You are on page 1of 2

badi gustakh hai teri yeh yaad isse tameez sikha do dastakh bhi nhi deti or dil main

utar jati hai itna to rula diya hota k aansu he chale aate palkon main ruke aansuon ka dard saha nhi jata yaad aate ho to ho jati hai num aankhen kya tanhai main bhi satane ki kasam khayi hai dil main chupa liya hai tere gham ko isliye yeh bhi bichar na jaye tere pyaar ki tarah badi mushkil se seekha hai khush rehna uske bagair par suna hai yeh baat usse preshaan bahut karti hai hasne ki justju main dabaya jo dard ko aansu meri aankh main pathar k ho gye Hazaaron kaam hain jo mjhy masroof rakhty hain, Magar wo shaks aisa hai ke phir bhi yaad aata hai. Har baar muqaddar ko dosh dena achi bat nahi kabhi-kabhi hum bhi had se zyada maang lete hain kiase bhoola du usko mai, maut insaano ko ati hai , yaado ko nhi.. woh tasveer numaish mein bikhi hai laakhon ki.. Jisme begair roti ke ek bacha udaas tha. Bina Libaas Aye the Iss Jahaaan Me hum . Bus Ek kafan Ki Khatir Itna Safar Karna Pad Raha hain !!!!! == Bahut mushkil hai k tu karle meri mohabbat ka? andaza, meri chahaton ka samundar teri soch se bhi gehra hai.. === Usay Muhabbat main Dhoka to hum bhi dey saktay they Magar ragoon me dorti Wafa se Baghawat ki nahi jati.. == tadapte hai mohabbat ke liye, par marte nahi hum ke khuda ke bande hai, kisi ke gulam nahi... === Kabhi kabhi patthar ke takrane se bhi aati nahi jism par kharoch, to kabhi ek zara si baat se insan bikhar jata hai.... === fasle aise bhi hoge ye kabhi socha na tha samne baitha tha mere, aur wo mera na tha == ???? ??????? ?? ???????? ???, ??? ???? ???? ?? ????? ?? ???? ????, ?? ??? ??? ??? ???? ?? === ????? ??? ?? ??? ?? ????? ???? ???? ... . . ???? ????? ?????? ????? ???? ?? ???? == Wo jo kehta tha ki tum na mile to mar jayenge hum

Wo to aaj bhi zinda hai kisi aur se ye baat kahne ke liye.. === Ehsaan karo tum ab mujhpar is tarha ke lout aao tum,mujhe mohababt ab bhi hai... ===

You might also like