You are on page 1of 2

Aay quaid – e – azam tyera ahsaan hei

ahsaan
yun dee hamein azadi ke duniya huee hairaan
ae quaid-e-azam tera ahsaan hai ahsaan
tera ahsaan hae, tera ahsaan
tera ahsaan hai tera ahsaan

har samt musalmano pe chaahee thi tabahee


mulk apna tha aur Gairoon ke haathon mein thee shahee
aise mein utha deen mohammad ka sipaahi
aur narae e takbeer se dee tu nay gawahee
islam ka jhanda liye aaya sar-E-maidan
ae qaid e azam tera ahsan hae ahsaan
tera ahsaan hae, tera ahsaan
tera ahsaan hai tera ahsaan

dekha tha jo iqbal ne ek khwaab suhaana


us khwaab ko ik roz hakeekat Hai banana
yeh socha jo tu nay to hasa tujhpe zamana
har jaal se chaaha tujhe dushman ne harana
maara woh TU NAY daao ke dushman bhi gaye maan
ae quaid e azam tera ahsaan hae ahsaan
tera ahsaan hae, tera ahsaan
tera ahsaan hai tera ahsaan
tera ahsaan hai tera ahsaan

larne ka dushmano se ajab dhang nikaala


na top na bandook na talwar na bhaala
sachaaee ke anmol asoolon ko sanmbhaala
jinnah tere paigham mein jaadoo tha niraala
Iman waale chal pare sunkar tera farmaan
ae quaid e azam tera ahsaan hae aisa
tera ahsaan hai tera ahsaan
tera ahsaan hai tera ahsaan

naqsha badal ke rakhdiya is mulk ko tunay


SAAYA tha mohammad ka ALI KA tere sarr par
duniya se kaha tunay koi HUM SE NA ULJHAY
likha hai is zamee pe shaheedon ne lahu se
azad hain azad rahein gay yeA musalmaan
ae quaid e azam tera ahsaan hae aisa
tera ahsaan hai tera ahsaan
tera ahsaan hai tera ahsaan

yun dee hamein azadi ke duniya huee hairaan

yun dee hamein azadi ke duniya huee hairaan

ae quaid-e-azam tera ahsaan hai ahsaan


tera ahsaan hae, tera ahsaan
tera ahsaan hai tera ahsaan

You might also like