You are on page 1of 7

May jugnu ko jaga doon ga zara tm sham honay do, may titli ko sula doon ga zara tm sham honay

do, mujhe itni maharat hay may saada se lafzo may, tmhay dilkash bna doon ga zara tm sham hoonay do, maira iman hay tm ko andhare choo nhi sakte, MAY APNA GHER JLA DOON GA ZARA TM SHAM HONAY DO, =========================================================== Usay Kehna Mukammal Kuch Nahin Hota Milan Bhi Na'Mukammal Hai Judai Bhi Adhori Hai Yahan Ek Maut Poori Hai Udaasi Jab Rago'n Main Khoon Ki Maanind Utarti Hai Buhat Nuksaan Kerti Hai Usay Kehna Bisaat-e-Ishq Pe Jub Maat Hoti Hai Dukhon Ke Sheher Main Jab Raat Hoti Hai Mukammal Bus, Khuda Ki Zaat Hoti Hai.. ============================================================= Teri Wafa , Waja Jaana Meri Mohabbat Kuch Bhi Nahi Tera Dard , Dard Thehra Mera Zakham Kuch Bhi Nahi Tumhari Baat Pathar Ki Lakeer Meri Iljija Kuch Bhi Nahi Tuj Main Anna Samandar Jaisi To Mera Naan Kuch Bhi Nahi Tera Gham , Gham Huwa Or Mery Aanso Kuch Bhi Nahi Tera Wajood Sun Kuch Jaana Kiya Meri Hasti Kuch Bhi Nahi =================================================================== SAWAAL PUCHE JAYE TO JAWAAB NAHIN MILTA WAQT SE MAANGO TO HISAAB NAHIN MILTA HANSINO SE MAANGO TO, PIYAAR NAHI MILTA BINAA HUSN KE ISHQ KA, KHIITAAB NAHI MILTA DIL TO MILTEY HAI,DIL-E-BETAAB NAHI MILTAA ANDHERO MAIN JO NIKLEY,VO AAFTAAB NAHI MILTA GAM-E- ISHQ CHOOPANE KO NIKAAB NAHI MILTA RAAT TO HO JATI HAI, MAGAR KHUWAAB NAH MILTA DOST MIL JAATEY HAI, TO UMAIR NAHI MILTA ANJAAM MIL JAATEY HAI, TO AAGAAZ NAHI MILTA ================================================================================

= Jo sunaye dhun tere payar ki muje dhadkanon ka wo saaz day Tere gam ki umer daraz ho mujhe apne gam say nawaz day... Karon sajda jab tere payar ko to sar uthaon na umr bhar Jo tamaam umar khatam na ho mujhe aisi koi namaz day... Mai jaloon jo ishq ki aag mai to her aik simat ho roshni Mujhe aise ishq se kia garaz jo soze de na gudaaz day... Tujhe mera mitne ki ho khushi mujhe fakhar ho kay mai mar mita Meri iltija yeh khuda say hai tujhe naaz day mujhe nayaz day.... ================================================================================ ====== DES & Pardes 1. Mother-in law: In Des - A women capable of making your life miserable. In Pardes - A women you never fight with, because where else you will find such a dedicated baby sitter for free? 2. Husband: In Des - A boring human species, who listens more to his mother than you, and or ders you around to serve him, his parents and siblings. In Pardes -Still boring, but now a useful human species that comes in handy when the house needs to be vacuumed. 3. Friend: In Des - A person whose house you can drop into any time of the day or night and you'll always be welcome. In Pardes -A person who you have to call first to check and make sure he is not busy. 4. Wife: In Des - A woman who gives you your towel when you go to take a shower. In Pardes - A woman who yells at you not to leave tub dirty when you go to take bath. 5. Son: In Des -- A teenager, who without asking will carry your grocery bags from the m

arket. In Pardes - A teenager, who suddenly remembers he has lot of homework when you s tart mowing the lawn. 6. Daughter: In Des - A lovely doll, who brings tears to your eyes when her doli is about to leave. In Pardes - A lovely doll, who brings you to tears long before any doli time. 7. Father: In Des - A person you are afraid of, and who is never to be disobeyed. In Pardes -A person to whom you pretend to obey, after all he is the one paying your college tuition. 8. Engineer: In Des -A person with a respectable job and lots of upper ki kamai. In Pardes -A person without a secure job, who always dreams one day he will be r ich. 9. Desi Doctor: In Des -- A respectable person with ok income. In Pardes - A money making machine, who has a money spending machine at home cal led "doctor ki biwi". 10. Bhangra: In Des - A vigorous punjabi festival dance. In Pardes - A desi dance you do, when you don't know how to dance. 11. Software Engineer: In Des - A high-tech guy, always speaks in American accent, always anxious to qu eue consulate visa line.

In Pardes - The same hitech guy, who does Ganapati puja everyday, and says 'This is my last year in the US (or wherever)' every year. 12. A Green Card holder bachelor: In Des - the guy can't speak Hindi, parents of good looking girls are dying to h ook him, wears jacket in summer, says he has a BMW back there. In Pardes - the guy can't speak English, wears jacket all the time, works in a C andy store at Manhattan , dreams of owning a BMW. ================================================================================ ========== Aa kabhi dekh zara hamari raaton main aa ker 'FARAZ' kitna rote hain zamane ko hasane wale....! ================================================================================ ========== main teri aankhon ki gehraaii se waqif hon mager... in main dubnaye walon ka hasher bura dekha hai...... ================================================================================ ==================== kaanch ko chahat thi patthar pane ki , Ek pal me phir toot kar bikhar jane ki , Chahat bas itni hai is diwane ki , apne hazaar tukro me uski hazaar tasveer sajane ki !!! ================================================================================ =============== e na thee hamaree qismat ke visaal-e-yaar hota Agar aur jeetay rehtay, yehee intezaar hota ...... Tere waaday par jeyay toe ye jaan jhoot jana Ke khoshee say mar na jaatay agar aitebar hota ...... Rug-e-sung say tapakta woe lahoo ke pher na thumta Jesay ghum samajh rahay ho, ye agar sharaar hota ...... Kahoon kiss say main ke kya hay shub-e-ghum buree bala hay

Mujhay kya bura tha marna, agar aik bar hota ...... Huyay mar ke hum joe rusva, huyuy kyun na gharq-e-darya Na kaheen janaza uthta, na kaheen mazaar hota ...... Ye masaal-e-tasavuf, ye tera byaan-e-ghalib Tuj-hay hum valee samajh-tay, joe na baada khawar hota ================================================================================ ================ Tum Mujhe Itna Tang Na Kya Kro Kion Keh Jab Tum Nhi Hoti Ho Main Buht Tang Hota Hoon ================================================================================ ====== Jab Bhi Gareeb Ho Kar Chaly Zindagi Se Hum Khud Apne Aaine Ko Lagy Ajbani Se Hum Aankhon Ko De Kar Roshni Gull Kar Diey Chiragh Tang Aa Chuke Hain Waqat Ki Is Dil Lagi Se Hum Ache Bure Ka Farq Main Basti Ujaar Di Majboor Ho Kar Milne Lage Har Kisi Se Hum Ehsas Ye Bhi Kam Nahi Jeene Ke Waste Har Dard Jhail Rahe Hain Tumhari Khushi Se Hum Kuch Door Ja Kar Raste Sab Aik Se Lage Milne Gaye Kisi Se Mil Aaye Kisi si Hum ================================================================================ ====== Tum mujhe ache lagti ho auron se juda lagti ho suno........ tum kabhi mujhse duur na jana aur ager me kabhi roth jaon to ik bar zuroor manane ana mein ik pal ko thora itraonga phir agle hi pal man jaonga kionke tum.... tum meri adat ho aur adat adat kab badalti hai me ye khat likh ker bhej deta hon aur jawab jawab bas yehi ata hai.... me boht masroof rehti hon isi liye jawab der se deti hon tum apna khayal rakhna aur ho sake to apni ye adat badal dena me ye khat perh ker muskura deta hon aur phir der tak tanha ro deta hon

kionke adat..... adat kab badalti hai ================================================================================ ========= Zikr-e-shab-e-firaq se vahashat use bhi thi meri tarah kisi se muhabbat use bhi thi Mujh ko bhi shauq tha naye cheharon ki deed ka rasta badal ke chalane ki a adat use bhi thi Us raat der tak vo raha mahv-e-guftagu masruf main bhi kam tha faragat use bhi thi Sunataa thaa vo bhi sb se purani kahaniyaan taaza rafaqato n ki zarurat use bhi thi Mujh se bichhar ke shahar main ghul mil gaya vo shakhs haalaN ke shahar bhar se adavat use bhi thi Vo mujh se barh ke zabt ka adi tha ji gaya varnaa har ek saans qayamat use bhi t hi "Mohsin" main us se keh na saka yon b hal-e-dil Dar paish ik taza museebat use bhi thi ================================================================================ ============== NA DAR BEEBA KUSH NAHI HOONDA HAR KOI BANAD BUSH NAHI HOONDA ITHEY SUB KUSH HOONDA PIYA AY KAIRA KEHNDA AY KUSH NAHI HOONDA DOODH NOON KAR GIA PANI PANI FAIR VI DODHI KUSH NAHI HOONDA SADAY DIL DA BOHA CHOR CHAPAT AY ITHAY PULL TAY PUSH NAHI HOONDA ================================================================================ =========== MERI NAFRAT KI HAD THI K MAIN KHAMOSH UTH AYA WGARNA BUS MAIN THA KAHAN KISI KI BAT KO SEHNA ================================================================================ =========== MUDATON BAD USAY PA KR US RAAT MAIN ITNA ROYA K SOCHOOON TO HANSI JATI HAI HR MORE PER MIL JATAY HAIN HAMDARD HAZAROON SHAYD K MERI BASTI MAIN ADAKAR BOHAT HAIN ================================================================================ ============ Marnay Ke Bad Meri Ye Kahani Likhna Kaisay Hui BarbadMeri Ye Jawani Likhna Ye Likhna Usay Intezar Bohat Tha Kisi Ka Aakhri Sans Ki Kaisay Hui Rawani Likhna Jo Qasmain Khain Thi Us Ne Pyar Main Un Qasmon Ka Kiya Howa Us Par Meharbani Likhna Ye Bhi Likhna Ke Us Ke Hont Khushi Ko Taras Gae Hain Kitna Barsa Un Aakho Se Pani Likhna Aur Ye Bhi Likhna Dua Deta Tha Tujhe Bahir Tha Kafan Se Hath Ye Nishani Likhna ================================================================================ ===========

zaalim thaa vo, aur zulm kii aadat bhii bahut thii majabuur the ham us se muhabbat bhii bahut thii uss bu'tt ke sitam seh ke dikhaa hii diye ham ne go apanii tabiyat me.n baGaavat bhii bahut thii vaaqif hii na thaa ramz-e-muhabbat se vo varnaa dil ke liye tho.Dii sii inaayat bhii bahut thii yuu.N hii nahii.n mashhuur-e-zamaanaa meraa qaatil us shaKhs ko is fan me.n mahaarat bhii bahut thii kyaa daur-e-Gazal thaa ke lahuu dil me.n bahut thaa aur dil ko lahuu karane kii fursat bhii bahut thii har shaam sunaate thai hasiino.n ko Ghazal ham jab maal bahut thaa to saKhaavat bhii bahut thii bulvaa ke ham 'Aajiz' ko pashemaa.N bhii bahut hai.n kyaa kiijiye kam_baKht kii shoharat bhii bahut thii ================================================================================ ============ Kal halki halki barish thi Kal sard hawa ka raqs bhi tha Kal phool bhi nikhray nikhray thay Kal un pe aap ka aks bhi tha Kal badal kalay gehray thay Kal chand pay lakhon pahray thay Kuch tukray aap ki yaad kay Bari dair say dil main thehray thay Kal yaadain uljhi uljhi thin Aur kal tak yeh na suljhi thin Kal yaad bohut tum aye the KAL YAAD BOHUT TUM AYE THE ================================================================================ ============ Main Ne Kal Shab Chahaton Ki Sab Kitabain Phar Deen Sirf Ik Kaghaz Pe Likha Lafz "Maan" Rehne Dia...... ================================================================================ ============

You might also like