You are on page 1of 1

ALLAMA IQBAL POETRY

Baad-e-mukhalif sey na ghabra aye uqaab yeh to chalti hai terii oonchi uraan kay liye

Wo fareb khurda shaheen jo pala ho kargasoon main. Ussay kia khabar keh kia hay roohay-rasmay shahbaazi.
Uqaabi rooh jab baydaar hoti hai jawanon mein Nazar aati hai usko apni manzil aasmano mein Na Ho Naumeed, Naumeedi Zawal-e-Ilm-o-Irfan Hai Umeed-e-Mard-e-Momin Hai Khuda Ke Raazdanon Mein Nahin Tera Nasheman Qasr-e-Sultani Ke Gunbad Par Tu Shaheen Hai, Basera Kar Paharon Ki Chatanon Mein
The fire the lamp holds is small, You contain the biggest flame of all. You are an undivided light. How is it that the lamp's flame is revealed While the one in you is concealed?

Pee jaa ayyam ki talkhi ko bhi hans ke 'Nasir' Gham ko sehnay mein bhi qudrat ne maza rakha hai(abida parveen)

You might also like