You are on page 1of 26
Surat 18, Al-Kahf / Part 16 vee gal in ag 5 75. Woh kahnay lagay kay mein nay tum say nahi kaha tha k tum meray humraah rah ker hergiz sabar nahi ker saktay. 76. Musa (alaih-e-salaam) nay jawaab diya agar abb iss kay baad mein aap say Kissi cheez kay baaray mein sawaal karoon to bay- shak aap mujhay apnay saath na rakhna yaqeena aap meri taraf say (hadd) uzur ko pahonch chukay, 77. Phir doanoan chalay aik gaaon waaloan kay pass aaker unn say khana talab kiya to unhoan nay unn ki mehmandaari say saaf inkar ker diya doanoan nay wahaan aik deewar pace jo gira hi chahti thi uss nay ussay theek aur durust ker diya Musa (alaih- e-salaam) kahnay lagay agar aap chahataay to iss per ujrat ley laytay. 78. Uss nay kaha bus yeh judaee hai meray aur teray darmiyaan abb mein tujhay unn batoan ki asliyat bhi bataa doonga jiss per tujh say sabr na ho saka. 79. Kashti to chand miskeenoan ki thi jo darya mein kaam kaaj kertay thay. Mein nay uss mein kuchh tor phoad kernay ka iraada ker liya kiyoan k unn kay aagay aik badshah tha jo her aik (sahih saalim) kashti ko jabran zabt ler layta tha. 80, Aur uss ladkay kay maan baap emaan waalay thay. Humein khauf hua kay kahin yeh unhein apni sirkashi aur kufr say aajiz-o- pareshaan na kerday.77) 81. Iss live hum nay chaha k unhein unn ka perwerdigaar iss kay badlay iss say behtar pakeezgi waala aur uss say zyada mohabbat aur pyar waala bachcha inaayat farmaey. 82. Deewar ka qissa yeh hai k iss shehar mein do yateem bachchay hain jin ka khazana unn ki uss deewar kay neechay dafan hai unn ka baap bada nek shaks tha to AES SoH DIME a : BGs 602 HE. 306 are we rec7e 8 Nhe GN Ge EEL 58 Chase sescartry Je “as Caled oni (Cake ieee 3 Gales SKN CLs SGC abst oe ade ae ole SESE easter ae GLB EUG eT; otk GobANCS AgIGE amas teeter 3 Ke (98 (79) We bS 29» rat Sica 585 ere SRE GWE 5 Nl CE 06, 620) a pS Surat 18, Al-Kahf / Part 16 vee gal in ag 5 teray rabbb ki chahat thi k yeh donoan yateem apni jawaani ki umar mein aakar apna yeh khazaana teray rabb ki meharbaani aur rahmat say nikaal lein mein nay apni raacy say koi kaam nahi kiya yeh thi asal haqeeqat unn wagqieaat ki jin per aap say sabar na hosaka. 83. Aap say Zulqarnain ka waqiya yeh loag daryaft ker rahay hain aap keh dijiye kay mein unn ka thoda sa haal tumhein padh ker sunataa hoon. 84, Hum nay ussay zameen mein quywat ataa farmace thi aur ussay her cheez kay saamaan bhi inaayat ker diye thay. 85. Woh aik raah kay peechhay laga. 86. Yahan tak k sooraj doobnay ki jagah pahonch gaya aur ussay aik daldal kay chashmay mein ghuroob hota hua paya aur uss chashmay kay pass aik qaum ko bhi paaya hum nay farma diya kay aey zulgarnain! Ya to tu enhein takleef pahonchaey ya inn kay baaray mein tu koi behtareen ravish ikhtiyaar keray. 87. Uss nay kaha jo zulm keray ga ussay to hum bhi abb saza dein gay phir woh apnay perwerdigaar ki taraf lautaya jaaega aur woh ussay sakht tar azaab day ga. 88, Haan jo emaan laaey aur nek aemaal keray uss kay liye to badlay mein bhalaee hai aur hum ussay apnay kaam mein bhi aasani hi ka hukm deingay. 89, Phir woh aur raah kay peechay laga. 90, Yahaan tak k jab sooraj nikalnay ki jagah tak pahoncha to ussay aik aisi qaum per nikalta hua paaya kay unn kay liye hum nay uss say aur koi oat nahi banace. Gilani als tn Kos EGS poe ALS SG Uys cus BBB es c8 ES Sets eIgseg ogo Bigs pthc, 3 Aig de Bike OE ALE HSE BA Hesses BSS abode SEARLE AUS GUCIBA Aes GA Ge Cikias posi ang cals i65_okabe g Se aos Surat 18, Al-Kahf / Part 16 vee gal in ag 5 91. Wagea aisa hi hai aur hum nay uss kay pass ki kul khabroan ka ehaataa ker rakha hai. 92. Woh phir aik safar kay saamaan mein laga. 93. Yahantak kay jab do deewaroan kay darmiyaan pahoncha unn donoan k paray uss nay aik aisi qaum pace jo baat samjhnay k qareeb bhi na thi 94. Unhoan nay kaha aey Zulgarnain! Yaajoob maajooj iss mulk mein (baday bhari) fasadi hain to kiya hum aap kay liye kuchh Kharch ka intizam ker dein? (iss shart per kay) aap humaray aur unn kay darmiyaan aik deewat bana dein 95. Uss nay jawaab diya k meray ikhtiyaar mein meray perwerdigaar nay jo day rakha hai wohi behtar hai tum sirf quywat taqat say meri madad karo. 96. Mein tum mein aur unn mein mazboot hijab bana dayta hoon. Mujhay lohay ki chadarein laa do. Yahan tak kay jab unn donoa pahadoan kay darmiyaan deewar badaabar kerdi to hukm diya kay aag tez jalao ta-waqt-e-kay lohay ki inn chadaroan ko bilkul aag ker diyato farmaya meray pass laao iss per pighla hua taanbaa daal doon. 97. Pas to unn mein uss deewar kay ooper chadhnay ki tagat thi aur na uss mein koi sooraakh ker saktay thay. 98. Kaha yeh sab meray rabb ki meharbani hai haan jab meray rabb ka waada aacga to issay zameenboss ker day ga bay-shak meray rabb ka waada sachcha aur haq hai. 99, Uss din hum unhein aapas mein aik doosray mein gudd madd hotay huay chhoad deingay aur soor phoonk diya jaaega pas sab ko ikhatha ker kay hum jama ker leingay. 100. Uss din hum jahannum ko (bhi) kaafiroan kay saamnay laa khada kereingay. IQ MicKse as face er 3e ok Oa AIS SSSA GEREICE a oS reloenta Sahadls Boe ES Gist BEE weesiees ASG webs aresckeds SG ces SES Cat ee BOIS Bias GSB BOONE aie psa orale Gs essaed oilke ae oteelielles Zeist Kaye TCHR 3836 e 5 Aas 45.525 seu ba soauasy ae HO SSN as yee oe CBZs Cbis§ Surat 18, Al-Kahf / Part 16 vee gal in ag 5 101. Jin ki aankhein meri yaad say parday mein thi aur (amare haq) sunn bhi nahi saktay thay 102. Kya kaafir yeh khayaal kiye baithay hain? Kay meray siwa woh meray bandoan ko apna himayati bana lein gay? (Suno) hum nay to unn kuffaar ki mehmaani kay liye jahannum ko tayyar ker rakha hai. 103. Kah dijiye kay agar (tum kaho to) mein tumhein bataa doon kay ba-aetbaar aemaal sab say zyada khasaray mein kaun hain? 104, Woh hain kay jinki dunyawi zindagi ki tamaam tar kosishein bekaar hogaein aur woh issi gumaan mein rahay kay woh bahoat achchay kaam ker rahay hain. 105. Yehi woh loag hain jinhoan nay apnay perwerdigaar ki aayatoan aur uss ki mulaaqat say kufr kiya iss live unn kay aemaal ghaarat hogey pas qayaamat kay din hum unn ka koi wazan qaem na kareingay 106. Haal yeh hai k unn ka badla jahannum hai kiyoan kay enhoan nay kufr kiya aur meri aayatoan aur meray rasooloan ko mazaq mein uadaaya. 107. Jo loag emaan layae aur unhoan nay kaam bhi achchay kiye yaqeenan unn kay liye al-firdous kay baaghaat ki mehmani hai. 108. Jahaan woh hamesha raha kareingay jiss jagah ko badalnay ka kabhi bhi unn ka iraada hi na hoga. 109. Kah dijiye k agar meray perwerdigaar ki batoan kay likhnay kay liye samandar siyaahi bann jaacin to woh bhi meray rabb ki batoan kay khataam honay say pahlay hi khataam ho jaaega go hum ussi jaisa aur bhi uss ki madad ko lay aaein. 110. Aap kah dijiye kay mein to tum jaisa hi aik insaan hoon. (haan) meri jaanib wahee ki jati hai kay sab ka mabood aik hi mabood hai ae al Flea ees ea ae CBE $865 a wot RS eas C5 eserteext erate MGS SEIGSI As ds os ied g 22593 Saif aa oh 23. SSM REISS 997 oe seolutana iieee Ga sIirag > ee seReG Webs gles sal WG See BIS old ger anes 55 BUGS eduiulecitscas Sus css a Ser GE ISS ae sal ces08 2 EAB SE SECIS a Aine olSKoalhy Che Ss Od Fats eas : ECB ES SSK Ql hoes Surat 19, Maryam / Part 16 ve jal ne 585d to jisay bhi apnay perwerdigaar say milnay ki hE aA jisay bhi apnay perwerdigaar say mina —— ete aarzoo ho ussay chahiye kay nek aemaal 7 Tages keray aur apnay perwerdigaar ki ibaadat mein 553 kissi ko bhi shareek naa keray a0 Surat Maryam fe 54353 2 Allah ke naam se shuru jo bada meherbaan pier the nihayat hi rehem wala hai. S23) BO bl ey 01. Kaaf Haa Yaa ain Suaad. 3 i 02. Yeh hai teray perwerdigaar ki uss Eh br Ahura? 29K, . a 4 meharbaani ka zikr jo uss nay apnay banday 6% bus as a iS zakariya per ki thi. 03. Jabkay uss nay apnay rabb say chupkay re A ihe chupkay dua ki thi. Mba £155 5 363} 04. K aey meray perwerdigaar! Meri Bie" ee ail 6 haddiyan kamzor hogaee hain avs) aur sir ipa 308 ao 7 i" burhapay ki wajah say bharak utha hai Iekin ue UGGS iS ashy mein tujh say dua kerkay kabhi bhi mahroom oes os 4 fey 2 nahi raha. ee 05. Mujhay apnay marnay kay baad apnay % Woks qaraabbat daroan ka darr hai meri biwi bhi 8 18 Sondelet se baanjh hai pas tu mujhay apnay pass say wn asoeded "3 oa waris ataa farma. ati; 06. Jo mera bhi waris ho aur yaqoob (alaih-e- 45? a-ak lag 2 on obs salaam) kay khandan ka bhi ja-nasheen aur zi Seeds meray rabb! Tu ussay maqbool banda bana obs as oH lay.179) 07. Acy zakariya! Hum tujhay aik bachay ki BRK khushkhabri daytay hain jis k naam yahya hai ae Foe OES 996 > cf aioe hum nay uss say pahlay iss ka hum naam bhi aes kissi ko nahi kiya 08. Zakaariya (alaih-e-salaam) kahnay lagay AEG NE | ESS ‘fe aey meray rabb! Meray haan ladka kaisay sink Cue a hoga jabkay meri biwi baanjh aur mein Khud Oe EG 385 soccn burhapay kay intehaee zoaf ko pahonch Surat 19. Maryam / Part 16 oad ne jell nga 58552 chuka hoon. 09, Irshaad hua k waada issi tarah ho chuka teray rabb nay farma diya hai kay mujh per to yeh bilkul aasan hai aur tu khud jabkay kuchh na tha mein tujhay paida ker chuka hoon. 10. Kahnay lagay meray perwerdigaar meray liye koi alaamat mugarrar farma day irshaad hua kay teray liye alaamat yeh hai kay bawajood bhala changa honay kay tu teen raatoan tak kissi shaks say bol na sakay ga. 11, Abb zakariya (alaih-e-salaam) apnay hujray say nikal ker apni qaum kay pass aaker unhein ishara kertay hain kay tum subha-o-shaam Allah Taalaa ki tasbech bayaan karo. 12. “Aey yahya! Meri kitab ko mazbooti say thaam lay” aur hum nay ussay ladakpan hi say daanaee ataa farma di. 13. Aur apnay pass say shafgat aur pakeezgi bhi woh perhezgar shaks tha 14, Aur apnay maan baap say nek salook kernay waala tha woh sarkash aur gunehgaar na tha 15. Uss per salam hai jis din woh paida hua aur jiss din woh maray aur jiss din woh zinda kerkay uthaya jaacy. 16. Iss kitab mein marium ka bhi waaqea bayaan ker. Jabkay woh apnay ghar kay loagoan say alaihda hoker mashriqi janib aaeen. 17. Aur unn loagoan ki taraf say parda ker liya phir hum nay uss kay pass apni rooh (jibraeel alaih-e-salaam) ko bheja pas woh uss kay samnay poora aadmi bann ker zaahir hua 18, Yeh kahnay lagin mein tujh say rahman ki panaah maangti hoon agar tu kuchh bhi Allah say darnay waala hai. BHI SEL OSes SHIEK atl gs ob Se Faas EE eh ES ose Fu Steel Rais beGh HOS 5 3 5a abe HEE 6S ESS 6 655 SEES Ne 116 HES oii 8 ERAN 08 ae coos 2 EXSIs) 1235 Sig se oR BEs aloe teste: si eGR SRe ge DL IG IE otgex Surat 19. Maryam / Part 16 oad ne jell nga 58552 19. Uss nay jawaab diya k mein to Allah ka bheja hua qaasid hoon tujhay aik pakeeza ladka daynay aaya hoon. 20, Kahnay lagein bhala meray haan bachcha kaisay ho sakta hai? Mujhay to kissi insaan ka hath tak nahi laga aur na mein badkaar hoon. 21. Uss nay kaha baat to yehi hai lekin teray perwerdigaar ka irshaad hai k woh mujh per bahoat hi aasaan hai hum to ussay loagoan kay liye aik nishaani bana deingay aur apni khaas rahmat yeh to aik tay shuda baat hai. 22. Pas woh hamal say hogaeen aur issi wajah say woh yaksoo hoker aik door ki jagah chali gaeen. 23. Phir dard-e-zeh usay aik khajoor kay tanay kay neechay lay aaya boli kaash! Mein iss say pahlay hi marr gace hoti aur loagoan ki yaad say bhi bhooli bisri hojaati. 24, Itnay mein ussay neechay say hi awaz di kay aazardah khatir na ho teray rabb nay teray paaun talay aik chashma jaari ker diya hai. 25. Aur iss khajoor kay tanay ko apni taraf hila yeh teray saamnay tar-o-taza_pakki Khajoorein gira day ga 26. Abb chain say kha pi aur aankhein thandi rakh agar tujhay koi insaan nazar padd jaaey to kah dena kay mein nay Allah rahman kay naam ka roza maan rakha hai. Mein aaj kissi shaks say baat na karoongi 27. Abb hazrat Essa (alaih-e-salaam) ko liye huay woh apni qaum kay pass aaeen. Sab kahnay lagay Marium tu nay badi buri harkat ki 28. Aey Haroon ki behan! (iso) Na to tera baap bura aadmi tha aur na teri maan badkaar thi. MCS Saya sd (a precise gesesicls oly NGS GOK ERK AS nee wS heals obi Hat o8s SE d 2 Kent 4 203 sia sai S58 susie as Set seul Gis see iat asses oats sas nate eB EE te ae ECS yc sitwicetasacal ca aes Surat 19. Maryam / Part 16 oad ne jell nga 58552 29, Marium nay apnay bachchay ki taraf ishaara kiya. Sab kahnay lagay k lo bhala hum goad kay bachchay say baat kaisay karein? 30. Bchcha bol utha k mein Allah Taalaa ka banda hoon. Uss nay mujhay kitab ataa farmaee aur mujhay apna payghumber banaaya hai. 31, Aur uss nay mujhay ba-barkat kiya hai jahaan bhi mein hoon uss nay mujhay namaz aur zakat ka hukm diya hai jab tak bhi main zinda rahoon. 32, Aur uss nay mujhay apni walida ka Khidmat guzaar banaaya hai aur mujhay sarkash aur bad-bakht nahi kiya. 33. Aur mujh per meri paidaesh kay din aur meri maut kay din aur jiss din kay mein doobada zinda khada kiya jaun ga salaam hi salaam hai, 34. Yeh hai sahih waqeaa Essa bin Marium (alaih-c-salaam) ka yehi hai woh haq baat jiss mein loag shak-o-shuba mein mubtila hain. 35, Allah Taalaa kay liye aulaad ka hona laeq nahi woh to bilkul paak zaat hai woh to jab kissi kaam kay sar anjam daynay ka iraada kerta hai to ussay kah dayta hai k hoja woh ussi waqt ho jaata hai. 36, Mera aur tum sab ka perwerdigaar Allah Taalaa hi hai. Tum sab ussi ki ibaadat karo yehi seedhi raah hai 37, Phir yeh firqay aapas mein ikhtilaf kernay lagay pas kaafiroan kay liye “wail” hai aik baday (sakht) din ki hazri hai. 38, Kya khoob dekhnay sunnay waalay hongay uss din jabkay humaray samnay haazir hongay lekin aaj to yeh zaalim loag sareeh gumraahi mein paday huay hain. 39, To unhein uss ranj-o-afsos kay din ka darr suna day jabkay kaam anjaam ko phoncha diya jaeyga aur yeh loag ghaflat aur bay emaani mein hi reh jayeingay. BS Me ges os yall 566 Sigs tac ads 5 ay Ks $e Ce cakes elated coats 9 se iE alee ch dug ss ol ask Asis se go 285 Asse SoH ness sass We ich ues (Sa maegnatcacaian wae bie Bsnen 9S opt 5 ee eS SE ae ti ogre ops LEG 58) SNCs 373) ioe Nees sei J) Ges NS 28 v8 25 2568 re aks eG Vos! Aone bi Ax Boss foie 23g Surat 19. Maryam / Part 16 oad ne sadl m9 548554 40. Khud zameen kay aur tamam zameen walon kay waris hum hi hongay aur sab loag humari hi taraf lauta ker layen jayeingay. 41, Iss kitab mein Ibraheem (alaih-e-salaam) ka qissa biyan ker bay-shak woh baday sachaee waalay payghumber thay. 42. Jabkay unhoan nay apnay baap say kaha kay abba jaan! Aap unn ki pooja paat kyoan ker rahay hain jo na sunein na dekhein? Na aap ko kuchh bhi faaeda pahoncha sakein. 43. Meray meharbaan maan baap! Aap dekhiye meray pass woh ilm aaya hai jo aap kay pass aaya hi nahi to aap meri hi manein mein bilkul seedhi raah ki taraf aap ki rehbari karoon ga 44. Meray abba jaan aap shaitaan ki parastish say baaz aajacin shaitaan to reham-o-karam waalay Allah Taalaa ka bada hi na-farmaan hai 45. Abba jaan! Mujhay khauf laga hua hai k kaheen aap per koi azaab-c-claahee na aa paday kay aap shaitaan kay sathi bann jayein 46. Uss nay jawaab diya kay aey Ibraheem! Kiya tu humaray maboodoan say rugardani ker raha hai. Sunn agar tu baaz na aaya to mein tujhay patthron say maar daloan ga jaa aik muddat daraz tak mujh say alag rah. 47. Kaha achcha tum per salaam ho mein to apnay perwerdigaar say tumhari bakhsish ki dua kerta rahoan ga woh mujh per hadd darja meharban hai. 48, Mein to tumhein bhi aur jin jin ko tum Allah Taalaa kay siwa pukartay ho unhein bhi sab ko chhoad raha hoon. Sirf apnay perwerdigaar ko pukarta rahoon ga mujhay yaqeen hai kay mein apnay perwerdigaar say dua maang ker mahroom na rahoon ga. 49, Jab Ibraheem (alaih-c-salaam) unn sab ko aur Allah kay siwa unn kay sab maboodoan Ce AIS £397 ete seee3 es HS ASS oes. SOK AMe SII Ao slahevise sso bebe dat A cot WEES SSG ol WKS IGE anh GBF EH ESIAIS Gt EASE Tes “piuel a ds ob gces AeeceIG LCG Te Sou 129 207 sey NS heats Beene Gees Surat 19. Maryam / Part 16 oad ne jell nga 58552 ko chhoad chukay to hum nay unhein ishaaq (alaih-e-salaam)-o-yaqoob(alaih~ m) farmaey aur donoan ko nabi bana diya. 50. Aur unn sab ko hum nay apni bahoat si rahmatein ataa farmaeen aur hum nay unn kay zikar-e-jameel ko buland darjay ka ker diya. 51. Iss quran mein Musa (alaih-e-salaam) ka zikr bhi ker jo choona hua rasool aur nabi tha. 52, Hum nay ussay toor kay daayein janib say nida ki aur raaz goee kertay huay ussay qareeb ker liya. 53. Aur apni khas meharbaani say uss kay bhai ko nabi bana ker usay ataa farmaaya. 54, Iss kitab mein ismail (alaih-e-salaam) ka wagea bhi bayaan ker woh bada hi waaday ka sachcha tha aur tha bhi rasool aur nabi. 55. Woh apnay ghar waaloan ko baraabar namaz aur zakat ka hukm dayta tha aur tha bhi apnay perwerdigaar ki baargaah mein pasandeedah aur maqbool. 56. Aur iss kitab mein idris (alaih-e-salaam) ka bhi zikar ker woh bhi nek kirdaar payghumber tha. 57. Hum nay ussay buland mugaam per utha ast 58. Yehi woh anbiya hain jin per Allah Taalaa nay fazal-o-karam kiya jo aulaad-e- Adam mein say hain aur unn loagoan ki nasal say hain jinhein hum nay Nooh (alaih-e- salaam) kay saath kashti mein chadha liya tha aur aulaad Ibraheem-o-yaqoob say aur humari taraf say raaha yafta aur humaray pasandeedah loagoan mein say. Inn kay saamnay jab Allah rahman ki aayatoan ki tilawat ki jati thi yeh sajda kertay aur rotay gidgidatay gir padtay thay. (sajia) Boeck gee 5 Casi’, Sul 4) Sas abl te citee ob StS eke cteseeg “Gite JOC Gri sess ee giest BH AS15385 ob S35 CGS AIG oases ee CPR See ass 6 BH Cok S13 885 NSO IRE eaGslo seglal sare: obser SOCIO TS CH Asia gy s8Gs. ‘Ge oe 06 235 Bade Acai aa TSSahf tees SHG oe ABN OAS bre eit ch teh BSP Ded sel Big “oleSs5gs Surat 19. Maryam / Part 16 oad ne jell nga 58552 59, Phir unn kay baad aisay na khalaf paida huay kay unhoan nay namaz zaaya ker di aur nafsaani_khuwahishoan kay peechay padd gacy so unn ka nuksaan unn kay aagay aaeyga, 60. Ba-juz unn kay jo tauba ker lein aur emaan laaein aur nek amal karein. Aisay loag jannat mein jaaengay aur unn ki zara si bhi haq talfi na ki jaeygi. 61. Humeshgi waali jannatoan mein jin ka ghaibaana waada Allah meharban nay apnay bandoan say kiya hai. Bay-shak uss ka waada poora honay waala hi hai. 62. Woh loag wahaan koi laghu baat na sunein gay sirf salaam hi salaam suneingay unn kay liye wahaan subha shaam unn ka rizq hoga. 63. Yeh hai woh jannat jiss ka waaris hum apnay bandoan mein say unhein banataay hain jo muttaqi hoan. 64. Hum baghair teray rabb kay hukm kay utaar nahi saktay humaray aagay peechhay aur unn kay darmiyaan ki kul cheezein ussi ki milkiyat mein hain tera perwerdigaar bhoolnay waala nahi. 65. Aasmanoan ka zameen ka aur jo kuchh inn kay darmiyaan hai sab ka rabb wohi hai tu ussi ki bandagi ker aur uss ki ibaadat per jamm ja. Kya teray ilm mein uss ka humnaam humpalla koi aur bhi hai? 66. Insaan kehta hai kay jab mein marr jaunga to kya phir zinda ker kay nikala jaunga? 67. Kya yeh insaan itna bhi yaad nahi rakhta k hum nay ussay iss say pahlay paida kiya haalaankay woh kuchh bhi na tha. 68, Teray perwerdigaar ki qasam! Hum unhein aur shaitaanoan ko jama ker kay WASIEIS soi ee GE MBS esa Wg sila ak Ble des car cb eas) BES issn i aes BeaSdedteds 8258S) alba og wS “eh 4 Si sicseteneed ORCS 4 olGss5 EM Ga 283, on 804 Ep segigh oS) é Hod ay AS oac Gs estat ” ES aKoE 27M one es Cabs d ee, Cetin 9 OP. ee ras) sbels ase re SIL Gi ON Seon isc i BS yen. A EM oes Surat 19. Maryam / Part 16 oad ne jell nga 58552 zaroor zaroor jahannum kay ird = gird ghutnoan kay bal giraey huay haazir ker deingay. 69, Hum phir her her giroh say unhein alag nikal khada karein gay jo Allah rehman say bahoat akday akday phirtay thay 70. Phir hum unhein bhi khoob jaantay hain jo jahannum kay dakhlay kay zyada sazawaar hain. 71, Tum say her aik wahan zaroor waarid honay waala hai yeh teray perwerdigaar kay zimmay qataaee faisal shuda amar hai. 72. Phir hum perhezgaroan ko to bacha Icingay aur na-farmanoan ko ussi mein ghutnoan kay bal gira hua chhoad deingay. 73. Jab inn kay saamnay humari raushan aayatein tilaawat ki jaati hain to kaafir Musalaamano say kahtay hain bataao hum tum donoan jamatoan mein say kiss ka martaba zyada hai? Aur kiss ki majlis shandaar hai? 74. Hum to unn say pahlay bahoat si jamatoan ko ghaarat ker chukay hain jo saaz- o-samaan aur naam-o-namood mein unn say badh chadh ker thein. 75. Kah dijiye! Jo gumraahi mein hota hai Allah rehman uss ko khoob lambi mohlat dayta hai as) yehaan tak kay woh unn cheezoan k dekh lein jin ka waada kiye jataay hain yaani azaab ya qayaamat ko uss waqt unn ko sahih taur per maloom ho jaeyga kay kaun buray martabay waala aur kiss ka juttha kamzor hai. 76. Aur hidayat yafta loagoan ko Allah Taalaa hidayat mein badhaata hai aur baqi rahnay wali nekiyaan teray rabb kay nazdeeck sawaab kay lehaz say aur anjaam kay lehaz say bahoat hi behtar hain. rare 1 See See dis sera (ralaas Be GES ‘Shae edinas Liga ce aoe" Sar Seay Sl sg ae aS eh “ents Ob ssl ake Hiss PEAS aasash SOS “ SSUES 5 AS) zit obs SECS Saban gcbeads CB GENE GS) “CNG HG oie ecer-g 07 ad N5 CE SE 3c? Cipehand ASS TA) asians Wie Wek ae 9 3% olf org $s Surat 19. Maryam / Part 16 oad ne jell nga 58552 77. Kya tu nay ussay bhi dekha jiss nay humari aayatoan say kufr kiya aur kaha kay mujhay to maal-o-aulaad zaroor hi di jaaegi. 78. Kya woh ghaib per muttla hai ya Allah ka koi waada lay chuka hai? 79. Hergiz nahi yeh jo bhi kah raha hai hum ussay zaroor likh leingay aur uss kay liye azaab badhaye chalay jaaengay. 80. Yeh jin cheezoan ko kah raha hai ussay hum iss kay baad lay leingay. Aur yeh to bilkul akela hi humaray saamnay haazir hoga. 81. Enhoan nay Allah kay siwa doosray mabood bana rakhay hain k woh unn kay liye baes-e-izzat hoan. 82. Lekin aisa hergiz hona nahi. Woh to unn ki pooja say munkir honjaeyngay aur ultay unn kay dushman bann jaaengay. 83. Kya tu nay nahi dekha k hum kaafiroan kay pass shaitaano ko bhejtay hain jo unhein khoob uksaatay hain. 84. Tu unn kay baday mein jaldi na ker hum to khud hi unn kay liye muddat shumari ker rahay hain. 85. Jiss din hum perhezgaroan ko Allah rehman ki taraf bataur mehmaan kay jama kareingay. 86. Aur gunehgaroan ko sakht pyas ki haalat mein jahannum ki taraf haank lay jaaengay. 87. Kissi ko shifaat ka ikhtiyar na hoga siwaye unn kay jinhoan nay Allah Taalaa ki taraf say koi qau-o-qarar lay liya hai. 88. Unn ka qaul to yeh hai kay Allah rehman nay bhi aulaad ikhtiyar ki hai. 89. Yaqeenan tum bahoat buri aur bhaari cheez laaey ho. 90. Qareeb hai k iss qaul ki wajah say aasmaan phat jaaein aur zameen shaq hojaay aur pahad rezay rezay hojaaein. Ose Bade 51655 va ES 69 eid. abe SKC BS are alsistts EGS ee diez CHK nese HBC alg hue Bus salle EG BIE SSIS) Ge sd SS ake IFS NBS ESN Cea B98 8p See Nhe wh Se eA SI cea cS a5 FS SOG EH BIE ale Bie 5S BoE esi ON SISO SM Surat 20. Ta-Ha / Part 16 ie gall Ire ab 8552 91. Key woh rehman ki aulaad saabit karnay baithay. 92. Shaan-e-rehman kay laeq nahi kay woh aulaad rakhay. 93, Aasmaan-o-zameen mein jo bhi hain sab kay sab Allah kay ghulaam bann ker hi aanay waalay hain. 94, Unn sab ko uss nay gher rakha hai aur sab ko poori tarah ginn bhi rakha hai. 95, Yeh saray kay saray qayaamat kay din akalay uss kay pass haazir honay waalay hain. 96. Bay-shak jo emaan laaey hain aur jinhoan nay shaeista aemaal kiye hain unn kay liye Allah rehman mohabbat paida ker day ga. 97, Hum nay iss quran ko teri zabaan mein bahoat hi aasaan ker diya hai k tu iss kay zariye say perhezgaroan ko khushkhabri day aur jhagraloo loagoan ko dara day 98. Hum nay unn say pahlay bahoat si jamatein tabaah ker di hain kya unn mein say aik bhi aahat tu pataa hai ya unn ki aawaaz ki bhanak bhi teray kaan mein padti hai? Surat Ta-Ha Allah ke naam se shuru jo bada meherbaan nihayat hi rehem wala hai. 01. Taahaa 02. Hum nay yeh quran tujh per iss liye nahi utaara k tu mashaqgat mein padd jaey.as3) 03. Bulkay uss ki naseehat kay liye jo Allah say darta hai. 04. Iss ka utaarna uss ki taraf say hai jiss nay zameen ko aur buland aasmanoan ko paida kiya hai, 05. Jo rehman hai arsh per qaaem hai. 06. Jiss ki milkiyat aasmanoan aur zameen igo sSchgs Sy seals Yusonaid soto) see) 58S 28505 teas yo 539 Seal ate cee eA Les ee sal 1ashS 183 2156 99% nde AGI) Cae Gly EGOS Bote 9 abr li G 4538s 878 ASHES eae re a, bs $554 eB oH 3 oy bab Sapa BO SSS SSE = ose wa Eges as oe Surat 20. Ta-Ha / Part 16 ie gall Ire ab 8552 aur unn dono kay darmiyaan aur (kurra-e- khaak) kay neechay ki her aik cheez per hai. 07. Agar tu unchi baat kahay to woh to her aik posheeda bulkay posheeda say posheeda tar cheez ko bhi ba-khoobi jaanta hai. 08. Wohi Allah hai jiss kay siwa koi mabood nahi behtareen naam ussi kay hain. 09, Tujhay Musa (alaih-e-salaam) ka qissa bhi maaloom hai? 10. Jabkay uss nay aag dekh ker apnay ghar waaloan say kaha kay tum zara si der thehar jao mujhay aag dikhaee di hai. Bahoat mumkin hai kay mein uss ka koi angara tumharay pass laun yaa aag kay pass say raastay ki ittlaa paun. 11. Jab woh wahaan pahonchay to awaz di gace acy Musa! 12. Yaqeenan mein hi tera perwerdigaar hoon to tu apni jootiyaan utar day kiyoan kay tu paak maidan-e-toowa mein hai. 13. Aur main nay tujhay muntakhib ker liya hai abb jo wahee ki jaacy ussay kaan laga ker sunn. 14. Bay-shak main hi Allah hoon meray siwa ibaadat kay laaeq aur koi nahi pas tu meri hi ibaadat ker aur meri yaad kay liye namaz qaaem rakh. 15. Qayaamat yaqeenan aanay waali hai jissay mein posheeda rakhna chahtaa hoon taakay her shaks ko woh badla diya jaacy jo uss nay kosish ki ho. 16. Pas abb iss kay yaqcen say tujhay koi aisa shaks rok na day jo iss per emaan na rakhta ho aur apni khwahish kay peechhay pada ho werna tu halaak ho jaaega. 17. Aey Musa teray iss daacin haath mein kya hai? 18. Jawaab diya kay yeh meri laathi hai jiss per mein take lagataa hoon aur jiss say mein apni bakriyoan kay liye pattay jhaad liya kerta hoon aur bhi iss mein mujhay bahoat faaeday hain. og MEFs Ce Hulse Jal elon od rly CoMh2s LGN ot GE ES LY IS, een Ne Sleieed TE 903 4, ost sameeren rare Wake aesIet BGM ATA oC SN ELE 3 awlegcag Lt, SUSE olen 55% 28 In Sie OGRE And ls oi Cae ab Gs BG ite Asad oat feted F& Surat 20. Ta-Ha / Part 16 ie gall Ire ab 8552 19, Farmaya aey Musa! Issay haath say neechay daal day. 20. Daltay hi woh saanp bann ker daudnay lagi. 21, Farmaya bay khauf ho ker usay pakad lay hum ussay usai pehli si surat mein doobada laa deingay. 22. Aur apna haath apni baghal mein daal lay to woh safaid chamakta hua ho ker niklay ga Iekin baghair kisi aib (aur roag) kay yeh doosra moajeza hai 23. Yeh iss liye k hum tujhay apni badi badi nishaniyaan dikhana chahtay hain. 24, Abb tu firaoun ki taraf jaa uss nay badi sarkashi macha rakhi hai. 25. Musa (alaih-e-salaam) nay kaha aey meray perwerdigaar! Mera seena meray liye khol day. 26. Aur meray kaam ko mujh per aasan ker day. 27. Aur meri zaban ki girah bhi khol day. 28. Takay loag meri baat achchi tarah samajh sakein. 29, Aur mera wazir meray kunbay mein say ker day. 30. Yani mera bhai Haroon (alaih-c-salaam) ko. 31. Tu uss say meri kamar kuss day. 32, Aur ussay mera shareck kar ker day. 33. Takay hum donoan ba-kasrat teri tasbech bayaan karein. 34. Aur ba-kasrat teri yaad karein. 35. Bay-shak tu humein khoob dekhnay bhaalnay waala hai 36. Janabe baari taalaa nay farmaya Musa teray tamam sawaalaat pooray ker diye gaey. 37. Hum nay tujh per aik baar aur bhi bada ehsaan kiya hai. 38. Jabkay hum nay teri maan ko woh elhaam kiya jiss ka zikar abb kiya jaa raha hai. Su BiN6 og SE GG ain IF wy BGG a @ 63, oes 2 3 "Meee ee Obed 758 a 2 AVES 6 ae shugky Sasa BA Satis d deat SEES esa 538) 5G BT AG ass olf gk cia oS IE S31 386 SHAE ES SPECIES TY Surat 20. Ta-Ha / Part 16 ie gall Ire ab 8552 39, Kay tu ussay sandoog mein band ker kay darya mein chhoad day pas darya ussay kinaray laa daalay ga aur mera aur khud uss ka dushman ussay lay lay ga aur mein nay apni taraf ki khaas mohabbat-o-maqbooliyat tujh per daal di. Takay teri perwarish meri aankhoan kay saamnay ki jaaey. 40. (yaad ker) jabkay teri bahen chal rahi thi aur kah rahi thi k agar tum kaho to mein ussay bataa doon jo uss ki nigehbani keray iss tadbeer say hum nay tujhay phir teri maan kay pass pahonchaya kay uss ki aankhein thandi rahein aur woh ghumgeen na ho. Aur tu nay aik shaks ko maar dala tha iss per hum nay tujhay ghum say bacha liya gharz hum nay tujhay achchi tarah aazma liya. Phir tu kaee saal tak madiyan kay loagoan mein thehra raha phir taqdeer-e-elahee kay mutabiq aey Musa! Tu aaya. 41. Aur mein nay tujhay khas apni zaat kay liye pasand farma liya. 42, Abb tu apnay bhai samet meri nishaaniyaan humrah liye huay jaa aur khabardaar meray zikr mein susti na kerna. 43. Tum donoan firaun kay pass jao uss nay badi sarkashi ki hai. 44, Ussay narmi say samjhao k shaayad woh samajh lay ya darr jaaey. 45. Donoan nay kaha acy humaray rab! Humein khauf hai kay kaheen firaun hum per koi ziyadti na keray ya apni sarkashi mein badh na jaaey. 46. Jawaab mila k tum mutlagan khauf na karo mein tumharay saath hoon aur sunta dekhta rahoon ga. 47. Tum uss kay pass jaa ker kaho kay hum teray perwerdigaar kay payghumber hain tu humaray sath bani israeel ko bhej day unn ki sazaein mauqoof ker. Hum to teray pass teray rabb ki taraf say nishaani lay ker aaye hain aur salaamti ussi kay liye hai jo hidayat ka paband ho jaaey Rrewucer icity Aaslof ish lobes Sagtls xh Se caoubsiesdase 628 hs SE FLENSRISRS gore AGS 0s oS 21 G54 Sasi §) dha oa ch (CHelkersser es 363 “shee RES BOB ci wh 7g oS nd 08 HE She Bei bs SEGAL sep eiesy 8a soices ay siege isis ogk HCE LESSER ogSof af oes IO EES E oSees G2585 Sis asks Pra RNG sas acbeleal es ae, "FD cas, a, ogiall aly Surat 20. Ta-Ha / Part 16 ie gall Ire ab 8552 48. Humari taraf wahee ki gaee hai k jo jhutlacy aur ru gardani keray uss kay liye azaab hai. 49, Firaun nay poocha k aey Musa! Tum daono ka rabb kaun hai? 50. Jawaab diya kay humara rabb woh hai jiss nay her aik ko uss ki khas surat shakal inayat farmaee phir raah sujha di. 51, Uss nay kaha achcha yeh to bataao aglay zamanay waaloan ka haal kya hona hai. 52. Jawaab diya k unn ka ilm meray rabb kay haan kitab mein maujood hai na to mera rabb ghalati kerta hai na bhoolta hai. 53, Ussi nay tumharay liye zameen ko farash banaaya hai aur uss mein tumharay chalnay kay raastay banaaey hain aur aasmaan say paani bhi wohi barsataa hai phir uss badasaat ki wajah say mukhtalif qisam ki paidawaar bhi hum hi paida kertay hain. 54, Tum khud khao aur apnay chaupayoan ko bhi charao. Kuchh shak nahi k iss mein aqalmandoan kay liye bahoat si nishaaniyaan hain. 55, Issi zameen mein hum nay tumhein paida kiya aur issi mein phir waapas lautaeyngay aur iss say phir doobaara tum sab ko nikaal khada kereingay. 56. Hum nay ussay apni sab nishaaniyaan dikha dein lekin phir bhi uss nay jhutalaya aur inkaar ker diya. 57. Kahnay laga acy Musa! Kya tu iss liye aaya hai kay humein apnay jadoo kay zor say humaray mulk say baahir nikal day. 58, Achcha hum bhi teray mugablay mein ussi jaisa jadoo zaroor laaeingay pas humaray aur apnay darmiyaan aik waaday ka waqt mugarrar ker lay kay na hum uss ka khauf. karein aur na tu saaf maidan mein mugabla ho. 59, Musa (alaih-e-salaam) nay jawaab diya kay zeenat aur jashan kay din ka waada hai aur yeh kay loag din chadhay hi jama ho SENDS GS 386 age 4 ae oS 5d 5 SS ro o3 oS ASG W508 Kelle As ws Sy eS 58 PGI % Sage bie Se ANNA OL Maks stig 215, eG I55) SGC eae Uae AcE IWS Sal Leu eo E s hos BE Blast Ns Caio sea GUS si Pop nche an aS 2 cet bau 12% 2% ota) ‘i608 Surat 20. Ta-Ha / Part 16 ie gall Ire ab 8552 jaaen. 60. Pas Firaun laut gaya aur uss nay apnayhath kanday jama kiye phir aagaya 61, Musa (alaih-e-salaam) nay unn say kaha tumhari shaamat aa chuki Allah Taalaa per jhoot aur iftra na baandho kay woh tumhein azaaboan say maliya mait ker day yaad rakho woh kabhi kaamyaab na hoga jiss nay jhooti baat ghari. 62. Pas yeh loag aapas kay mashwaroan mein mukhtalif rayac ho gacy aur chup ker chupkay chupkay mashwara kernay lagay. 63. Kahnay lagay yeh doanoan mehaz jadoogar hain aur inn ka pukhta iraada hai kay apnay jadoo kay zor say tumhein tumharay mulk say nikaal bahir karein aur tumharay behtareen mazhab ko barbaad ker dein. 64. To tum bhi apna koi dao utha na rakho phir saff bandi ker kay aao. Jo ghaalib aagaya wohi baazi lay gaya. 65. Kahnay lagay acy Musa! Ya to tu pahlay daal ya hum pahlay daalnay waalay bann jaaein. 66. Jawaab diya kay nahi tum hi pahlay dalo. Abb to Musa (alaih-e-salaam) ko yeh khayal guzrnay laga kay unn ki rassiyaan aur lakdiyaan unn kay jadoo kay zor say door bhag rahi hain. 67. Pas Musa (alaih-e-salaam) nay apnay dil hi dil mein darr mahsoos kiya. 68. Hum nay farmay kuchh khauf na ker yaqeenan tu hi ghaalib aur bartar rahay ga. 69. Aur teray daaein haath mein jo hai ussay daal day kay unn ki tamaam karigari ko woh nigal jaaey unhoan nay jo kuchh banaaya hai yeh sirf jadoogaroan kay kartab hain aur jadoogar kaheen say bhi aaey kaamyab nahi hota. 70. Abb to tamaam jadoogar sajday mein girr paday aur pukar uthay kay hum to Haroon oF Fe mc aa, aes 48 Dice mezad Fuses hs Boe Se aSeseesege og Bley TE WEG ERNE Ig foe ob Ise Seek oa Sire hadi Cisse Soi L8 oS Sebo s Koss ofl 2 45 “abe! NGI G5 HE oT Aue otic Osea des DENG SOG oP SaaS OSs AK ok Sl EH 3h ESE eats AES i Sono * Hees {ss} weltevegcacdls Surat 20. Ta-Ha / Part 16 ie gall Ire ab 8552 (alaih-e-salaam) aur Musa (alaih-e-salaam) kay rabb per emaan laaey. 71, Firaun kahnay laga kya meri ijaazat say pahlay hi tum iss per emaan lay aaey? Yaqeenan yehi tumhara woh bada buzrug hai jiss nay tum sab ko jadoo sikhaya hai (sunn Jo) mein tumharay haath paun ultay seedhay katwa ker tum sab ko khajoor kay tano mein sooli per lataakwa doon ga aur tumhein poori tarah maloom hojaey ga kay hum mein say kiss ki maar zyada sakht aur dairpaa hai. 72. Unhoan nay jawaab diya kay naa- mumkin hai kay hum tujhay tarjech dein inn daleeloan per jo humaray samnay aa chukein aur uss Allah per jiss nay humein paida kiya hai abb to jo kuchh tu kernay waala hai ker guzar tu jo kuchh bhi hukm chala sakta hai wo issi duniyawi zindagi mein hi hai. 73. Hum (iss umeed say) apnay perwerdigaar per emaan laaey kay woh humari khataayein muaf farma day aur (khaas ker) jadoogari (ka gunah) jiss per tum nay humein majboor kiya hai Allah hi behtar aur hamesha baqi rahnay waala hai. 74. Baat yehi hai k jo bhi gunehagaar bann ker Allah Taalaa kay haan haazir hoga uss kay liye dozakh hai jahan na maut hogi na zindagi. 75. Aur jo bhi uss kay pass emaan ki haalat mein haazir hoga aur uss nay aemaal bhi nek kiye hongay uss kay liye buland-o-baala darjay hain. 76. Hameshgi waali jannatein jin kay neechay nahrein Iehrein lay rahi hain jahaan woh hamesha (hamesha) rahein gay. Yehi inaam hai her uss shaks ka jo paak hai, 77. Hum nay Musa (alaih-e-salaam) ki taraf wahee naazil faramee kay tu ratoan raat meray bandoan ko lay chal aur unn kay liye darya mein khushk raasta bana lay phir na 1996 799) OG 99 2 ae os Soke GAB Bees ok hic SS ol Eee iaie 5G Cex Sdis ya oS + U2 Gh Crees ak IG og ay Sis seh Geach OT os SESE HS oh eG wage rarer o GES G3 Ens Se eAWIDE SLB hess adele é sass ga BIG vez Ca wes ease Sad *s ARMIES SEE Bendbogks

You might also like