You are on page 1of 1

Jo zair e lab ki dua hua kire ga

wohi umar bhar ka mudda hua kire ga

muje ranj o alam ki sayyahi say na dara ae dil


us kay ahsas ka ujala meri dua hua kire ga

maine phainki ha soch ki kamand har ik janib


meri hasti ka ajab masti main tammasha hua kire ga

ye zamin khun main dubay to uthta ha Inquilab


aisa hota ha or sada hua kire ga

us waqt samjh aaye gi sari mantaq


jab mere andar ik khuda hua kire ga

main darta hun apne sawalon ka jawab denay say


warna ae dil tu bhi mujh say khafa hua kire ga

Ah us wakt saki jam pilanay ko na hoga


Jab uski may ki nasha hua kire ga

Tujhe or kia chahiye ae mere gumnam ARIF


Ghalib teri ghazal ka madah hua kire ga

You might also like