You are on page 1of 2

Uth-Uth Kar Kisi Ka Intezar Karke Dekhna Kabhi Tum Kisi Se Pyar Karke Dekhna Nafrat Ho Jayegi Tumko

Dunia Se, Mohabbat Kisi Se Beshumar Karke Dekhna. Kash Meri Zindagi Ka Ant Kuch Is Kadar Ho........ Ki Meri Kabar Pe Bana Unka Ghar Ho....... Vo Jab Jab Soye Zameen Par.. Mere Seene Se Laga Unka Sar Ho Zinda Hoon Magar ZinDaGi Se Door Hoon Main, Aaj Kyun Iss Qadar Majboor Hoon Main, Bina Jurm K Hi Saza Milti Hai Mujhe, Kis Se Kahoon K Akhir Be-Kasor Hoon Main, Meri Khamoshiyon Ka Sabab Hain Yeh Ghum Mere, Phr Kyun Duniya Samjhti Hai K Maghroor Hoon Main, Aaj Phir Shiddat-E-Ghum Ne Rula Diya Mujhko, Aaj Lagta Hai K Zakhmon Se Choor Hoon Main..!! Ghum Se Begana Bana Deti Hai Chahat Uski Main Bhala Kaise Bhula Doon Yeh Inayat Uski Main Kabhi Khud Se Juda Usko Nahin Kar Paya Meri Ek Umer Ka Haasil Hai Mohabbat Uski Koi Ja Kar To Zara Itna Bata De Usko Mujhko Usse Bhi Zyada Hai Zarurat Uski "Aaj Har Ek Pal Khubsurat Hai..... Dil Mai Mere Sirf Teri Surat Hai...

Kuch Bhi Kahe Ye Dunia Gham Nhi, Duniya Se Jayada Muje Teri Zarurat Hai..... Phir wahi Shaam ei Tanhai Aayi Phir wahi Dard ki Gehrai Chahyii Phir tere na Milne ka Gum Aur Phir meri Aankh jaise Bhaar Aayi na wo sapna dekho jo toot jai na wo hath tahmo jo chhoot jai mat aane do kisi ko bhi itne kareeb ke uske dur jane ke baad insan khud se rooth jai..

You might also like