Akela sa mehsus karo jab,Tanhai mein yaad meri aaye jab,Judai mein mehsus karna ,Tumhare pas hoon mai,Jab chahe dekh lena apni parchhai mein.Har waqt humein yaad kiya na karo,Har naam ke baat mera naam liya na karo,Denge saat hum tumhara har baar,Har kadam par humein ajnabee samjha na karo.bTeri yaad dilko bekarar karthi hai,Nazar tujhe talash har bar karti hai,Gila nahi jo tum ho dur humse,Teri to judaai bhi humse pyar karti hai.cDil jise bhoolna chahata haiHar baat pe wohi kyun yaad ata haiLamha lamha tadpa jata haiJaab bhi labho phe unka naam ata hai.dBin sawan barsat nahi hotisuraj dube bina raat nahi hotikya kare ab kuch aisi halat hai kiaapki yaad aaye bina din ki shuruwaat nahin hotiBin badal barsath nahi hoti,Suraj dube bina raat nahi hoti,Issi liye yaar kisika dil nahi todna,Kyo ki dil tutne ki kabi awaz nahi hoti..eHar phool ki ek ajeeb kahani hoti hai,Chup rehna bhi pyaar ki nisani hoti hai,Kahani koi jakham nahi,phir bhi dard ka ehsaas rehti hai,Lagta hai hamara dil aap ke pass retha hai.