You are on page 1of 7

SHAB-O-ROZ KI SUNNATEIN

Har wo shaks kamiyab aur bamurd hai jiski rozna ki zindagi Nabi s.a.w ki
sunnaton k mutaBiq guzar rahi hai. Hamen ye bt zahen nashn honi
chaHiye ke Nabi s.a.w ki mohobbat sirf zubani dwe ka nm nahin, aur na
sirf pke azmat ke gun gne ka nm hai
Balke pse sacchi mohobbat ka takhaza hai k pki sunnaton par amal kiya
jye aur apni sri khahesht ko Nabi s.a.w ki lyi hui shariyat ke tabe bana
de. Hads me ta hai ke Nabi s.a.w ne farmaya


Tum men se koi shaks us waqt tak momin nahi hoga jab tak k uski
khahesht us chz k tabe na ho jaye jisko mai le ya hun.
Aur Allah s.w.t ki mohabbat k husl bhi is shart par mumKin hai ke Nabi
s.a.w ki itaat ki jaye, yane pke dt ki tarah hamari datein pke afl ki
tarah hamare afl pke aqlaq ki tarah hamare aqlaq, muqtasar ye ke pke
rt aur din jis tarah guzarte they hamare bhi din rt isi tarah guzarne lagen,
jaise Allah s.w.t ka irshd hai ke



) (





keh di jiy aye paigambar, agar tum Allah s.w.t se mohobbat rakte ho to
meri itteba karo, Allah s.w.t tumse mohobbat rakheGa aur tumare gunahon
ko mf kar dega aur Allah s.w.t mf karne wala, rahem karne wala hai.
Magar j ham apne mahl par nazar dalte hain to mehSs hota hai k ham
me ki aksariyat Nabi ki sunnaton se khali hai. Ham apne p par gaur karen
ke subah se shm tak hamari zindagi se kitni sunnatein mit rahi hain aur
kitni sunnaton ko ham zinda kar rahe hain. Agar ham thodi si tawajja den
toh, din bhar mein sainkdon sunnaton par amal kiya ja sakta hai aur in
sunnaton ko zinda karne k be-hisb ajr-wa-sawb hasil ho sakta hai, jaise
hads me ta hai ke Nabi s.a.w ne farmaya jisne meri sunnat ko zinda kiya
meri ummat ke biGad ke waqt iske liye sau shahdon ka sawb hai.

NND SE BEDAR HONE KE BD KE SUNNATEIN:


1.Jab so kar uthen to apne chahre par hth pher lijiye



2.Miswak ki jiye.
3.Donon hth tn martaba dho lijiye.

BAITUL-KHALA ME DAQIL HONE AUR BAHAR NIKALNE KI SUNNATEIN:


1.
Jab baitulkhala mein daqil ho to pehle byan pair andar rakhen aur
jab niklen to sidah pair bhar rakhen.
2.
Baitulkhala men daqil hote waqt ye duA
padhye



3.

Baitulkhala say nikalne ki dua





WAZU KI SUNNATEIN:


padhe.


1.

Wuzu se pehle

2.

Wuzu me miswak ki jiye.

3.

Agar dadhi ghani ho to dadhi ka qilal ki jiye.

4.

Hton aur pairon ki ungLiyon ka qilal ki jiye.

5.

Har azu ko tn martaba dhoiye.

6.

zaye-wuzu ko khb ragad kar dhoeYe.

7.
Pni ke isteml men ehtiYat se km lijiye, isrf bhi na ho aur zewuzu bhi acchi tarha dhul jyen.
8.

Apne ghar se wuzu kar ke jayye.

9.

Wuzu karne ke bd ye duA padhiye

3



10.

Wuzu ke bd do rakt namz ada ki jiye. (tahiyyatul-wuzu).

LIBAS KI SUNNATEIN
1.Libas pehent aur utart waqt bismillah kahiye.
2.libas pehent waqt ye dua padiy




3.kapde pahent waqt sdhi janib ka qayal rakhiye.
4. kurta shirt wagra pehnen to pehle sdhi stin pahenye. Isi tarah
paijama, pant wagra pehnen toh pahle sdhay pair mein paincha daliye. Isi
tarah jab jta pehnen toh pahle sidh paon sidhe jte mein daliye, phir
bayan paun bayen jte mein daliye aur juta utarte waqt pahle bayan jta
utariye aur phir dyan.
5. kapde pehenne se pahle use zarur jhatak diyjiye.
6. paijama pant wagara ko ghutano se uncha rakhiye.

GHAR ME DAQIL HONE AUR GHAR SE NIKALNE KI SUNNATEIN:


1.ghar me daQil hote waqt bismillah kahiye.
2. jab ghar me daQil ho toh ghar walon ko salm karen.
3.jab ghar me daQil ho toh ye duA padhen.










4.

Jab ghar me daQil ho toh miswaK karen.

5.

Ghar se nikalte waqt ye duA padna sunnat hai


AZAAN KI SUNNATEIN:
1.

Azn ke kalimat sun kar jawab mein wahi alfaz kahiye jo moAzzin

kehta hai, sivaye

Ke, in do kalimat ko sun kar kahen


2.

Azn k bd yeh duA padhiye










MASJID AUR USSE MUTALIQ SUNNATEIN:


1.
Masjid mein daQil hote waqt pahle sidha pair rakhiye aur Nabi s.a.w
par duRd wa salaam bhejiye aur phir ye duA padhiye



2.

Masjid men pehli saff men bethNe ki koshish kijiye.

3.
Masjid mein daQil ho toh pahle do rakt namz (tahayyatal masjid)
padhiye.
4.

Masjid se nikalte waqt pahle bya pair bhar rakhiye aur ye duA

padhiye.


TAHAJJUD KI NAMAZ KI SUNNATEIN:


1.

Wuzu ke sth miswk kiya jaye

2.

Jab tahajjud ke liye uthen toh sure AL-IMRAN ki ye yaten padhiye

(190.194)

3.
Namz-e-tahajjud ka gaz do halki rakTon se kare yne pehli do
raktein aisi ada karein jisme khiyam,ruku aur sajda wagera tavl na ho.
4.

Namaz-e-tahajjud ki bqi rakten tavl ho.

FAJAR KI DO RAKAAT SUNNAT NAMAZ KI SUNNATEIN:


1.
Yeh nmaz halki padhi jaye yaNe is sunnat namz men tavl qhiyam
aur tavl ruku wa sijda na ho.
2.Is namz ki sunnat yeh bhi hai k ismen pehli rakt men sure kafirn aur
dsri rakt mein sure iqls padha jaye.
3.Sunnat-e-fajr ke bd ki ek sunnat ye bhi hai k is namz ke bd
thodi der k liye sidhi karwat lt jaye (agar nnd ka galba ho toh na letna
behtar hai).

SNE SE PEHLE KI SUNNATEN:


1.

Sne se pahle wuzu kijiye.

2.

yatalKursi padhiye

3.

Sure iqls, sure falaq aur sure ns tn tn martaba padhiye.

4.

Sure baqarah ki khri do yaten padhiye(285-286)

5.

Sidhi karWat par soEn.

KHANE KE BAAD KI SUNNATEN:


1.

Khane ke bd plate ko sf karen aur ungLiyon ko chtle

GUSL KI SUNNATEIN
1.

Sabse pahle apne hth gutton tak dhoEn.

2.
hai.

Phir isi tarah wuzu kiya jye jis tarah namz ke liye wuzu kiya jt

3.
Phir apne dn hTon se tn chullu pni lekar sar par dl jaye, aur
phir sre badan par pni bahya jaye.

NAKHUN KATNE KI SUNNATEIN:


1.
Pehle sidhe hth ke nakhun is tarah se kten: shahadat ki ungLi, bch
ki ungLi, iske barbar wali ungLi aur phir choti ungLi.
2.

Phir byen hth ki choti ungLi, uske barbar wali

ungLi, bch ki ungLi, uske barbar wali ungLi, phir anghotha aur khir men
sidhe hth ka angotha.
3.
Pon ke nkhun is tarah kten ke sidhe pon ki choti ungli se shuru
kare aur angothe par khatam kare aur phir byen pon ki choti ungli se
shuru kare aur angothe par khatam kare.

CHHENK KI SUNNATEIN:
1.

Jab chnk le to kahe

2.

Iske jawab me sunne wala kahe

3.

Phir chnkne wala kahe

4.

Dsrey mazhab ke log agar chnke to kahe


Aur na kahe.

5.
chnkne ke waqt waz kam rakhne ki koshish kare aur apne mu par
hth ya kapda rakh lena chahiye.

DUA KI SUNNATEIN:
1.
DuA ke shuru aur khir me durd-e-sharf aur Allah taala ki hamd-osana bayn karen, jaise shuru me kahe






2.

Aur khir me kahe

3.
Jab ham kisi dusre ke liye duA karen to pahle apne liye duA kare phir
uske liye jiska irada hai.
4.
Jab duA khatam ho to apne dno hthon ko apne chehre par mal liya
kare.

JUMA KE DIN KI SUNNATEIN:


1.

Juma ke din gusl karna chahiye.

2.

Juma ke din khushbu lagna chhiye.

3.

Miswk karna chhiye.

4.

Juma ke din durd-e-sharf ki kasrath ho.

5.
hai.

Juma ke din m kapdon se hatKar behtar kapde pehenna bhi masnn

6.

Juma ke din namz-e-juma ke liye awwal waqt jna bhi masnn hai.

Marajey
Shab-o-roz ki sunnaten-Maulana Giyas Ahmed Rishadi.
Aadb-e-zindagi-Maulana Yousuf Islahi
Murattib Syed Abdul Qaiyum
At Adam Graphics
Salient points ::

shall be read as double the

Any letter with superscript mark, for ex.

sound ex. naam = nm , hadees = hads.


When the letter n is underlined as n is gives the sound of gunna.
In between a word a capital letter indicates the change of sound ex.
mutaBiq , ehtiYat etc

You might also like