You are on page 1of 1

If Anna was married, toh yeh aandolan kabhi na hota kyonki... 1. Kahan ja rahe ho? 2.

Akele tumhi ko padi hai anshan mein jane ki? 3. Yeh Kejariwal ka saath chhodo! 4. Woh boycut baal wali ladki kaun hai? Baar baar bagal mein akar baith jati hai . 5. Shaam tak aa jaoge na? 6. Pahunchte hi phone karna! 7. RamLeela Ground se lautne par ek kilo Papita lete aana, aur raste mein ATM se paise nikal kar lana. Bhoolna nahin! (Peeche se)- Paise lana mat bhoolna!

You might also like