You are on page 1of 1

jism apna hai koi aur na saya apna jane is zist mein hai kon sa rishta apna tune

kis mod pe choda tha mujhe umr-e-ravan tak raha hun kai sadiyon se main rasta apna hum rahe bhi to badalate hue mausam ke tarah teri aankhon mein koi aks na thahara apna ik tera gham tha baharrang jo shadab raha is shajar ne giraya koi patta apna [shajar = tree; kitne asanam tarashe hain teri surat ke jhank kar dekh zara mujh se sarapa apna

You might also like