You are on page 1of 9

Ek Din Aap Yoon Humko Mil Phool Hi Phool Raahon Mein Maine Socha Na Tha Ek Din Aap Yoon

Humko Mil Phool Hi Phool Raahon Mein Maine Socha Na Tha

Jayenge Khil Jayenge Jayenge Khil Jayenge

Ek Din Zindagi Itni Hogi Haseen Jhoomega Aasmaan Gaayegi Ye Zameen Ek Din Zindagi Itni Hogi Haseen Jhoomega Aasmaan Gaayegi Ye Zameen Maine Socha Na Tha Dil Ki Daali Pe Kaliyaan Si Khilne Lagin Jab Nigaahein Nigaahon Se Milne Lagin Dil Ki Daali Pe Kaliyaan Si Khilne Lagin Jab Nigaahein Nigaahon Se Milne Lagin Ek Din Is Tarah Hosh Kho Jayenge Paas Aaye To Madhosh Ho Jayenge Maine Socha Na Tha Ek Din Aap Yoon Humko Mil Jayenge Phool Hi Phool Raahon Mein Khil Jayenge Maine Socha Na Tha Jagamagati Hui Jaagti Raat Hai Raat Hai Ya Sitaaron Ki Barsaat Hai Jagamagati Hui Jaagti Raat Hai Raat Hai Ya Sitaaron Ki Barsaat Hai Ek Din Dil Ki Raahon Mein Apne Liye Jal Uthenge Mohabbat Ke Itne Diye Maine Socha Na Tha Ek Din Zindagi Itni Hogi Haseen Jhoomega Aasmaan Gaayegi Ye Zameen Maine Socha Na Tha Ek Din Aap Yoon Humko Mil Jayenge Phool Hi Phool Raahon Mein Khil Jayenge Maine Socha Na Tha Maine Socha Na Tha Maine Socha Na Tha .

Chura liya hai tumne jo dil ko Nazar nahin churaana sanam Badalke meri tum zindagaani Kahin badal na jaana sanam Oh, le liya dil, oh haai mera dil Haai dil lekar mujhko na behlaana

Chura liya hai tumne jo dil ko Nazar nahin churaana sanam Badalke meri tum zindagaani Kahin badal na jaana sanam (Bahaar banke aaoon kabhi tumhaari duniya mein Guzar na jaaye yeh din kahin isi tamanna mein) - 2 Tum mere ho, ho tum mere ho Aaj tum itna vaada karte jaana Chura liya Chura liya hai tumne jo dil ko Nazar nahin churaana sanam Badalke meri tum zindagaani Kahin badal na jaana sanam --MALE-Ho, sajaaoonga lutkar bhi tere badan ki daali ko Lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko Sajaaoonga lutkar bhi tere badan ki daali ko Lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko Hai vafa kya is jahaan ko Ek din dikhla doonga main deewana Chura liya Chura liya hai tumne jo dil ko Nazar nahin churaana sanam Badalke meri tum zindagaani Kahin badal na jaana sanam Le liya dil, haai mera dil Haai dil lekar mujhko na behlaana Chura liya hai tumne jo dil ko Nazar nahin churaana sanam

Hm hm hm hm, hm hm hm hm 2

is jahaan ki nahi hain tumhari aankhein aasman se ye kisne utaari aankhein aaye hain ham jahaan mein tumhaare liye hain tumhaare liye he hamari aankhein is jahaan ki nahi hain do jahaan de ke le lu to sasti hain ye aasmaan se ye kisne rehte ho aankhon mein tum he ab din raat ab to ghar hai hamara tumhari aankhein duniyawaalon se rakhana bacha kar inhen na churale koi ye tumhari aankhein aaye hain ham jahaan mein

Ankhiyon Ke Jharokhon Se Maine Dekha Jo Saanware Tum Door Nazar Aaye Badi Door Nazar Aaye Band Karke Jharokhon Ko Zara Baithee Jo Sochne Man Mein Tumhi Muskaye Man Mein Tumhi Muskaye Ankhiyon Ke Jharokhon Se Ek Man Tha Mere Paas Woh Ab Khone Laga Hai Paakar Tujhe Hai Mujhe Kuchh Hone Laga Hai Ek Tere Bharose Pe Sab Baithee Hoon Bhool Ke Yoon Hi Umar Guzar Jaye Tere Saath Guzar Jaye Ankhiyon Ke Jharokhon Se... Jeeti Hoon Tujhe Dekh Ke Marti Hoon Tumhi Pe Tum Ho Jahan Saajan Meri Duniya Hai Wahin Pe Din Raat Dua Maange Mera Man Tere Waaste Kabhi Apni Ummeedon Ka Kahin Phool Na Murjhaye Ankhiyon Ke Jharokhon Se... Maein Jab Se Tere Pyar Ke Rangon Mein Rangi Hoon Jaagte Hue Soi Nahin Neendon Mein Jagi Hoon Mere Pyar Bhare Sapne Kahin Koi Na Chheen Le Man Soch Ke Ghabraye Yahi Soch Ke Ghabraye Ankhiyon Ke Jharokhon Se...

maine rakhli jaan hatheli pe main sadke prem paheli pe mujhko nahi jeena marna hai jaldi karlo jo karna hai mujhe darya vich doob jaane do thehro toofan to aane do jaan o meri jaan - 2 ((mere seene main tera dil dhadke tere seene mein mera dil) - 2 alag alag ab jeena hai mushkil marna hai aasan ) - 2 jaan o meri jaan - 2 o meri jaan meri jaan (chup reh ke khamoshi se maine tujhe pukara bhi )- 2 kabhi kabhi in aankhon se maine kiya ishara bhi tere ishare main nahi samjhi main kaisi naadan jaan o meri jaan - 2 meri jaan (tere naam se hi mujhko duniyawale jaanenge) - 2 teri surat dekhke ab log mujhe pehchanenge main teri pehchan banoongi tu meri pehchaan

jaan o meri jaan - 2 meri jaan (is duniya ki nazron se humko dur nikalna hai lekin tujhko yaad rahe haath pakadkar chalna hai) - 2 yahan talak to thik tha aage rasta hai anjaan jaan o meri jaan jaan main teri jaan teri jaan (mere seene main tera dil dhadke tere seene mein mera dil) - 2 alag alag ab jeena hai mushkil marna hai aasan jaan o meri jaan jaan main teri jaan teri jaan jaan main teri jaan teri ass

Woh Kagaz Ki Kashti 1 - Aaj Lyrics

ye daulat bhii le lo, ye shoharat bhii le lo bhale chhiin lo mujhase merii javaanii magar mujhako lautaa do bachapan kaa saavan vo kaagaz kii kashtii, vo baarish kaa paanii --Jagjit-muhalle kii sabase nishaanii puraanii vo budhiyaa jise bachche kahate the naanii vo naanii kii baaton mein pariyon kaa deraa vo chahare kii jhuriryon mein sadiyon kaa pheraa bhulaae nahiin bhuul sakataa hai koi vo chhotii sii raaten vo lambii kahaanii --Chitra-kadii dhuup mein apane ghar se nikalanaa vo chidiyaa vo bulabul vo titalii pakadanaa vo gudiyaa kii shaadii mein ladanaa jhagadanaa vo jhuulon se giranaa vo gir ke sambhalanaa vo piital ke chhallon ke pyaare se tohafe vo tuutii hui chuudiyon kii nishaanii --Jagjit-kabhii ret ke unche tiilon pe jaanaa gharaunde banaanaa banaake mitaanaa vo maasuum chahat kii tasviir apanii vo kvaabon khilaunon kii jaagiir apanii na duniyaa kaa gam thaa na rishton ke bandhan badii khuubasuurat thii vo zindagaanii

Tinka Tinka Lyrics

((Tinka Tinka jara jara hai roshni se jaise bhara) - 2 Har dil main armaan hote to hai - 2 bas koi samjhe jara) - 2 (Dil pe ek naya sa nasha cha gaya kho raha tha jo khwaab vo laut aa gaya) - 2 (Yeh jo ehsaas hai jo karaar hai kya issi ka hi naam pyaar hai) - 2 pootche dil thumke jara Tinka Tinka jara jara hai roshni se jaise bhara Har dil main armaan hote to hai - 2 bas koi samjhe jara Tinka Tinka Tinka Tinka

tujhase naaraaz nahi zindagi, hairaan hoon main o hairaan hoon main tere masoom savalon se pareshaan hooN main o pareshaan hoon main jeene ke liye socha hi na tha, dard sambhalane honge muskuraoon to, muskurane ke karz utaarne honge muskuraoon kabhi to lagata hai jaise hontonn pe karz rakhaa hai tujhase ... aaj agar bhar ayi hai, boondein baras jaayengi kal kya pata inke liye aakhen taras jayengi jaane kahan gum kahan khoya ek aansu chhupake rakha tha tujhase ... zindagi tere gum ne hamain rishte naye samajhaye mile jo hamain dhoop main mile chhaanv ke thande saaye o tujhase ...

La La La La La La Lala La La La La Tere Naam Hum Ne Kiya Hai Jeevan Aapna Sara Sanam Ho Jeevan Aapna Sara Sanam Tere Naam Tere Naam

Tere Naam Hum Ne Kiya Hai Jeevan Aapna Sara Sanam Ho Jeevan Aapna Sara Sanam Pyaar Bahut Karte Hai Tumse Ishq Hai Tu Humara Sanam Ho Ishq Hai Tu Humara Sanam La La La La La La Lala La La La La La La La La La La La La La La La La La La La La La Tere Ishq Ne Saathiya Tera Haal Kya Kardiya Tere Ishq Ne Saathiya Tera Haal Kya Kardiya Neeindo Mein Aankhon Mein Pyaase Khwabon Mein Tu Hi Tu Hai Yara Mehki Saason Mein Har Bechaini Reh Reh Ke Yeh Kehti Hai Har Dhadkan Mein Teri Chahat Rehti Hai Tere Bina Tere Bina Tere Bina Naamumkin Hai Zindagi Ka Guzara Sanam Ho Zindagi Ka Guzara Sanam Lagi Chote Na Lagi Chote Na Lagi Chote Na Ishq Ka Dhaga Tote Na Lagi Chote Na Lagi Chote Na Lagi Chote Na Ishq Ka Dhaga Tote Na Tere Ishq Ne Saathiya Tera Haal Kya Kardiya Tere Ishq Ne Saathiya Tera Haal Kya Kardiya Durri Hai Majboori Hai Tanhayi Hai Teri Yaad Hume Kis Mood Pe Layi Hai Aapni To Manzil Hai Teri Raahon Mein Jeena Marna Hai Ab Teri Bahon Mein Tere Liye Tere Liye Tere Liye Is Duniya Ka Har Sitam Hai Gawara Sanam Ho Har Sitam Hai Gawara Sanam Tere Naam Hum Ne Kiya Hai Jeevan Aapna Sara Sanam Ho Jeevan Aapna Sara Sanam Tere Naam Tere Naam

Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas Koi Rehta Hai Vo Ho Tum Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas Koi Rehta Hai Vo Ho Tum Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas Betaabi Kya Hoti Hai Poochho Mere Dil Se<BR /> Betaabi Kya Hoti Hai Poochho Mere Dil Se Tanha Tanha Lauta Hoon Main To Bhari Mehfil Se

Mar Na Jaoon Kahin Mar Na Jaoon Kahin Hoke tumse Juda Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas Koi Rehta Hai Vo Ho Tum Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas Tanhai Jeene Na De Bechaini Tadpaaye Tanhai Jeene Na De Bechaini Tadpaaye Tumko Main Na Dekhoon To Dil Mera Ghabraye Ab Mujhe Chhodke Ab Mujhe Chhodke Door Jaana Nahin Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas Koi Rehta Hai Vo Ho Tum Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas Koi Rehta Hai Vo Ho Tum

pal pal dil ke paas, tum rahti ho pal pal dil ke paas, tum rahti ho jeewan meethi pyaas, ye kahti ho pal pal dil ke paas, tum rahti ho har shaam aankhon par, teraa aanchal lahraaye har raat yaadon ki, baaraat le aaye main saans letaa hoon, teri khushboo aati hai ik mahkaa mahkaa saa, paighaam laati hai mere dil ki dhadkan bhi, tere giit gaati hai pal pal dil ke paas, tum rahti ho kal tujhko dekhaa thaa, maine apane aangan mein jaise kah rahi thi tum, mujhe baandh lo bandhan mein ye kaisaa rishtaa hai, ye kaise sapne hain begaane ho kar bhi, kyon lagte apne hain main soch main rahtaa hoon, dar dar ke kahtaa hoon pal pal dil ke paas, tum rahti ho tum sochogi kyon itnaa, main tumse pyaar karoon tum samjhogi deewaanaa, main bhi iqraar karoon deewaanon ki ye baaten, deewaane jaante hain

jalne mein kyaa mazaa hai, parwaane jaante hain tum yoon hi jalaate rahnaa, aa aa kar khwaabon mein pal pal dil ke paas, tum rahti ho jeewan meethi pyaas, ye kahti ho pal pal dil ke paas tum rahti ho

You might also like