You are on page 1of 1

Wo Kahti Hai Suno Jana Muhabbat Mom Ka Ghar Hai Tapesh E Badgumani ki Kahi Pighla Na De Isko Mai Kheta

hu jis dil mai jara bhi badgumani ho waha kuch or ho to ho muhabbat ho nahi sakti Wo Kahti Hai Sada aisey hi kya tum mujh ko chaoge ki mai ismey kai bilkul gawaar kar nahi sakti mai kheta hu mohabbat kya hai ye tumne sikhaya hai mujhe tumse muhabbat ke siba kuch bhi nahi aata..

You might also like