You are on page 1of 2

Tou Sham-e-Risalat

Artist: Naat Lyrics Contributed By: Sheraz Ahmad

Tu shamme risalat hai aalam tera parwana tu maye nabuwat hai aaqa aie jalwa e jana na Jo sathiye kosar kay chehray say niqab uthay Har dil bane maikhana har aankh ho paymaana Tu shamme risalat hai aalam tera parwana tu maye nabuwat hai aie jalwa e jana na Sarshaar mujhe kar de ik jame laba lab se ta hashr rahe saathi saqi aabad ye maikhaana Tu shamme risalat hai aalam tera parwana tu maye nabuwat hai aaqa aie jalwa e jana na dil apna chamak uthe iman ki khalqat se ker aankh bhi noorani aie jalwa e jana na Tu shamme risalat hai aalam tera parwana tu maye nabuwat hai aaqa aie jalwa e jana na Har aarzoo ban aai sab hasratain poori hon woh kan zara dhar ker sun lay mera afsaana Tu shamme risalat hai aalam tera parwana tu maye nabuwat hai aaqa aie jalwa e jana na peetay hain teray dar ka khaatay hain teray dar ka Pani hai tera pani dana hai tera dana Tu shamme risalat hai aalam tera parwana tu maye nabuwat hai aaqa aie jalwa e jana na sange dar jana pal kerta hoon jabeen sahi sajda na samaj najdi sar deta hoon nazraana Tu shamme risalat hai aalam tera parwana tu maye nabuwat hai aaqa aie jalwa e jana na Gir par kay yahaan pohancha mar mar kay isse paya Chootay na ilahii abb sange dar jana na Tu shamme risalat hai aalam tera parwana tu maye nabuwat hai aaqa aie jalwa e jana na aabad isse parma veeran hai dile aasi Chalnay teray bas jayen aabad ho veerana

Tu shamme risalat hai aalam tera parwana tu maye nabuwat hai aaqa aie jalwa e jana na Sarkar kay jalwon say roshan hai dille noori Ta hashr rahe roshan noori ka yeh kaashana Tu shamme risalat hai aalam tera parwana tu maye nabuwat hai aaqa aie jalwa e jana na

You might also like