You are on page 1of 2

Yun tera muskurana, aur aake chale jaana Yun tera muskurana aur aake chale jaana Kismat

ka hai khul jaana Tera, deedar hua Pehla, sa pyaar hua Pehli hi baar hua iss dil ko Naa toh, inkaar hua Naa hi, iqraar hua Jaane kya yaar hua iss dil ko Yun tera muskurana aur aake chale jaana Kismat ka hai khul jaana Tera, deedar hua Pehla, sa pyaar hua Pehli hi baar hua iss dil ko Naa toh, inkaar hua Naa hi, iqraar hua Jaane kya yaar hua iss dil ko Re ga ra re pa ma ga... Tujhse mila toh jaagi duaayein Aur nazar ne sajda kiya Jannat zameen pe aayi utar ke Khushiyon ne jaise chun sa liya O tujhse mila toh jaagi duaayein Aur nazar ne sajda kiya Jannat zameen pe aayi utar ke Khushiyon ne jaise chun sa liya Har manzar dilnasheen hai aha Tu hi tu har kahin hai aha Oh teri yeh rajaayein toh hai saari qatilana Tera, deedar hua Pehla, sa pyaar hua Pehli hi baar hua iss dil ko Naa toh, inkaar hua Naa hi, iqraar hua Jaane kya yaar hua iss dil ko Tere bina main tanha tha har pal Honthon pe har dum thi tishnagi Maqsad nahi tha, sapne nahi thay Thi zindagi mein aawargi Tu mera rehnuma hai aha Manzil hai raasta hai aha O mere liye tu toh jaise rab ka hai nazrana Tera, deedar hua Pehla, sa pyaar hua Pehli hi baar hua iss dil ko Naa toh, inkaar hua Naa hi, iqraar hua Jaane kya yaar hua iss dil ko Yun tera muskurana, aur aake chale jaana Yun tera muskurana aur aake chale jaana Kismat ka hai khul jaana Tera, deedar hua Pehla, sa pyaar hua Pehli hi baar hua iss dil ko Naa toh, inkaar hua Naa hi, iqraar hua

Jaane kya yaar hua iss dil ko

You might also like