You are on page 1of 23
Surat 7. Al-A‘raf / Part9 se pall igo N55 88. Unn ki qaum kay mutakabbir sardaroan nay kaha aey shoaib! Hum aap ko aur jo aap kay humraah emaan laaey hain unn ko apni basti say nikaal deingay illa yeh kay tum humaaray mazhab mein phir aajao. Shoaib (alaih-c-salaam) nay jawaab diya kay kya hum tumharay mazhab mein aajayein go hum. uss ko makrooh hi samajhtay hoan. 89, Hum Allah Taalaa per badi jhooti tohmat lagaanay waalay hojayeingay agar hum tumhaaray deen mein aajayein iss kay baad kay Allah Taalaa nay hum ko uss say neijat di aur hum say mumkin nahi kay tumharay mazhab mein phir aajayein lekin haan yeh kay Allah hi nay humaara maalik hai muqaddar kiya ho. Humaaray rab kaa ilm mein her cheez per moheet hai hum Allah hi per bharosa rakhtay hain. Aey humaaray perwerdigaar! Humaray aur humaari qaum kay darmiyaan haq kay muafiq faisla ker day aur tu sab say achcha faisla karnay waala hai. 90. Aur unn ki qaum kay kaafir sardaroan nay kaha agar tum shoaib (alaih-e-salaam) ki raah per chalogay to bay-shak bada nuksaan uthao gay. 91. Pus unn ko zalzalay nay aa pakda so woh apnay gharoan mein aundhay kay aundhay paday rah gaey. 92. Jinhoan nay shoaib (alaih-c-salaam) ki takzeeb ki thi unn ki yeh haalat hogaee jaisay unn gharoan mein kabhi basay hi na thay. Jinhoan nay shoaib (alaih-e-salaam) ki takzeeb ki thi wohi kahasaaray mein pada gaye. 93. Uss waqt shoaib (alaih-e-salaam) unn say munh moad ker chalay aur farmaanay lagay kay aey meri qaum! Mein nay tum ko apnay perwerdigaar kay ahkaam pahoncha diye thay aur mein nay tumhari khair khwahi ki. Phir mein unn kafir logoan per kiyoan ranj keroon. 94, Aur hum nay kisi basti mein koi nabi nahi bheja kay wahaan kay rahnay waloan ko hum REISE ee ee IE-EL Gels ‘or abs BbSal FEBS w" coeAnaty EMbass otek he SOAs ral SEA ths *) & oS ALES eB cal SIE eA paSOBREE ES race ab ars a ee wesc Gees Cs5) BSB CS Cases oedl salsa 280 5 2232 Ns sah abel Surat 7. Al-A‘raf / Part9 se pall igo N55 nay sakhti aur takleef mein na pakda hota kay woh gid gidayein. 95, Phir hum ney uss bad haali ki jagah khushaali badal di yahaan tak kay unn ko khoob taraqqi hui aur kahnay lagay kay humaray aaba-o-ajdaad ko bhi tangi aur rahat pesh aaee thi to hum ne unn ko dafatan pkada liya aur unn ko khabar bhi na thi, 96, Aur agar unn bastiyoan kay rahnay walay emaan ley aatay aur perhezgari ikhtiyaar kartay to hum unn per aasman aur zameen ki barkatein khol detay Iekin unhoan nay takzeeb ki to hum nay unn kay aemaal ki waaja say unn ko pakad liya 97. Kiya phir bhi inn bastiyon kay rehney walay iss baat say bey fikar ho gaye hain kay unn per humara azab shab kay waqt aa paray jiss waqt woh sotay hon. 98, Aur kiya inn bastiyoan kay rahnay waalay iss baat say bay fikar hogaye hain kay inn per humara azaab din charhay aa paday jiss waqt kay woh apnay kheloan mein mashghool hoan. 99, Kiya pus woh Allah ki uss pakad say bay fikar hogaye. So Allah ki pakad say ba-juz unn kay jin ki shaamat hi aagace ho aur koi bey fikar nahi hota. 100. Aur kiya unn loagoan ko jo zameen kay waaris huye wahaan kay loagoan ki halaakat kay baad (inn waqiyaat-e-mazkoor nay) yeh baat nahi batlaee kay agar hum chahayein to inn kay jurm kay sabab inn ko halak ker dalein aur hum inn kay diloan per band laga denpus woh na sunn sakein 101. Inn bastiyoan kay kuchh kuchh qissay hum aap say bayaan ker rahay hain aur unn sab kay pass unn kay payghumbar mojzaat lay ker aaye phir jiss cheez ko unhoan nay ibtidaa mein jhoota kah diya yeh baat nahin huee kay phir uss ko maan laytay Allah Sane ot: Seca argetlys “ENG (| Fs Sais ie $385 ear sea CeSnBr geal eal si Wh wines BaNiagle (4a GsbSSGusSES ed eh seb an NGA Gb Si Seales LINAIGM EH ARs Anetes GBI or Ssh. ff chek Se ee ee aera oe Surat 7. Al-A‘raf / Part9 se pall igo N55 Taalaa issi tarah kaafiroan kay diloan per band laga deta hai. 102. Aur aksar logoan mein hum nay wafay- e-ahad na dekha aur hum nay aksar logoan ko bay hukm hi paaya. 103. Phir unn kay baad hum nay Musa (alaih- e-salaam) ko apnay dalacel day ker firaun aur uss kay umraa kay pass bheja magar unn logoan nay inn ka bilkul haq ada na kiya. So dekhiye unn mufisdoan ka kya anjaam hua? 104, Aur Musa (alaih-e-salaam) nay farmaaya kay acy firaun! Mein rabbul aalameen ki taraf say payghumbr hoon. 105. Meray liye yehi shaayaan hai kay ba-juz sach kay Allah ki taraf koi baat mansoob na karoonmein tumharay pass tumharay rab ki taraf say aik badi daleel bhi laaya hoon so tu bani Israeel ko meray saath bhej day. 106. Firaun nay kaha agar aap koi moajeza lay ker aaye hain to uss ko abb pesh kijiye! Agar aap sachchay hain. 107. Pus aap nay apna Asa daal diya so dafatan woh saaf aik azdaha bann gaya. 108. Aur apna haath baher nikala so woh yakayak sab dekhnay waloan kay roo baroo. bahoat hi chamkta hua hoagaya. 109. Qaum-e-firaoun mein jo sardaar loag thay unhoan nay kaha kay waqaee yeh shaks bada maahir jadoogar hai. 110. Yeh chahata hai kay tum ko tumhari sarzameen say baaher ker day so tum loag kya mashwara daytay ho. 111. Unhoan nay kaha aap inn ko aur inn kay bhai ko mohlat dijiye aur shehroan mein harkaaroan ko bhej dijiye. 112. Kay woh sab maahir jadoogaroan ko aap kay pass laa ker haazir ker dein. 113. Aur woh jadoogar firaun kay pass hazir huay kahnay lagay kay agar hum ghalib aaye to hum ko koi bada sila milay ga? oS SB EAGT Oye Gand aeons 4 NG tsk auseotid 3G se ces oy Mia cE ES wud UNE Es agiglall es Seb Eas SKS ’ 5 ORES, Mes 3 8d bell G6 HG “en cNesbiaycie e806 ERTOA GNSS aha sn Cae tee sonaake Barts 998 -ise ASCs Aes eee onbechah Catisasessseaices oh ZENE Surat 7. Al-A‘raf / Part9 se pall igo N55 114. Firaun nay kaha kay haan aur tum mugarrab logoan mein shaamil hojaogay 115. Unn saahiroan nay araz kiya aey Musa! Khuwa aap daaliye aur ya hum hi daalein? 116. Musa (alaih-e-salaam) nay farmaya kay tum hi dalo pur jab unhoan nay dala to logoan ki nazar bandi ker di aur unn per haibat ghaalib ker di aur aik tarah ka bada jadoo dikhlaya. 117. Aur hum nay Musa (alaih-e-salaam) ko hukm diya kay apna asa daal dijiye! So Asa ka daalna tha kay uss nay unn kay saaray banay banaye khel ko nigalna shuroo kiya. 118. Pus haq zaahir hogaya aur unhoan nay jo kuchh banaaya tha sab jaata raha 119. Pus woh loag uss mauqay per haar gaye aur khoob zaleel hoker phiray. 120, Aur woh jo saahir thay sajday mein gir gacy, 121. Kahnay lagay hum emaan laaey rabbul aalameen per. 122. Jo Musa aur haroon ka bhi rab hai, 123, Firaun kahnay laga tum Musa per emaan laye ho baghair iss kay kay mein tum ko ijazat doon? Bay-shak yeh saazish thi jiss per tumhara amal daramad hua hai iss shehar mein takay tum sab iss shehar say yahaan kay rehney waloan ko bahar nikal do. So abb tum ko hageeqat maloom hui jati hai. 124. Mein tumharay aik taraf kay haath aur doosri taraf kay paon kaaton ga. Phir tum sab ko sooli per latka doon ga 125. Unhon nay jawab diya kay hum (marr ker) apney maalik hi kay pass jayein gay. 126. Aur tu nay hum mein konsa aib dekha hai ba-juz isskay kay hum apney rab per emaan ley aaye jab woh humaray pass aaye. Aey humaray rab! Humaray upper sabar ka faizan farma aur humari jaan halat-e-islam per nikal. oh NCS Bre 255 G5 BE ST teas SCAG apeueas PARE eee sr “Blas Has Sadie SCRE CE ols sokenbe hs iss oe i ae ' ye Seal seLalleg its FINE NaS ae O68 Suse Qe SNBy Balee3d6 Gea Kis A siete ii BEET KGa oF S SS aati Sees Gases 6 4 skies 1% “Ed z Sy Surat 7. Al-A‘raf / Part9 se pall igo N55 127. Aur qaum-e-firaun kay sardaroan nay kaha kay kiya aap Musa (alaih-e-salaam) aur unn ki gaum ko yun hi rahnay deingay kay woh mulk mein fasaad kertay phirein aur woh aap ko aur aap kay maboodoan ko tarak kiye rahein. Firaoun nay kaha kay hum abhi inn logoan kay betoan ko qatal kerna shuroo kar deingay aur aurtoan ko zinda rehnay dein gay aur hum ko inn per her tarah ka zor hai. 128. Musa (alaih-e-salaam) nay apni qaum say farmaya Allah Taalaa ka sahara haasil karo aur sabar karo yeh zameen Allah Taalaa ki hai apnay bandoan mein say jiss ko chahay woh maalik bana day aur aakhir kamyaabi unhi ki hoti hai jo Allah say dartay hain. 129. Quam kay loag kahnay lagay kay hum to hamesha museebat hi mein rahay aap ki tashreef aawari say qabal bhi aur aap ki tashreef aawari kay baad bhi. Musa (alaih-e- salaam) nay farmaya kay bahoat jald Allah tumhaaray dushman ko halaak ker day ga aur bajaey unn kay tum ko iss sar-zameen ka khalifa bana day ga phir tumhaara tarz-c- amal dekhay ga. 130. Aur hum nay firaun waloan ko mubtila kiya qahetsaali mein aur phaloan ki kum paidawaari mein taakay woh naseehat qubool karein, 131. So jab unn per khush-haali aajati to kahtay kay yeh to humaray liye hona hi chahiye aur agar unn ko koi badhaali pesh aati to Musa (alaih-e-salaam) aur unn kay sathiyoan ki nahoosat batlaatay. Yaad rakho kay unn ki nahoosat Allah Taalaa kay pass hai lekin unn kay aksar loag nahi jaantay. 132. Aur yun kahtay kaisi hi baat humaray saamnay lao kay unn kay zariye hum per jaadoo chalaao jab bhi hum tumhaari baat hergiz na maanein gay SERB IS PNG HAS CE IE BBN B55 ESS ESC weeny 92) J Fully ods se 798, Gita ALB 830 o 2 ory} ge! cabaret als erste Sal's etait oostebei ss iS oe Gail 3186 rc igi Goal ox dese ote coe Sesh igh co ae se ANS OMe Ta nee BT bbe % oGelag S28 ai & ial ng becouse: Sek LEGG Suse Surat 7. Al-A‘raf / Part9 se pall igo N55 133. Phir hum nay unn per toofaan bheja aur tiddiyaan aur ghun ka keeda aur mendak aur khoon kay yeh sab khulay khulay moajzay thay. So woh takabbur kertay rahay aur woh loag kuch thayhi jaraem pesha. 134. Aur jab unn per koi azaab waaqay hota to yun kahtay kay aey Musa! Humaray liye apnay rab say iss baat ki dua ker dijiye! Jiss ka uss nay aap say ahad ker rakha hai agar aap iss azaab ko hum say hata dein to hum zaroor zaroor aap kay kahnay say emaan ley aaeingay aur hum bani Israeel ko bhi (raah ker kay) aap kay humrah kardeingay 135. Phir jab unn sya iss azaab ko aik khaas waqt tak kay uss tak unn ko pahonchna tha hata detayto woh fauran hi ahad_ shikni karnay lagtay 136, Phir hum nay unn say badla liya yani unn ko daryaa mein gharq ker diya iss sabab say kay woh humaari aayatoan ko jhutlaatay thay aur unn say bilkul hi ghaflat kertay thay 137. Aur hum nay unn logoan ko jo kay bilkul kamzor shumaar kiye jaatay thay uss sarzameen kay poorab pachhim ka maalik bana diya jiss mein hum nay barkat rakhi hai aur aap kay rab ka nek waada bani Israeel kay haq mein unn kay sabar ki waja say poora hogaya aur hum nay firaun kay aur uss ki qaum kay saakhta perdaakhta kaar khanon ko aur jo kuch woh oonchi oonchi emartein banwatay thay sab ko darhum barhum ker diya. 138. Aur hum nay bani Israeel ko darya kay paar utaar diya. Pus unn logoan ka aik qaum per guzar hua jo apnay chand buttoan say lagay baithay thay kahnay lagay aey Musa! Humaray liye bhi aik mabood aisa hi mugarrar ker dijiye! Jaisay inn kay yeh mabood hain. Aap nay farmaya kay waqaee It eB age CLI eneraes GBS: Bs EGS NE38 a By neha 302 saaer BH FMS ME ES 80 steac Sut Pasi danger os ssi x b2e38G se 393 ed Cees ell eIZa en ine cishadllesst ws a Gh sia ta eeeexenes nes we eseass cits Aas Pe CO Fb aan Bb 25 cl i ce 58 Se itad es oa vs tos Sc Surat 7. Al-A‘raf / Part9 se pall igo N55 tum logoan mein badi jahaalat hai. 139. Yeh loag jiss kaam mein lagay hain yeh tabah kiya jayega aur inn kay yeh kaam mehaz bay bunyaad hain. 140. Farmaya kya Allah Taalaa kay siwa aur kissi ko tumhaara mabood tajweez ker doon? Halaankay uss nay tum ko tamaam jahaan waloan per fauqiyat di hai. 141. Aur woh waqt yaad karo jab hum nay tum ko firaun waloan say bacha liya jo tum ko badi sakht takleef phonchatay thay. Tumharay betoan ko qatal ker daaltay thay aur tumhari aurtoan ko zinda chhoad detay thay aur iss mein tumhaaray perwerdigar ki taraf say badi bhaari aazmaesh thi 142. Aur hum nay Musa (alaih-e-salaam) say tees raaton kay wada kiya aur dus raat mazeed say unn tees raaton ko poora kiya. So inn kay perwerdigaar ka waqt pooray chalees raat ka hogaya. Aur musa (alaih-e-salaam) ney apney bhai haroon (alaih-e-salaam) say kaha kay meray baad inn ka intizam rakhna aur islaah kertay rahna aur badnazam logoan ki raaey per amal mat kerna. 130) 143. Aur jab Musa _ (alaih-e-salaam) humaaray waqt per aaye aur unn kay rab nay unn say baatein kein to arz kiya kay aey meray perwerdigaar! Apna deedar mujh ko kera dijiye kay mein aik nazar aap ko dekh loon irshaad hua kay tum mujh ko hergiz nahi dekh saktay Iekin tum uss pah aad ki taraf dekhtay raho woh agar apni jagah per bar qarar raha to tum bhi mujhay dekh sako gay. Pus jab unn kay rab nay pahad per tajalli farmace to tajalli may uss kay parakhchay udaa diye aur Musa (alaih-e- salaam) bayhoash ho ker girr paday. Phir jab hoash mein aaye to arz kiya bay-shak aap ki Genser SS acs Beste IEE Sigel FS Od Wes Shey 5 CBW Bes SMa Erg 3 bs 2 5a Geni Frias) 13245 abs 72 L585 age oe 2 Ons) 35 Elen oot pay glbicrtbste ord oye EG ASteS och eka aperhowed a SOG Beles Sasa es see se ee SGEEE2 Cheb ob USES Bh Surat 7. Al-A‘raf / Part9 se pall igo N55 zaat paak hai mein aap ki janaab mein tauba karta hoon aur mein sab say pehlay aap per emaan laney wala hun. 144. Irshaad hua kay aey Musa! Mein nay paighubari aur apni hum kalaami say aur logoan per tum ko imtiyaz diya hai to jo kuchh tum ko mein nay atta kiya hai uss ko lo aur shukrkaro, 145, Aur hum nay chand takhtiyon per her qisam ki naseehat aur her cheez ki tafseel unn ko likh ker di tum inn ko poori qawat say pakad lo aur apni qaum ko hukm karokay inn kay achay achay ahkaam per amal karein abb bahoat jald tum loagoan ko inn bay hukmoan ka muqaam dikhlata hoon. 146. Mein aisay loagoan ko apnay ahkaam say bar-gashta hi rakhoon ga jo dunya mein takabbur kertay hain jiss ka unn ko koi haq haasil nahi aur agar tamaam nishaniyaan dekh lein tab bhi woh unn per emaan na layein aur agar hidayat ka raasta dekhein to uss ko apna tareeqa na banayein aur agar gumrahi ka raasta dekh lein to uss ko apna tareeq bana lein. Yeh iss sabab say hai kay unhon nay humaari aayatoan ko jhutlaya aur unn say ghaafil rahay. 147. Aur yeh loag jinhoan nay humari aayatoan ko aur qayaamat kay pesh aanay ko jhutlaaya unn kay sab kaam ghaarat gaye. Inn ko wohi saza di jayegi jo kuchh yeh kertay thay. 148. Aur Musa (alaih-e-salaam) ki qaum nay unn kay baad apnay zewaroan ka aik bachda mabood thehra liya jo kay aik qalib tha jiss mein aik aawaz thi. Kya unhoan nay yeh na dekha kay woh unn say baat nahi kerta tha aur na unn ko koi raah batlata tha uss ko unhoan nay mabood qarar diya aur badi bay Eagsesig) IAG CS eS ay hl eG BSE 7 ESI eis Pe laer a nadia S GRENGE S20 & Sus Fess Cees SN5 Ce WeawSz weaseSies LIE ALLS Boe fed wera wits é 5 soi astute GS\os2 Usd ehs SCRE See oS Eh pastors 578 J 1622 KEG su ese 3 of, KS §H es ise “358 Surat 7. Al-A‘raf / Part9 se pall igo N55 insaafi ka kaam kiya. (131) 149. Aur jab naadim huaey aur maloom hua kay waqace woh loag gumraahi mein padd gacy to kahnay lagay kay agar humara rab hum per reham na keray aur humara gunaah muaf na keray to hum bilkul gaey guzray hojayein gay. 150. Aur jab Musa (alaih-e-salaam) apni qaum ki taraf wapis aaye gussay aur ranj mein bharay huay to farmaya kay tum nay meray baad yeh badi buri janasheeni ki? Kya apnay rab kay hukm say pahlay hi tum nay jald baazi ker li aur jaldi say takhtiyan aik taraf rakhein aur apney bhai ka sar pakad kar unn ko apni taraf ghaseetnay lagay. Haroon (alaih-e-salaam) nay kaha aey meray maan jaaye! Inn logoan nay mujh ko bay haqeeqat samjha aur qareeb tha kay mujh ko qatal ker daalein to tum mujh per dushmanoan ko mat hansao aur mujh ko inn zaalimoan kay zail mein mat shumaar karo. 151. Musa (alaih-e-salaam) nay kaha aey meray rab! Meri khata muaf farma aur meray bhai ki bhi aur hum donoan ko apni rahmat mein daakhil farma aur tu sab raham karnay waloan say zyada raham karnay waala hai 152. Bay-shak jin logoan nay gaushaala parasti ki hai unn per bahoat jald unn kay rab ki taraf say ghazab aur zillat iss dunyawi zindagi hi mein paday gi aur hum ifira pardazoan ko aisi hi saza diya kertay hain. 153. Aur jin logoan nay gunah kay kaam kiye phir woh unn kay baad tauba karlein aur emaan lay aayein to tumhara rab uss tauba kay baad gunah moaf ker dayna wala rahmat karnay waala hai 154. Aur jab Musa (alaih-e-salaam) ka gussa faro hua to unn takhtiyoan ko utha liya aur unn kay mazaameen mein unn logoan kay liy apnay rab say dartay thay hidayat aur rahmat thi SrAsiard iG LG eeteeses sige Gndl GHI BAREIS ee Gh ade ‘ei KG SAE os esi otstee0S DOA Se SS 1336 Gale za jaf SGeeHaeds eociglitl . Slash ee autles bee peer ae OOF. s) BEM BHG sald ths 065 OIC oH oi £aSCSN pes ALE s5, sie Byker HS Balas hn 9388 Sidi sth FES 25 ERIS FFT) Oona os wel oe 33s Surat 7. Al-A‘raf / Part9 se pall igo N55 155. Aur Musa (alaih-e-salaam) nay sattar aadmi apni qgaum mein say humaray waqt-c- moayyen kay liye muntakhib kiye so jab unn. ko zalzalay nay aa pakda to Musa (alaih-c- salaam) arz karnay lagay kay aey meray perwerdigaar! Agar tujh ko yeh manzoor hota to iss say qabal hi inn ko aur mujh ko halaak ker deta. Kya tu hum mein say chand bay waqufoan ki harkat per sab ko halaak ker day ga? Yeh waaqiya teri taraf say mehaz. aik imtehaan hai aisay imtehanaat say jiss ko tu chahey gumraahi mein daal day aur jiss ko chahay hidaayat per qaaem rakhay. Tu hi to humaara kaar saaz hai pus hum per maghfirat aur rahmat farma aur tu sab muafi danay waloan say zyada acha hai. 156. Aur hum loagoan kay naam dunya mein bhi nek haali likh day aur aakhirat mein bhi hum teri taraf rujoo kertay hain. Allah Taalaa nay farmaya kay mein apna azaab ussi per wage kerta hoon aur meri rahmat tamaam ashiya per moheet hai. To woh rehmat unn loagoan kay naam zaroor likhoon ga jo Allah say dartay hain aur zakat daytay hain aur jo humaari aayatoan per emaan laatay hain. 157. Jo loag aisay rasool nabi ummi ka ittebaa kertay hain jin ko woh loag apnay pass tauraat-o-injeel mein likha hua paataay hain. Woh unn ko nek baatoan ka hukm farmaatay hain aur buri baatoan say mana Kerlay hain aur pakeezah cheezoan ko halaal bataatay hain aur gandi cheezoan ko unn per haraam farmaatay hain aur unn logoan per jo bojh aur tauq thay unn ko door kertay hain. So jo loag uss nabi per emaan latay hain aur unn ki himayat kertay hain aur unn ki madad kertay hain aur uss noor ka ittebaa kertay hain jo unn kay saath bheja gaya hai aisay loag poori falah paaney waalay hain. SES GSS We 65a BSS EE GE! Obes rdiichsdes ‘easy Sead, Bede aaIen pelkses 2G wwics eigen cls : ecnsal ses Silent 2b asin oc cts 5 oz sa BISA EC cy . bib is CRE BL 65 ra 555 ee aby aa aes SEI 6 es Ze Bee Kee 17) Slagle 32 Zbl “aa esas Seq oe 2 af (aaa mages lasts Banas eer 13%) 9 2 tyre scoala Surat 7. Al-A‘raf / Part9 se pall igo N55 158. Aap keh dijiye kay aey loago! Mein tum. sab ki taraf uss Allah Taalaa ka bheja hua hoon jiss ki baadshahi tamaam aasmanoan aur zameen mein hai uss kay siwa koi ibadat kay laeq nahi wohi zindagi deta hai aur wohi maut deta hai so Allah Taalaa per emaan lao aur uss kay nabi ummi per jo kay Allah Taalaa per aur uss kay ahkaam per emaan rakhtay hain aur unn ka ittebaa karo taakay tum raah per aajao. 159. Aur qaum-e-Musa mein aik jamat aisi bhi hai jo haq kay mutabiq hidayat kerti hai aur ussi kay mutabiq insaaf bhi kerti hai. 160. Aur hum nay unn ko baara khaandanoan mein taqseem ker kay sab ki alag alag jamaat mugarrar ker di aur hum ney Musa (alaih-c- salaam) ko hukm diya jabkay unn ki qaum nay unn say pani maanga kay apnay Asa ko falan pathar per maaro pus fauran uss say baara chashmay phoot niklay. Her her shaks nay apnay pani peenay ka mauqa maloom ker liva aur hum nay unn per abar ko saya figan kiya aur unn ko mann-o-salwa (taran jabeen aur batayrein) pahonchacin khao nafees cheezoan say jo hum nay tum ko di hain aur unhoan nay humara koi nuksaan nahi kiya Iekin apna hi nuksaan kertay thay. 161. Aur jab inn ko hukum diya gaya kay tum loag iss aabadi mein jaa ker raho aur khao uss say jiss jagah tum raghbat kero aur zabaan say yeh kehtay jana kay tauba hai aur jhukay jhukay darwazoan mein daakhil hona hum tumhaari khatayein muaf ker dein gay. Jo loag nek kaam kareingay unn ko mazeed ber-aan aur deingay. 162. So badal daala unn zalimoan nay aik aur kalma jo khilaf tha uss kalmay kay jiss ki unn say farmaesh ki gace thi iss per hum ney unn per aik aafat-e-samawi bheji iss waja say kay woh hukm ko zaaya kertay thay MasrIcages ens aiees “Sis BEVNT sis Megdialsts zal eBSceceoth et ool ose SES 93 9G 2 or Basses AB eS oes od aie Ci eieas Hy etal; i Seg. RES ees ecg Bialege3i ef Bik SESE Beet 1% Sees ult Saisie Gib cats 6 Seba Gs +855 7 ad\ RC 9 97820 ee Wes 335 VEseie, Wiss Bede BSB see om S05 Bsa cKG oka oss eorenee ee Surat 7. Al-A‘raf / Part9 se pall igo N55 163. Aur aap unn logoan say uss basti waloan ka jo kay darya-c(-shor) kay qareeb aabad thay uss waqt ka haal poochiye! Jabkay woh haftay kay baaray mein hadd say nikal rahay thay jabkay unn kay haftay kay roz to unn ki machliyaan zaahir ho ho ker unn kay samnay aati thein aur jab haftay ka din na hota to unn kay saamney na aati thein hum unn ki iss tarah per aazmaesh kertay thay iss sabab say kay woh bay hukmi kiya kertay thay. 164. Aur jab kay unn mein say aik jamaat nay yun kaha kay tum aisay loagoan ko kiyoan naseehat kertay ho jin ko Allah bilkul halaak karnay waala hai ya unn ko sakht saza daynay waala hai? Unhoan nay jawaab diya kay tumharay rab kay roo baroo uzr karnay kay liye aur iss liye kay shaayad yeh darr jayein. 165. So jab woh uss ko bhool gaye jo unn ko samjhaaya jata tha to hum nay unn loagoan ko to bacha liya jo uss buri aadat say mana kiya kertay thay aur unn loagoan ko jo kay ziyadati kertay thay aik sakht azaab mein pakad liya iss wajah say kay woh bay hukmi kiya kertay thay 166. Yani jab woh jiss kaam say unn ko mana kiya gaya tha uss mein hadd say nikal gaye to hum nay unn ko kah diya tum zaleel bandar bann jao. 167. Aur woh waqt yaad kerna chahiye kay aap kay rab nay yeh baat batla di kay woh inn yahood per qayaamat tak aisay shaks ko zaroor musallat kerta rahay ga jo inn ko sazay-e-shadeed ki takleef pahonchata rahay ga bila shuba aap ka rab jaldi hi saza day dayta hai aur bila shuba woh waqaee badi maghfirat aur badi rehmat waala hai. 168. Aur hum nay dunya mein unn ki mukhtalif jamatein ker dein. Baaz unn mein nek thay aur baaz unn mein aur tarah thay aur hum unn ko khush-haaliyoan aur bad haliyon say aazmaatay rahay kay shayad baaz aajayein. £56 stdlgcial Aes shang 5350. a Wyse acre CEE BEG sails BS a 283 SIE ce sasetsabar ts 3 SS Nia BIE 7 8 > wi i. Oost Dy ASE EBLE re Sfosrll Fe BEG Ute aa SRE 0 XAT REE SE Pe een Ba2 ay, o& 4 ek GETS 3 Sai S385 05s Esh4 V5 Gall 993 2G 9) gE; 2 PAWS 035 25 C ae ! wre “Ge “oe oo Surat 7. Al-A‘raf / Part9 G91] se pall igo N55 169. Phir unn kay baad aisay loag inn kay janasheen huay kay kitab ko unn say hassil kiya woh iss dunya-e-faani ka maal mataa lay laytay hain aur kahtay hain kay humari zaroor maghfirat hojaaegi halaankay agar unn kay pass waisa hi maal mataa aanay lagay to uss ko bhi lay lein gay. Kya unn say iss kitab kay iss mazmoon ka ahad nahi liya gaya kay Allah ki taraf ba-juz haq baat kay aur kissi baat ki nisbat na karein aur unhoan nay uss kitab mein jo kuchh tha uss ko padh liya aur aakhirat waala ghar unn loagoan kay liye behtar hai jo taqwa rakhtay hain phir kya tum nahi samajhtay 170. Aur jo loag kitab kay paaband hain aur namaz ki pabandi kertay hain hum aisay loagoan ka jo apni islah kerein sawaab zaaya na kereingay. 171. Aur woh waqt bhi qaabil-e-zikr hai jab hum nay pahaad ko utha ker saayebaan ki tarah unn per moalliq ker diya aur unn ko yaqeen hogaya kay abb unn per gira aur kaha kay jo kitab hum nay tum ko di hai ussay mazbooti kay saath qubool karo aur yaad rakho jo ahkaam uss mein hain uss say tawaqqa hai kay tum mutaqqi bann jao. 172. Aur jab aap kay rab nay aulaad-e- Aadam ki pusht say unn ki aulaad ko nikaala aur unn say unn hi kay mutalliq iqrar liya kay kya mein tumhara rab nahi hoon? Sab nay jawaab diya kyoan nahi! Hum sab gawaah bantay hain. Taakay tum loag qayaamat kay roz yun na kaho kay hum to iss say mehaz bay Khabar thay. 173. Ya yun kaho kay pahlay pahlay shirk to humaray badoan nay kiya aur hum unn kay baad unn ki nasal mein huaey so kiya unn ghalat raah waloan kay fail per tu hum ko halaakat mein daal day ga? 174. Hum issi tarah aayaat ko saaf saaf bayaan kertay hain aur taakay woh baaz SNES ES sa ce GS v hoe kone Are pa BEN BEE is 82 abs RE Bes ek ME TRL AHMED SS Bs ‘sales oC has GG eh Kaka, ike 556415) 6258 SCONCES, Aes eer SBS & 5 Mila Gu ses "CE God ee HEN Esa gh Sait Ah 30 oe Selene, ie EN Siaeahaxid sg ore on re Gest sayres ks é 39 iss Sed SAsbaus ess of Surat 7. Al-A‘raf / Part9 se pall igo N55 ajayein. 175. Aur unn logoan ko uss shaks ka haal padh ker sunaaiye kay jiss ko hum nay apni aayatein dein phir woh unn say bilkul hi nikal gaya phir shaitaan uss kay peechay lag gaya so woh gumraah loagoan mein shaamil hogaya. 176. Aur agar hum chahatay to uss ko unn aayatoan ki badaulat buland martaba ker daytay lekin woh to dunya ki taraf mael hogaya aur apni nafsaani khuwaish ki pairwi karney laga so uss ki haalat kuttay ki si hogace kay agar tu uss per hamla keray tab bhi haanpay ya uss ko chhoad day tab bhi haanpay yehi haalat unn loagoan ki hai jinhoan nay humari aayatoan ko jhutlaya. So aap uss hal ko bayaan ker dijiye shayad woh loag kuchh sochein. 177. Unn loagoan ki haalat bhi buri haalat hai jo humari aayaat ko jhutlaatay hain aur woh apna nuksaan kertay hain 178. Jiss ko Allah hidaayat kerta hai so hidayat paanay waala wohi hota hai aur jiss ko woh gumrah kerdey so aisay hi loag khasaaray mein padnay waalay hain. 179. Aur hum nay aisay bahoat say jinn aur insaan dozakh kay liye paida kiye hain jin kay dil aisay hain jin say nahi samajhtay aur jin ki aankhein aisi hain jin say nahi dekhtay aur jin kay kaam aisay hain jin say nahi suntay. Yeh loag chaupayoan ki tarah hain bulkay yeh unn say bhi zyada gumraah hain. yahi loag ghaafil hain 180. Aur achchay achchay naam Allah hi kay liye hain so unn naamoan say Allah hi ko maussom kiya karo aur aisay loagoan say tallug bhi na rakho jo uss kay naamoan mein kajravi kertay hain unn logoan ko unn kay kiye ki zaroor saza milay gi 798 9 Suez WESC 20k 85 ipetee ecigill Ge Sep grtass Sal VS 48 FAA eis edad 3 Bseavess ge ssa) 4 Gliese set oO he 228 > Eb SG GIGA SE 406 oGdes ae coe it ore ee 98 sre Cates SSE SL % Rees oad 25 SFB S128 6 “ys 26 Leas “SEIS cece 5 ie COs er Gesse Surat 7. Al-A‘raf / Part9 se pall igo N55 181. Aur humari makhloog mein aik jamaat aisi bhi hai jo haq kay muwafiq hidayat kerti hai aur uss kay muwafiq insaaf bhi kerti hai. 182. Aur jo loag humari aayaat ko jhutlaatay hain hum unn ko ba-tadreej (giraf mein) liye jaarahay hain iss taur per kay unn ko khabar bhi nahi. 183. Aur unn ko mohlat deta hoon bay-shak meri tadbeer badi mazboot hai. 184. Kya unn losgoan nay iss baat per ghaur nahi kiya kay unn kay saathi ko zara bhi junoon nahi woh to sirf aik saaf saaf daranay walay hain. 185. Aur kya inn loagoan nay ghaur nahi kiya aasamanoan aur zameen kay aalam mein aur doosri cheezoan mein jo Allah nay paida ki hain aur iss baat mein kay mumkin hai kay unn ki ajal qareeb hi aa phonchi ho. Phir quran kay baad konsi baat per yeh loag emaan layeingay? 186. Jiss ko Allah Taalaa gumrah karday uss ko koi raah per nahi laa sakta. Aur Allah Taalaa unn ko unn ki gumrahi mein bhataktay huay chhoad dayta hai 187. Yeh loag aap say gayamat kay mutalliq sawaal kertay hain kay iss ka waqoo kabb hoga? Aap farma dijiye kay iss ka ilm sirf meray rab hi kay pass hai uss kay waqt per uss ko siwa Allah kay koi aur zaahir na karay ga. Woh aasmanoan aur zameen mein badabhaari (haadsa) hoga woh tum per mehaz achanak aa padaygi. Woh aap say iss tarah poochtay hain jaisay goya aap iss ki tehqiqaat ker chukay hain. Aap farma dijiye kay iss ka ilm khaas Allah hi kay pass hai Ickin aksar loag nahi jaantay. 188. Aap farma dijiye kay mein khud apni zaat-e-khaas kay liye kissi nafay ka ikhtiyaar nahi rakhta aur na kisi zarar ka magar utna hi jitna Allah nay chaha ho aur agar mein ghaeb Peis tsTE cfs & 568s oe ASCE eM aSs £7 9g Oily Yee OF obey SE) ddA Bagel SESS oS Se or AGS -gihee’ WIE 25 SASS BAGG somaius ode ost gl abl eho oer aah B55 Seas SPREE 8 SES ese Sasa Gos mene ES EES sss SLM Mr lee Hiss ob UIs Si Renna te eRe Surat 7. Al-A‘raf / Part9 se pall igo N55 ki baatein jaanta hota to mein bahoat say munafay haasil ker leta aur koi nuksaan mujh ko na pahonchta mein to mehaz daraanay waala aur besharat danay waala hoon unn loagoan ko jo emaan rakhtay hain. 189. Woh Allah Taalaa aisa hai jiss nay tum ko aik tan-e-waahid say paida kiya aur uss say uss ka joda banaaya takay woh uss apnay joday say unss haasil karay phir jab miyan nay biwi say qurbat ki to uss ko hamal rah gaya halka sa. So woh uss ko liye huay phirti rahi phir jab woh bojhal hogaee to donoan miyaan biwi Allah say jo unn ka maalik hai dua karnay lagay kay agar tu nay hum ko sahih saalim aulad day di to hum khoob shukr guzaari kareingay. 190. So jab Allah nay donoan ko sahih saalim. aulaad day di to Allah ki di hui cheez mein woh donoan Allah kay shareck qaraar daynay lagay so Allah paak hai unn kay shirk say. (132) 191. Kya aisoan ko shareek thehraatay hain jo kissi cheez ko paida na ker sakein aur woh khud hi paida kiye gaey hoan. 192, Aur woh unn ko kissi qisam ki madad. nahi day saktay aur woh khud bhi madad nahi ker saktay. 193. Aur agar tum unn ko koi baat batlaanay ko pukaro to tumharay kahnay per na chalein tumhaaray aetbaar say donoan amar baraabar hain khwah tum unn ko pukaaro ya tum khaamosh raho. 194, Waqaee tum Allah ko chhoad ker jin ki ibaadat kertay ho woh bhi tum hi jaisay banday hain so tum unn ko pukaro phir unn ko chahiye kay tumhaara kahna ker dein agar tum sachchay ho. 195. Kya unn kay paoan hain jin say woh es ca Bell esi ahs ee ee a5$ ans ‘yess Beek sesce ene: HeAdSe eaules oF AEU ES ‘cae BIE EIC ES ui HERTS BHIADS Sus siaiassist Seats cle 239 Seb BSN Ae a3 Mes (i Bae Surat 7. Al-A‘raf / Part9 se pall igo N55 chaltay hoan ya unn kay haath hain jin say woh kissi cheez ko thaam sakein ya unn ki aankhein hain jin say woh dekhtay hoan ya unn kay kaan hain jin say woh suntay hain aap kah dijiye! Tum apnay sab shurka ko bula lo phir meri zarar rasaani ki tadbeer karo phir mujh ko zara mohlat mat do. 196. Yaqeenan mera madadgar Allah Taalaa hai jiss nay yeh kitab naazil farmaee aur woh nek bandoan ki madad kerta hai. 197. Aur tum jin logoan ki Allah ko chhoad ker ibaadat kertay ho woh tumhaari kuchh madad nahi ker saktay aur na woh apni madad ker saktay hain. 198. Aur agar inn ko koi baat batlaney ko pukaro to iss ko na sunen aur inn ko aap dekhtay hain kay goya woh aap ko dekh rahey hain aur woh kuch bhi nahi dekhtay. 199, Aap dar guzar ko ikhtiyar keren nek kaam ki taleem den aur jahilon say aik kinara hojayen. 200. Aur agar aap ko koi waswasa shetan ki taraf say aaney lagay to Allah ki panah maang liya kijiye bila shuba woh khoob sunnay wala khoob jannay wala hai 201. Yaqeenan jo log khud taras hain jab unn ko koi khatra shetan ki taraf say aajata hai to woh yaad mein lag jatay hain so yakayak unn ki aankhen khul jati hain. 202. Aur jo shetan kay tabey hain woh inn ko gumrahi mein kheenchay ley jatay hain pus woh baaz nahi aatay. 203. Aur jab aap koi moajza inn kay samney zahir nahi kertay to woh log kehtay hain kay aap yeh moajza kiyon na laye? Aap farma dijiye! Kay mein uss ka ittabaa kerta hun jo mujh per meray rab ki taraf say hukum bheja gaya hai yeh goya bohr si daleelen hain tumharay rab ki taraf say aur hodayat aur Care HI AAG cates Seger Bsys seas SMG HHWA OAS tae . MEGS oon ES oe 799337 COarey OHS Sb LsE.68 SON To S 38 5 Ssh sash ss eCiellcg FS HE Ge ERS ae @ 76% Sahl Jae ls eaakes SICH) Bos 2g pia 12 S| 28) Sas Ba Exess 3 Sexy y 2865195 GEG PNGB L 4s! Bice ONGs USee Ao RGD eae Sure op 8 D2. 6085 Surat 8. Al-Anfal / Part? Se all /n SUB 8552 rehmat hai unn logon kay liye jo eman rakhtay hain. 204. Aur jab quran parha jaya keray to iss ki taraf kaan laga diya kero aur khamosh raha kero umeed hai kay tum per rehmat ho. 205. Aur aey shaks! Apney rab ki yaad kiya ker apney dil mein aajzi kay sath aur khof kay sath aur zor ki aawaz ki nisbat kum aawaz kay sath subha aur shaam aur chal-c- ghaflat mein say mat hona. 206. Yageenan jo teray rab kay nazdeek hain woh uss ki ibadat say takabbur nahi kertay aur uss ki paki biyan kertay hain aur uss ko sajda kertay hain. ¢sajaa) Surat AL-Anfal Allah ke naam se shuru jo bada meherbaan nihayat hi rehem wala hai. 01. Yeh loag aap say ghanimatoan ka hukm daryaaft kertay hain aap farma dijiye! Kay yeh ghanimatein Allah ki hain aur rasool ki hain so tum Allah say daro aur apnay baahumi taalluqaat ki islaah karo aur uss kay rasool ki ita’at kero agar tum emaan waalay ho. 02. Bus emaan waalay to aisay hotay hain kay jab Allah Taalaa ka zikar aata hai to unn kay quloob darr jatay hain aur jab Allah ki aayatein unn ko padh ker sunaee jaatee hain hain to woh aayatein unn kay emaan ko aur zyaada ker deti hain aur woh loag apnay rab per tawakkal kertay hain. 03. Jo kay namaz ki paabandi kertay hain aur hum nay unn ko jo kuchh diya hai woh uss mein say kharch kertay hain. 04. Sachhay emaan walay yeh loag hain inn kay liye baday darjay hain inn kay rab kay DREGE SIs 0603? ESAS eed 32, % sages 5 ES aC ah Loe alcass oC 3 HS SLAM cies KANG ese wt 39997 Pos oe JAN 5534 Be PAA 2 JBI YH JES FES Parr BG 2a Scale ses oggehs ANSI sks 5G sey pelle C8 2s 25s SCBA 28s FSCCLEI5 SAGES & Csi 2g sa 2a OME oaks Surat 8. Al-Anfal / Part? Se all /n SUB 8552 pass aur maghfirat aur izzat ki rozi hai. 05. Jaisa kay aap kay rab nay aap kay ghar say haq kay saath aap ko rawaana kiya aur musalmanoan ki aik jamaat iss ko giraan samajhti thi 06. Woh iss haq kay baaray mein iss kay baad kay uss ka zahoor hogaya tha aap say iss tarah jhagad rahay thay kay goya koi unn ko maut ki taraf haankay liye jaata hai aur woh dekh rahay hain. 07. Aur tum loag uss waqt ko yaad karo! Jab kay Allah tum say unn do jamatoan mein say aik ka waada kerta tha kay woh tumharay haath aajaye gi aur tum iss tamanna mein thay kay ghair musallah jamat tumharay haath aajaye aur Allah Taalaa ko yeh manzoor tha kay apnay ahkaam say haq ka haq hona saabit karday aur unn kaafiroan ki jad kaat day.33) 08. Takay haq ka haq hona aur baatil ka baatil hona saabit karday go yeh mujrim loag na pasand hi karein. 09. Uss waqt ko yaad karo jab tum apnay rab say faryaad ker rahay thay phir Allah Taalaa nay tumhaari sunn li kay mein tum ko aik hazaar farishtoan say madad doon ga jo lagataar chale aayein gay. 10. Aur Allah Taalaa nay yeh imdaad mehaz iss lie ki kay besharat ho aur takay tumharay diloan ko qaraar ho jaye aur madad sirf Allah hi ki taraf say hai jo kay zabardast hikmat waala hai. 11. Uss waqt ko yaad karo jab kay Allah tum per oongh taari ker raha tha apni taraf say chain denay kay liye aur tum per aasman say pani barsa raha tha kay uss pani kay zariye say tum ko paak ker day aur tum say shaitaani waswasay ko dafa karday aur tumhaaray diloan ko mazboot karday aur tumharay paon jama day. 2A 9 ges BN oe g GES 58 28 Sos E255 if : rer ate site oe dese Ks u OG NOSES Gs (KE KOSS GA bch Bie bo Paper CREB 65! 3 036 HSA Bias Si cdsaS8 SG SIGs i bE SHI Aes & es HB AAG 65 cas seagate ay Gelade oS ah alee Gs “alsco Icio 8 SaaS Bie IG! ORGS SI ON Sst Cake bei hie A Cols SASS 4G as UE Surat 8. Al-Anfal / Part? Se all /n SUB 8552 12. Uss waqt ko yaad karo jab kay aap Ka rab farishtoan ko hukm dayta tha kay mein tumhara saathi hun so tum emaan waloan ki himmat badhao mein abhi kuffaar kay diloan mein roab dalay dayta hoon so tum gardanoan per maaro aur inn kay por por ko maaro. (134) 13. Ych iss baat ki saza hai kay unhoan nay Allah ki aur uss kay rasool ki mukhlifat ki Aur jo Allah ki aur uss kay rasool ki mukhlifat kerta hai so bay-shak Allah Taalaa sakht saza daynay waala hai. 14. So yeh saza chakho aur jaan rakho kay kaafiroan kay liye jahannum ka azaab mugarrar hi hai 15, Aey emaan waalo! Jab tum kaafiroan say doo badoo muqabil hojao to unn say pusht mat pherna. 16. Aur jo shaks unn say iss mauqay per pusht pheray ga magar haan jo ladace kay liye paintra badalta ho ya jo (apni) jamat ki taraf panah lenay aata ho woh mustasna hai. Baqi aur jo aisa keray ga woh Allah kay ghazab mein aajaye ga. Aur uss ka thikana dozakh hoga woh bahoat hi buri jagah hai. 17. So tum nay unhein gatal nahi kiya lekin Allah Taalaa nay unhein qatal kiya. Aur aap. nay khaak ki muthi nahi phenki balkay Allah Taalaa nay woh phenki aur taakay musalmanoan ko apni taraf say unn ki mehnat ka khoob ewaz day bila shuba Allah Taalaa khoob sunnay waala khoob jannay waala hai. 18. (aik baat to) yeh hui aur (doosri baat yeh hai) Allah Taalaa ko kaafiroan ki tadbeer ko. kamzor kerna tha. 19, Agar tum loag faisla chahtay ho to woh faisla tumhaaray saamnay aa maujood hua aur agar baaz ajao to yeh tumharay liye nihaayat khoob hai aur agar tum phir wohi AGM iss ier 9, 333) saci ses GBB 56 CEM SSN BCH zeke 13 dls oS SCAN A KEM SSC HSE xc Ae Gi sh eseM o,f esas elas & YONGE seen cosdges io Rise MEAS re AG SBC AGS e Omer! GASES 5 ashes 2 A - - ‘SoalESepONES al Kr 3? 3 She OES & casks iene an Oe a) oS) Seek MG SE Osa 5 C36 2g es: ol arte ayes ee xs age loge) ols Surat 8. Al-Anfal / Part? ee kaam karogay to hum bhi phir wohi kaam karein gay aur tumhari jamiyat tumharay zara bhi kaam na aaye gi go kitni ziyada ho aur waqaee baat yeh hai kay Allah Taalaa emaan waaloan kay saath hai. 20, Aey emaan waalo! Allah ka aur uss kay rasool ka kaha maano aur uss (ka kaha mannay) say roo-gardani mat karo suntay jaantay huaey. 21, Aur tum unn loagoan ki tarah mat hona jo daawa to kertay hain kay hum nay sunn liya halaankay woh suntay (sunatay kuchh) nahi. 22. Bay-shak bad tareen khalaaeq Allah Taalaa kay nazdeek woh loag hain jo behray hain goongay hain jo kay (zara) nahi samajhtay. 23. Aur agar Allah Taalaa unn mein koi khoobi dekhta to unn ko sunnay ki taufiq day dayta aur agar unn ko abb suna day to zaroor roogardani kareingay bay rukhi kertay huacy. 24. Aey emaan waalo! Tum Allah aur rasool kay kehney ko baja laao jabkay rasool tum ko tumhaari zindagi bakhsh cheez ki taraf bulaatay hoan. Aur jaan rakho kay Allah Taalaa aadmi kay aur uss kay qalb kay darmiyan aad bann jaaya kerta hai aur bila shuba tum sab ko Allah hi kay pass jama hona hai. 25, Aur tum aisay wabaal say bacho! Kay jo khaas ker sirf unhi loagoan per waaqe na hoga jo tum mein say unn gunaahoan kay muratakib huaey hain aur yeh jaan rakho kay Allah sakht saza daynay waala hai. 26, Aur uss halat ko yaad karo! Jab tum zameen mein qaleel thay kamzor shumaar kiye jaatay thay. Iss andeshay mein rehtay thay kay tum ko loag noach khasoat na Iein so Allah nay tum ko rahnay ki jagah di aur tum ko apni nusrat say quywat di aur tum ko nafees nafees cheezein atta farmaeein taakay bes eee rn ie SEGAL NE & C55 99798 28 gor LSS IH eAWsG SEBS 729797 Oren) REM lds ONES. ob wor 5555) SGT ES L243 res hiess op a ss Ste AENEAN Apusess Sos ase ee a ea — 6, oe CLEAR KES RSIS 1s KARE AS es os)! bk 2202 ESTAR ERE A semen sto tig ESIC ei 259 S66 vl! "Woe tncas are 3 Surat 8. Al-Anfal / Part? Se all /n SUB 8552 tum shukr karo. 27. Aey emaan waalo! Tum Allah aur rasool (kay huqooq) mein jaantay huacy khayaanat mat karo aur apni qaabil-e-hifazat cheezoan mein khayaanat na karo. 28. Aur tum iss baat ko jaan rakho kay tumhaaray amwaal aur tumhaari aulaad aik imtehaan ki cheez hai. Aur iss baat ko bhi jaan rakho kay Allah Taalaa kay pass bada bhaari ajr hai. 29. Aey emaan waalo! Agar tum Allah say dartay rahogay to Allah Taalaa tum ko aik faislay ki cheez day ga aur tum say tumharay gunaah door ker day ga aur tum ko bakhsh day ga aur Allah Taalaa baday fazal waala hai, 30. Aur uss waaqeay ka bhi zikar kijiye! Jabkay kaafir loag aap ki nisbat tadbeer soach rahay thay kay aap ko qaid ker lein yaa aap ko qatal ker daalein yaa aap ko kharij-e- watan ker dein aur woh to apni tadbeerein ker rahay thay aur Allah apni tadbeer ker raha tha aur sab say zyada mustehkum tadbeer waala Allah hai. 31. Aur jab unn kay samnay humaari aayatein padhi jaati hain to kehtay hain kay hum nay sunn liya agar hum chahein to iss kay baraabar hum bhi kah dein yeh to kuchh bhi nahi sirf bay sanad baatein hain jo pahloan say mangool chali aarahi hain. 32. Aur jabkay unn loagoan nay kaha acy Allah! Agar yeh quran aap ki taraf say waqaee hai to hum per aasmaan say patthar barsa ya hum per koi dard naak azaab waage karday. 33. Aur Allah Taalaa aisa na keray ga unn mein aap kay hotay huaey unn ko azaab day aur Allah unn ko azaab na day ga iss haalat mein kay woh istaghfaar bhi kertay hoan. G3 Weel eA casi ah meu sas OE, Gh a Sse Mion Seabe 5 is DGE dae 16 HE EN oa ae Jaa as oo Hoge as a, Mpa Zs oS 3S arg eahy bagel age i, Sesg )TRCEoC tes oe ast Ararack sennseas beth iba ognl glia: Gil eles “sep th eased a8 Cs aswsndies Sut Surat 8. Al-Anfal / Part? [zor] Se all /n SUB 8552 34, Aur unn mein kiya baat hai kay unn ko Allah Taalaa saza na day halaankay woh loag masjid-e-haraam say roktay hain jabkay woh loag iss masjid kay mutawalli nahi. Iss kay mutawalli to siwaye muttagiyoan kay aur ashkhaas nahi lekin unn mein aksar loag ilm nahi rakhtay 35, Aur unn ki namaz kaaba kay pass sirf yeh thi kay seetiyaan bajaana aur taaliyaan bajaana. So apnay kufr kay sabab iss azaab ka maza chakho. 36. Bila shak yeh kaafir loag apne maaloan ko iss liye kharch ker rahay hain kay Allah ki raah say rokein so yeh loag to apnay maaloan ko kharch kertay hi raheingay phir woh maal unn kay haq mein baes-e-hasrat hojayein gay. Phir maghloob hojayein gay aur kaafir loagoan ko dozakh ki taraf jama kiya jaayega. 37. Takay Allah Taalaa naa paak ko paak say alag ker day aur naa pakoan ko aik doosray say mila day pus unn sab ko ikata dher ker day phir unn sab ko jahannum mein daal day. Aisay loag pooray khasaaray mein hain 38. Aap unn kaafiroan say kah dijiye! Kay agar yeh log baaz aajayein to unn kay saaray gunaah jo pehlay ho chukay hain sab muaf ker diye jayeingay aur agar apni wohi aadat rakheingay to (Kuffaar) saabeyqeen kay haq mein qanoon nafiz ho chuka hai. 39, Aur tum unn say iss hadd tak lado kay unn mein fassad ageedah na rahsy. Aur deen Allah hi ka hojaey phir agar yeh baaz. aajaen to Allah Taalaa unn aemaal ko khoob dekhta hai, 40. Aur agar roogardaani karein to yaqeen rakhein kay Allah Taalaa tumhsara kaar saaz hai woh bahoat achcha kaar saaz hai aur bahoat achcha madadgar hai. wales ECs Mal rgdh Fash CEOS HON ssi OCR SEIS Sloat is 28820805 otis 5 OA CBN ies ashy sw Lcosns soy a seg 4 Wek Kig WES as eae “8 Ae 33d nee seg & ae samira SESes researc isle CONE, KGS ges, of a § Go 5851S abe “hab 5 0235, 25 oh “yea Sieee lear on - 12355 dy 225

You might also like