You are on page 1of 1

Jagjit: gham ka khazana tera bhi hai mera bhi (2) Both: yeh nazarana tera bhi hai

mera bhi Lata: apne gham ka geet bana kar gaa lena (2) raag puraana tera bhi hai mera bhi (2) gham ka khazana tera bhi hai mera bhi Jagjit: tu mujhko aur main tujhko samjhaaoon kya Lata: tu mujhko aur main tujhko samjhaaoon kya Jagjit: dil deewana tera bhi hai mera bhi Lata: dil deewana tera bhi hai mera bhi Both: gham ka khazana tera bhi hai mera bhi Lata: shahar mein galiyon galiyon jiska charcha hai (2) woh afsaana tera bhi hai mera bhi Jagjit: maikhane ki baat na kar waiz mujhse (2) aana jaana tera bhi hai mera bhi gham ka khazana tera bhi hai mera bhi Lata: yeh nazarana tera bhi hai mera bhi Both: gham ka khazana tera bhi hai mera bhi

You might also like