You are on page 1of 1

Aag suraj main hoti hai , Jalna dharti ko padta hai mohabbat aankhen karti hain , tadapna dil

l ko padta hai .. Ankhen to pyar me dilki zuban hoti hai, sachi chahat to sada bezuban hoti hai, pyar mai dard bhi mile to kya gabrana, suna hai dard se chahat aur jawan hoti hai. .. Phool hun Gulaab ka Chameli ka mat samjhna Aashiq hun aapka Apni Saheli ka mat samjhna .. Dur Humse Jaa Paoge Kaise, Humko Bhool Paoge Kaise. Hum Who Khushbu Jo Saanson Mein Utar Jaye, Khud Apni Saanxon Ko Rok Paoge Kaise..

You might also like