You are on page 1of 1

Koi kahe, kehta rahe kitna bhi humko deewana - 2 Hum logon ki thokar mein hai yeh zamaana

Jab saaz hai, aawaaz hai, phir kis liye hichkichaana - 2 Oh, gaayenge hum apne dilon ka taraana Bigade duniya, bigadne bhi do Jhagade duniya, jhagadne bhi do Lade jo duniya, ladne bhi do, hum apni dhun gaao Duniya roothe, roothne do Bandhan toote, tootne do Koi chhoote, chhootne do, na ghabraao Hum hain naye, andaaz kyoon ho puraana - 2 Aankhon mein hain bijliyaan, saanson mein toofaan hai Darr kya hai aur haar kya, hum isse anjaan hai Hamaare liye hi to hai aasmaan aur zameen Sitaarein bhi hum tod lenge, hamein hai yakeen Ambar se hai aage hamaara thikaana Hum hain naye, andaaz kyoon ho puraana

You might also like