You are on page 1of 2

Kahani Suno

Kahani Suno Haan Zubaani Suno Mujhe Pyar Hua Tha

Ikraar Hua Tha Kahani Suno Haan Zubaani Suno

Mujhe Pyar Hua Tha Ikraar Hua Tha Mujhe Pyar Hua Tha

Ikraar Hua Tha Deewaana Hua Mastana Hua

Teri Chahat Mein Kitna Fasana Hua

Tere Aane Ki Khushbu Tere Jaane Ka Manzar

Tujhe Milna Padega Ab Zamana Hua

Sadayein Suno Haan Jafayein Suno

Mujhe Pyar Hua Tha Ikraar Hua Tha

Mujhe Pyar Hua Tha Ikraar Hua Tha

Hai Tamanna Humein Tumhein Dulhan Banaye

Tere Hathon Pe Mehndi Apne Naam Ki Sajayein

Tere Lele Balayein Tere Sadke Utaarein

Hai Tamanna Humein Tumhein Apna Banaye

Nahi Mushkil Wafa Zara Dekho Yahan

Tere Aankhon Mein Basta Hai Mera Jahan

Kabhi Sun Toh Zara Jo Main Keh Na Saka

Meri Duniya Tum Hi Ho Tum Hi Aasara

Duyaein Suno Sajayein Suno

Mujhe Pyar Hua Tha Ikraar Hua Tha

Kahani Suno Haan Zubaani Suno

Mujhe Pyar Hua Tha Ikraar Hua Tha

Mujhe Pyar Hua Tha Pyar Hua Tha

Pyar Hua Tha Pyar Hua Tha

Pyar Hua Tha

You might also like