You are on page 1of 9

CHICKEN POX

Chicken pox kya hai ?


 YEH EK VARICELLA NAAMAK
VISHAANU ( VIRUS ) SE HONE WAALI
BIMAARI HAI
Chicken pox kise ho sakta hai?
 Aam taur se yeh bachpan mein hota hai
takreeban 10 saal ki umar se pehle.
 Ek baar hone ke baad dubaara nahi hota hai

 Yadi pehle nahin hua ho to badi umar mein bhi


ho sakta hai
 Center mein humne dekha hai ki yeh recruits
mein ho jaata hai.
SPREAD
 BIMAAR WYAKTI KE SHAREER SE JO
RISAAV ( SECRETIONS) NIKALTE HAIN
USMEN ISKA VISHANU HOTA HAI
 KHANSI KARNE SE AUR CHEENKNE SE
WATAWARAN MEIN ISKE VISHANU
PHAIL JAATE HAIN
 -2 DIN---------RASH(DAANE)-------+5DIN
INCUBATION PERIOD
 VISHANU KE SHAREER MEIN PRAVESH
KARNE SE LE KAR BIMAARI KE PEHLE
LAKSHAN AANEY TAK KA SAMAY
 14-16 DIN ( ADHIKTAM 21 DIN)
Chicken pox ke lakshan
 BUKHAAR
 GALEY MEIN DARD
 NAAK BEHNA
 THAKAWAT / KAMJORI / SUSTI
 SHAREER PAR DAANE
COMPLICATIONS

 PNEUMONIA
 ENCEPHALITIS
 OTHER INFECTIONS
 ETC
BACHAV
 EARLY REPORTING
 ISOLATION OF PATIENT
 SEGREGATION OF CONTACTS
 DAILY MONITORING
 VENTILATION , HYGIENE &
SANITATION
THANK YOU

You might also like