You are on page 1of 1

Khuda ka noor tujme hu bahu hain Khuda pinha magar tu ru baru hain Teri azmat ka andaaza ho kisko Khuda

hain aur Khuda ki baad tu hain Khatm e rusool Mukhtar e gul Nabbiyon da tu sultan hain Surat teri hain Husn e azal Tujhpe jahaan qurbaan hain E sarwar-e-deen-o-duniya teri niraali shaan hain Dar teri hain rashk e Haram surat teri Quran hain Tujhe sochna Muhabbat tujhe dekhna Ibaadat Ye he meri bandagi ke mein karun teri tilawat Meri bandagi hain wo bandagi Jo ba qaid e dair o haram nahin Mera ik nazar tumhain dekhna Ba Khuda namaaz se kam nahin Na namaaz aata hain mujhko na wudhu aati hain Sajda kar leta hun jab saamne tu aata hain Teri ishq hain meri zindagi Teri yaad hain meri bandagi Jo teri khushi wo meri khushi Ye mera junoon ka hain muaajza Ke jahan apne sar ko jhukadia wahan maine Ka'aba banadiya Tajassus mein teri har shay par yu nazre jamaata hu Najaane kown si shay mein tera deedar ho jaai Mandir mein hu Masjid mein Ka'abe mein kalisa mein Laila ki adhaaon mein Majnun ki wafaaon mein Farhaad ki chahat mein Sheeren ki muhabbat mein Jamshed ke piyaale mein is chaand ke haale mein Quraan ke siparon darya ki rawani mein Wal-Layl zulf Wad-Duha mukhra Wash-Shams odhi paishaani hain Odhe mudhdhay kaali kamli e Eho yaar meri di nishaani e Tere hi naam se har ibtida hain Tere hi naam tak har inteha hain Teri hamd o sanaa Alhamdulillah Ke tu mere Muhammad Sunlo ae najdiyan, mein juda tu juda tu jahannam chala mein madine chala Bhaagta bhaagta tu jahannam chala Cheekhata cheekhata tu jahannam chala Jhoomta jhoomta mein Madine chala

ke Khuda hain

You might also like