You are on page 1of 4

Dosti Ghazal hai

gungunaane ke liye
Dosti nagma hai sunaane ke liye
yeh vo jazba hai jo sabko milta nahin
kyunke hosla chaahiye DOSTI nibhaane ke liye

Lamha Lamha Sanse Khatm Ho Rahi Hai,


Jindagi Maut Ke Pahloo Me So Rahi Hai,
Us Bewafa Se Mat Pucho Meri Maut Ki Wajah,
Wo To Bus Jamane Ko Dikhane Ke Liye Ro Rahi Hai

Apne pyar ko chupana chaha par chupa na sake,


diwane dil pe kabu hum pa na sake,
aaj itne karib se gujar gaye wo,
phir bhi unka hath hum tham na sake

Woh Keh Gaye Ki Mera Intezaar Mat Karna,


Main Kahu Bhi To Muj Pe Aitbaar Mat Karna,
Wo Kehte hai Ke Mujhe Tumse Mohabaat Nahi,
Par Tum Kisi Aur Se Pyaar Mat Karna�..!!!

Mushkurana (Smile)
�Har waqt gul bankar muskurana jindagi hai,
Muskurakar gam bhulana jindagi hai,
Jeet kar muskuraye to kya muskuraye,
Haar kar muskurana jindagi hai�

Acha Lagta Hai


Bhari mehfil main tanha rehna acha lagta hai
Terey barey main sochtey rehna acha lagta hai .
Kabhi phulon main ,kabhi kaliyon main
Tujh ko hi dhundtey rehna acha lagta hai
Meree zindagi ki khushiyan tumhee say hain wabasta
Rab say sirf tumhein hi mangna acha lagta hai
Hamarey darmiyan hai sadiyon ka fasla
Kuch is tarhan guftugu karna acha lagta hai
Tumhrey baghir zindagi ka koi tasavur nahi hai
Kuch is tarhan tumhari tamanna karna achha lagta hai
Tum hi ko chaha,tum hi ko chahtey hain
Tumhi ko chahtey rehna acha lagta hai..

Aapko Zindagi Mana Hai


Humne to aapko zindagi mana hai,
Aapki har saans ko bandagi mana hai,
Khuda kare ki salamat rahe aap sada,
Kyuki aapki har saans ko humne apni saans mana hai�.

Jis Shaam Mein


Jis shaam mein mere lab per aapka naam na aaye,
Khuda kare ki kabhi aisi shaam na aaye,
Ae jaane wafa yeh kabhi mumkin nahin ki,
Afsaana likhoon aur aapka naam na aaye.
Sachchi Dosti
Sachhi Dosti Bezubaan Hoti Hai,
Ye To Aankhon Se Bayan Hoti Hai,
Dosti Mein Dard Mile To Kya,
Dard Me Hi To Apno Or Parayon Ki Pehchan Hoti Hai.

Darta Hoon
Bharoosa hai tum per apne se bhi jayada,
per her us parchhaee se darta hoon,
chheen na le koi tumhe muj se,
bas har pal issi baat se darta hoon.

Friends For Ever


Square Has 4 Ends,
triangle Has 3 Ends,
Line Has 2 Ends,
But Our Friendship Is Like Circle
Which Has No End.

Heart Of Life
Birth Is The Start Of life,
Beauty Is The Art of Life,
Mystry & The Risk are The Part Of Life,
But True Friends Like You Are The Heart Of Life��..

Pyar Chupta Nahi Chupane Se���


Pooch Lo Tum Bhi Iss Zamaane Se,
Pyaar Chhupta Nahin Chhupane Se
Paas Aate Ho Choote Ho Baat Karte Ho,
Kabhi Matlab Se Kabhi Bahane Se
Pyar Dil Mein Hai To Laao Zabaan Pe,
Aag Badhti Hai Ye Bujhane Se.
Tumhein Na Paana Shayad Behtar Hai,
Paa Ke Phir Se Tumhein Ganwane Se.
Chalo Ek Dua To Apni Poori Huye,
Mil Liye Apne Ek Deewane Se.
Roye Jaate Ho, Bas Roye Jate Ho,
Kya Hoga Ye Dhan Lutane se �.

Humari ungli aapki or


Rishto ki dori kamzor hoti hai,
Aankhon ki baaten dil ki chor hoti hai,
Khuda ne jab bhi puchha dost ka matlab ,
Humari ungli aapki or hoti hai,

Khuda ne iss rishte ko kya nek banaya


Iss riste se aur kaun sa rishta paak hoga
Jab do dil swart bina ek tuje ke saath hoga
Khuda ne iss rishte ko kya nek banaya
Dosti mein jab dono ka haath ek hoga

Phool bankar muskurana zindagi hai


Muskura ke gum bhulana zindagi hai
Mil kar log khush hote hai toh kya hua
Bina mile dosti nibhana zindagi hai

Dosti main jina dosti main marna,


Himmat na ho to dosti na karna,
Zindagi nahi hame doston se pyaari,
Doston ke liye hai zindagi hamari�..

Dil mein intezar ki lakir chod jayenge


Ankho mein yado ki nami chod jayenge
Dhundte phiroge hume ek din
Jindhgi mein ek dost ki kami chod jayenge.

Dhadkan ke liye dil chahiye,


Dil ke liye pyaar chahiye,
Pyaar ke liye khushi chahiye,
Khushi ke liye yaar chahiye,
Aur yaar ke liye aap chahiye.

Dil todna humari aadat nahi,


Dil hum kisika dukhate nahi,
Bharosa rakhna humarae dosti pe,
Dost bankar hum kisiko bhulaathe nahi.

Nigaho mein aur koi dosti ke kabil na raha,


Is kinare ka aur koi sahil na raha,
Chand jaisa dost mila humein zamin par,
Aasma ka chand bhi aab deedar k kabil nahi raha.

Dosti se aaj pyaar sarmaya hai,


Teri dosti ne humein jina sikhaya hai,
Kya mange khuda se hum,
Woh to khud aaj mere dar par,
Teri dosti mangne aaya hai.

Dosti se aaj pyaar sharmaya hai,


Teri chahat ne kuch aisa gajab dhaya hai,
Khuda se kya mange,
Woh to khud aaj aap jaisa dost udhar mangne aaya hai.

Har ek insaan ko ek hi maan hota hai,


Har ek insaan ko ek hi jaan hoti hai,
Har ek insaan ki ek hi baat hoti hai,
Ke dosti ho to zindagi aasaan hoti hai.

Milte hai aachai dost sirf kismatwalo ko,


Meri kismat se jalna chod do.
Agar tamana ho milne ki mere dost ko,
Toh bas apni nazar aaine ki taraf mod do.

Ummid aisi ho jo jeene ko mazboor kare,


Raah aisi ho jo chalne ko majboor kare,
Mahak kum na ho apni dosti ki,
Dosti aisi ho jo milne ko majboor kare.
dil gaya tum ne liya ham kya karen
jane wali chiz ka gam kya karen
pure honge apne arman kis tarah
shauq behad waqt hai kam kya karen
baksh den pyar ki gustakhiyan
dil hi qabu main nahin, ham kya karen
tund khu hai kab sune vo dil ki bat
aur bhi baraham ko baraham kya karen
ek sagar par hai apni zindagi
rafta rafta is se bhi kam kya karen
kar chuke sab apni-apni hikmaten
dam nikalta hai ai mere hamadam kya karen
dil ne sikha sheva-e-beganagi
aise namuharim ko muharim kya karen
mamala hai aj husn-o-ishq ka
dekhiye vo kya karen ham kya karen
kah rahe hain ahal-e-sifarish mujhse
teri qismat hai buri ham kya karen

You might also like