You are on page 1of 2

iqbalurdu.blogspot.

in

http://iqbalurdu.blogspot.in/2011/04/bal-e-jibril-032-pooch-uss-se-ke.html

Allama Iqbal Poetry

(Bal-e-Jibril-032) Pooch Uss Se Ke Maqbool Hai Fitrat Ki Gawahi

Pooch Iss Se K Maqbool Hai Fitrat Ki Gawahi Tu Sahib-E-Manzil Hai K Bahtka Huwa Raahi Rely on the witness of the phenomenal world To know whether you are on the mark or have gone astray:

Kafir Hai Musalman To Na Shahi Na Faqeeri Momin Hai To Karta Hai Faqeeri Mein Bhi Shahi Neither kingship nor poverty for a Muslim who lacks in faith, The one who has it is a king even if he be poor.

Kafir Hai To Shamsheer Pe Karta Hai Bharosa Momin Hai To Be-Taeg Bhi Larta Hai Sipahi He depends on the sword if he lacks in faith: If he has faith he may need no weapons in the fight.

Kafir Hai To Hai Taba-E-Taqdeer Musalman Momin Hai, To Who Aap Hai Taqdeer-E-ILAHI

A Muslim without faith yields to what his fate ordains; With faith, he is destiny incarnate.

Main Ne To Kiya Pardaay Asrar Ko Bhi Chaak Daireena Hai Tera Marz-E-Kaur Nigahi I revealed the secrets and rent the veil, But your blindness has no cure BlogThis!

You might also like