You are on page 1of 2

Bekhudi bekhudi

Mere dil pe aisi chhayi


Tu hi tu mujhme samayi
Ban gayi meri khudaai beliya
Duniya ho jaaye parayi
Na dena mujhko rihaai
Ab qubool na judaai beliya
Bekhudi bekhudi
Mere dil pe aisi chhayi
Tu hi tu mujhme samayi
Ban gayi meri khudaai beliya
Duniya ho jaaye parayi
Na dena mujhko rihaai
Ab qubool na judaai beliya
Jahan jahan tera chehra
Wahan wahan meri aakhen
Sochti hu aksar main toh
Lamha lamha teri baatein
Bekhudi bekhudi
Mere dil pe aisa chhaya
Tu hi tu mujhme samaya
Ban gaya tu mera saaya beliya
Duniya ho jaaye parayi
Na dena mujhko rihaai
Ab qubool na judaai beliya
Bekhudi bekhudi
Qatra sa mukhtasar hai, ise seene se yun lagana
Baagi nahi ye aashiq tera, hai dil ko na aazmana
Benazir tujh saa, koi na jahan mein
Tohmaton se rehna tu ab judaa

Bekhudi bekhudi
Mere dil pe aisi chhayi
Tu hi tu mujhme samayi
Ban gayi meri khudaai beliya
Duniya ho jaaye parayi
Na dena mujhko rihaai
Ab qubool na judaai beliya
Bekhudi bekhudi
Dhundle hue hain manzar mere
Tu raahein inhein dikhana
Jo zero se vaasta hai mera
Tu rehmat ka hai fasana
Kaagzon pe jaise, bikhri hai siyahi
Kahani tu apni yun kar bayaan
Bekhudi bekhudi
Mere dil pe aisi chhayi
Tu hi tu mujhme samayi
Ban gayi meri khudaai beliya
Duniya ho jaaye parayi
Na dena mujhko rihaai
Ab qubool na judaai beliya
Bekhudi bekhudi

You might also like