hai jina se Sair hai Pemana bhar chuka hai chalkne ke dair h ai Qafila chal ke maanzil pe pahuncha Tero tero mein hum re gaye hain Dekh kar unke mangto ki ghairat Dang ahale-karam re gaye hain Unki satarian kuch na pucho Aasiyun ke baram re gaye hain Ae saba ik zehmat zara phir Unki zulfon mein hum re gaye hain Qayenaten jafawon wafaaon mein Ek tum ek hum re gaye hain Aaj saqi pila shaikh ko bhi Ek ye motaram re gaye hain Dore Mazi ke tasveer akhir Aaya nasib ek humra gaya hain Nazar mila ka mere pass ake lout liya Khuda ka liya apni nazron ko rouko mera dil lout liya Jis taraf uth gai he aahain hain Chashme baddoor kya nigahain hain Dil ko oulat poulat ka dikhane sa faida Keto diya ke bus lout liya lout liya Hai dosti tu janib-e-dushman na dekhna Jadu bhara howa hai tumhari nigha main Hum pe assa jado kiya Unki nazron ne Karon tareef kya teri nazar ke dil lout liya Nazar mila ka mere pas ake lout liya Nazar hati thi ka phir muskra ka lout liya Koi ya lout tu dekho ka osne jab chaha Mujha main rah ker muje main saman ka lout liya Na louta hum agar on must ankhiyun na jigar Nazar bachate howe doob doba ka lout liya Hum pe assa jado kiya Unki nazron ne Hum pe assa jado kiya Unki nazron ne kuch aisa jaddo kiya loot gaye hum to pehli mulaqat mein Saath apna wafa maina Choote kabhi, Pyar ke dour ban kar na toote kabhi Chout jaye zamana koi ghum nahi, Hath tera rahe bus mera hath main Rukh hai barat ki dekho zid mat karo Yeh Sulakti sham yeh tanhaian Badlon ka sath hum bhi rou diya Jahan ankhen barsti rahti hoon barsat se pehle Waha barsat main badal baras jane sa kiya hoga Yeh beghi rat aur barast ke hawain jitna bhola raha outna yaad aa rahain hain Yeh badal jhoom kar aya tou hain shen-e-gulstan per Kahin pani na phar jaya kisi ke ehad-o-Painman per Loug Barast main so jatain hain khush khush laikn Mujhko in ankhon ke barsat ne sona na diya Rukh hai barsat ki dekho zid mat karo Raat anderi hai badal hain chaye hue Ruk bi jao sanam tumko meri qasam Ab kahan jaoge aisi barsat mein Jis tarha chaya woh azma la humain Muntazir hain bus unka ishare pa hum Muskara kar fana woh talab tou karain Jaan bhi apni da dain ga sougat main Ankh uthi mohabbat ne angrai li Dil ka sauda huya chandi raat mein...

You might also like