You are on page 1of 1

Aaj apne swapn ko sach banana chahta hun , door ki us kalpana ke pass jana chahta hun , chahta hun

tair jana saamne samundar bhi pada jo , kuch vibha us surya ki is paar lana chahta hun , kar nahi paaunga aaj swam par niyantran , teer par kaise ruku mein aaj lahron kaa hain nimantran.

You might also like