You are on page 1of 6

Badalne ko to in aankhon ke manzar kam nahi badle

Tumhari yaad ke mausam, humare gham nahi badle


Tum agle janam mein humse milogi tab to maanogi
Zamane aur sadi ki is badal mein hum nahi badle

Kisi ke dil ki mayusi jahan se ho ke gujrai hai,


humari sari chalaki wahan pe kho ke guzarti hai.
Tumhari aur humari raat mein bas farq itna hai,
tumhari so ke guzari hai humari ro ke guzari hai.

Kisi Patthar Me Murat Hai, Koi Patthar Ki Murat Hai..


Lo Humne Dekh Li Duniya, Jo Itni Khubsurat Hai…!
Zamana Apni Samjhe, Par Mujhe Apni Khabar Ye Hai..
Mujhe Teri Zaroorat Hai, Tumhe Meri Zaroorat Hai

Koi deewana kehta hain koi pagal samjhta hain


magar dharti ki bechani ko bas badal samjhta hain
Main tujhse dur kaisa hu,tu mujhse dur kaisi hain
Yeh tera dil samjhta hain ya mera dil samjhta hain

Ke mohobbat ek ehsaason ki paawan si kahaani hain


kabhi kabira deewana tha kabhi meera diwaani hain
Yahaan sab log kehte hain meri aakho mein aasu hain
Jo tu samjhe toh moti hain jo na samjhe toh paani hain

Samandar peer ka andar hain lekin ro nahi sakta


Yeh aasu pyaar ka moti hain isko kho nahi sakta
Meri chahat ko dulhan tu bana lena magar sun le
Jo mera ho nahi paaya woh tera ho nahi sakta

Bhramar koi kumudni par machal baitha toh hungama


Humare dil mein koi khwaab pal baitha toh hungama
Abhi tak doob kar sunte the sab kissa mohobbat ka
Main kisse ko hakikat mein badal baitha toh hungama

Bahut bikhra bahut toota thapede seh nahi paaya


Hawaaon ke ishaaron par magar main beh nahi paaya
Adhoora un suna hi reh gaya youn pyaar ka kissa
Kabhi tum sun nahi paaye, kabhi main keh nahin paaya

Main uska hun wo is ehsaas se inkaar karta hai


Bhari mehfil mein bhi ruswaa har baar karta hai
yaki hai saari duniya ko khafa hai humse woh lekin
Mujhe maaloom hai phir bhi mujhi se pyaar karta hai

Ae khuda tu sukh ki chadar itni choti kyu banata hai..


sira koi v pakdu dusara apne aap chhut jata hai..
tum sath thi to zamana ruswa tha hmse..
aaj jab tum sath nahi ho to zamana sath gata hai,!!
Mat poooch ki kya haal hai mera tere aage
Tu dekh ke kya rang hain tera mere aage

Basti basti ghor udasi parvat parvat khali pan,


man hira bemol lut gaya ghis ghisri ka tan chandan,
is dharti se us ambar tak do hi chiz gajab ki hai,
ek to tera bhola pan hai ek mera deewana pan……

Jiski dhoon par dunia naache dil ek aisa taara hai,


jo tumko bhi pyaara hai jo humko bhi pyaara hai,
jhoom rahi hai saari dunia jabki humaare giton par,
tab kahti ho pyar hua hai kya ahsaan tumhara hai……..

Bahut bikhra bahut toota thapde seh nahi paaya,


hawaon ke isharon par magar main bah nahi paaya,
adhoora ansuna hi rah gaya ye pyaar ka kissa,
kabhi tum sun nahi paayi kabhi main kah nahi paaya………
WAQT NAHI..........

Har khushi Hai Logon Ke Daman Mein,


Par Ek Hansi Ke Liye Waqt Nahi.
Din Raat Daudti Duniya Mein,
Zindagi Ke Liye Hi Waqt Nahi.

Maa Ki Loree Ka Ehsaas To Hai,


Par Maa Ko Maa Kehne Ka Waqt Nahi.
Saare Rishton Ko To Hum Maar Chuke,
Ab Unhe Dafnane Ka Bhi Waqt Nahi.

Saare Naam Mobile Mein Hain,


Par Dosti Ke Lye Waqt Nahi.
Gairon Ki Kya Baat Karen,
Jab Apno Ke Liye Hi Waqt Nahi.

Aankhon Me Hai Neend Badee,


Par Sone Ka Waqt Nahi.
Dil Hai Ghamon Se Bhara Hua,
Par Rone Ka Bhi Waqt Nahi.

Paison ki Daud Me Aise Daude,


Ki Thakne ka Bhi Waqt Nahi.
Paraye Ehsason Ki Kya Kadr Karein,
Jab Apane Sapno Ke Liye Hi Waqt Nahi.

Tu Hi Bata E Zindagi,
Iss Zindagi Ka Kya Hoga,
Ki Har Pal Marne Walon Ko,
Jeene Ke Liye Bhi Waqt Nahi.......

Ki mera jo bhi taujrba hai, tuhe batla raha hu me,


Koi lub chu gaya tha tab, ki ab tab ga raha hu me
Bichod kar tum se ab kase jiya jaye bina tadpe,
Jo me khud hi nahi samaja, vahi samja raha hai hu me

Ki mere jine me marne me, tumara naam aye ga


Me sase rok lu phir bhi, yahi iljam aye ga
Har ek dahank me jab tum ho, to phir aprad kya mera
Agar radha pukare gi, to phir gayan shaym aye ga

Panaho me jo aya ho to, us par war kya karna


Jo dil hara hua ho us, par phir adikar kya karna
Moh ka maja to dubne ki kashm-kash me hai
Jo ho malum gahari to dariya par kya karna

Koi pather ki merut hai, kisi pather me murat hai


Lo hamne dekh le duniya, jo inti khiobsurat hai
Jamaana apni samje par mujhe apni kabar ye hai
Tujhe meri jurat hai, mujhe teri jarurt hai

Hamare sher sun kar ke bhi, jo khomosh itna hai


Khuda jane gurure husan me, madhosh kitna hai
Kisi pyale se pucha hai, surhi ne sabab me kha
Jo khud behosh ho wo kya bataye hos kitna hai

Ye dil barbad kar ke isme, ku abad rahte ho,


Koi kal kah raha tha tum, allhabad rahte ho,
Ye kasi sohrate mujh ko ata kar de mere mola,
Me sab kuch bul jata hu magar tum yaad rahte ho.

Koi manjil nahi jajhti, safar acha nahi lagta


Agar ghar lout bhi auo, to ghar acha nahi lagta
Karu kuch bhi me ab ,duniya ko sab acha hi lagta hai
Mujhe kuch bhi tumare bin acha nahi lagta

Nazar Mein Shokhiyan Lab Pe Mahobbat Ka Fasana Hai,


Meri Umeed Ki Zad Main Abhi Sara Zamana Hai,
Kai Jeete Hain Dil Ke Desh Par Maloom Hai Mujhko,
Sikandar Hoon Mujhe Ek Roj Khali Haath Jana Hai.

Na pane ki khushi hai kuch, na khone ka hi kuch gam hai,


ye daulat aur shohrat sirf kuch jakhmo ka marham hai,
ajab si kasmkash hai roj jeene me, roj marne me,
mukkamal zindagi to hai magar poori se kuch kam hai.

Badalne ko to in aankhon ke manzar kam nahi badle


Tumhari yaad ke mausam, humare gham nahi badle
Tum agle janam mein humse milogi tab to maanogi
Zamane aur sadi ki is badal mein hum nahi badle

Fanaa:-

E Khuda Aaj Ye Faisla Karde,


Use Mera ya Mujhe Uska Karde.
Bahut Dukh Sahe He Maine,
Koi Khusi Ab Toh Muqadar Karde.
Bahot Muskil Lagta Hai Usse Duur Rehna,
Judai Ke Safar Ko Kum Karde.
Jitna Duur Chale Gaye Woh Mujhse,
Use Utna Kareeb Karde.
Nahi Likha Agar Nasib Me Uska Naam,
To Khatam Kar Ye Zindagi aur Mujhe FANAA Karde.
Dur Humse Jaa Paoge Kaise,
Humko Bhool Paoge Kaise.
Hum Who Khushbu Jo Saanson Mein Utar Jaye,
Khud Apni Saanson Ko Rok Paoge Kaise..
Pani Se Pyaas Na Bujhi
Toh Maikhane Ki taraf Chal Nikla
Socha Shikayat Karun Teri Khudha Se
Par Khudha bhi Tera Ashiq Nikla…

Kitni mohabbat hai unse,humse bataya na gaya.


Wo samajh na sake,humse samjhaya na gaya.
Unhone karib hone ki kosis na ki.
Aur humse hatha badhaya na gaya

Main Jab Bhi Tez Chalta Hoon Nazare choot Jaate Hain
Koi Jab Roop Ghadta hoonTo saanche Toot Jaate Hain
Main Rota Hoon To Aakar LokKandha Thap Thapaate Hain
Main Hasta Hoon to Mujhse LokAksar Rooth Jaate Hain

Swayam se door ho tum bhi, swayam se door hain hum bhi...


Bade mashhoor ho tum bhi bade mashhoor hain hum bhi,
Bade magroor ho tum bhi bade magroor hain hum bhi.....
atah majboor ho tum bhi atah majboor hain hum bhi...

Girebaa chak karna kya hai, seena aur mushkil hai


har ek pal muskura kar, ashq peena aur mushkil hai
Hamari bad naseebi ne hame itna sikhaya hai
Kisi ke ishq mei marne se jeena aur mushkil hai !!!!!!!!!!
Ye chadar sukh ki maula kyu sada choti banata hai
Sira koi bhi dhamo...dusra khud chut jata hai
Tumhare sath toh main jamane bhar mein ruswa tha
Magar ab tum nahi ho toh zamana sath gata hai...

Ki Is Udaan Par Ab Sharminda Main Bhi Hoon Aur Tu Bhi Hai


Aasmaan Se Gira Parinda Main Bhi Hoon Aur Tu Bhi Hai
choot Gayi Raaste Mein Jeene Marne Ki Saari Kasme
Apne Apne Haal Mein zinda Main Bhi Hoon Aur Tu Bhi Hai
Kushhali main ek badhali, main bhi hu aur tu bhi hai,
Har nazar par ek swali, main bhi hu aur tu bhi hai,
Duniya kuch bhi arth lgaye hum dono ko malum hai,
Bhare bhare par khali khali main bhi hu aur tu bhi hai.

Sab apne dil ke raza hai, sabki apni raani hai,


Bhale parkashit ho na ho par, sabki koi kahani hai,
Bahut saral hai pta lgana kisne kitna dard sha,
Jiski jitni aankh hase hai utni peed purani hai.
Kal aur aayenge nagmo ki biti kalia chunane wale ,mujhse behtar kahne wle ,tumse behter sunane wale---
---

Dumdame mein dum nahin ab khair mango jaan ki,.


Ai Zafar thandi hui, Shamsheer Hindustan ki.
Hindiyon mein boo rahegi jab talak eemaan ki,

Takhte London tak chalegi, teg Hinsustan ki.

do gaz sahi magar ye meri milkiyat to hai.


ai maut tune mjhko zamindar bna diya . . .

Nayi hawao ke sohabat bigad deti hai.


Kabootaro ko khuli chat bigad deti hai.
Wo jo jurm karte hai; itne bure nahi hote..
Saja na deke adalat bigad deti hai
Ye teri berukhi ki hmse aadat khas chutegi,
Koi dariya na ye smjhe ki meri pyas tutegi,
Tere wade ka tu jane mera wo hi irada hai,
K jis din saans tutegi usi din aas tutegi.
My:-
Nehi pata kal hoga kya
Sath rahe ge ya hoge juda
Bas iss baat ki khumari kaafi hai
Iss pal mein jo saang hai to na honge juda

Teri har baat pe na janne kya ho jata hai,


Tum ho parshan ye dekh kar dil baith jata hai
Sirf ek dua hai us uper baithe khuda se
sari khushi ho tere daman mein
Har pal sukoon ka ho tere jeevan mein....

Kya kahoon kya hai vo


Ek ehsaas ek muskaan ek dost ek rahi
Ek kahaani ek chanchal maan ek anmool ratan
Ek khamosh khwaish ek adhori farmish hai vo
Kya kahoon kya hai vo
Kya kahoon kya baan jata hun
Jab tere pass hoone ka ehssas hota hai
Bas ek adhoore pan mein bhi
pure hone ka ehsaas hota hai

mere maan ka vishwas hai ho


mere har uljhe sawal ka jawab hai vo....

y:-
Nehi pata kal hoga kya
Kush rehe ge ya hoge khafaa
Bas iss baat ki khumari kaafi hai
Iss pal mein jo hai khushi vo rehe gi sada

Teri har baat pe na janne kya ho jata hai,


Tum ho parshan ye dekh kar dil baith jata hai
Sirf ek dua hai us uper baithe khuda se
sari khushi ho tere daman mein
Har pal sukoon ka ho tere jeevan mein....
तु म अपने आप को सिर्फ एक इं िान िमझते हो

हमारे सिए तो आप हुमारी िााँ िे ही नहीं हमारा गुरूर भी तुम हे हो।

तु म जो हमारे पाि न होंगे तो सिर्फ हुमारी िााँिे ही नहीं

हमारा तो गुरुर भी हमारे िाथ न होगा।

िां ि न होगी तो सिर्फ इि जहां में हमारा सनशान न होगा

िे सकन अगर गुरुर ही छीन गया तो जानत में भी हमे िुकून नहीं समिे गा।

You might also like