You are on page 1of 1

Ek ek sabdo ko samjna...

Soch samjke likha he...


Zindgi k rishto me choto ko bhi ahemiyat deni chahiye,
Us choti yado ko bhi dil me meethas ki niyat deni chahiye,
Rishto ki kasti pe savar hoke choti bato se rishta tut na jaye,
Dosti me bade jakhmo se jyada choti choto pe bhi marham lagana chahiye

Kisi bhi patthar ki pooja ki sookun k liye,
Zindgi me kai dookh dekhe kamiyabi k liye,
Hum to bewkuf nikle nasib se,
Kyuki khuda har jagah he apne baddo k liye.

Hame kisiko mohhabat karne ka khyal aaya,
To chehre k samne sirf aapka chehra aaya,
Hamne to rishto k ret pe yu hi hath ghumaya,
To ubharke dhundhla sa aapka hi nam nazar aaya

ogo k pas rishto ko jodne k liye bhi nahi waqt he, kahete he aapko milne k liye waqt nahi he, zindagi me
hum to unke liye samay hi nikalte firte he, par unhone hi humse kaha ki waqt nahi he

Jannat ki duwa ko rishto se par karte he hum, har roz naye parivar ke sasnkar se milte he hum, duniya
jaha pe imarato banate he logo k liye, hume garv he ki dusro ke sanskaro ke liye parvarish ka GHAR
banate he hum....mahrshi be proud to be engineer for sweet home not bungalow.

Mahobbat ko apne upar havi mat hone dena, rishto ki umido pe kabhi pyar ki dor ko mat sone dena,
rishto ko tutne me zara bhi der nahi lagti, waqt nikalke risto ke dor ko ek mouka aur dena

Dil ki umido pe koi khara nahi utarata,
Dosti ki uper se yaha se niche nahi utarata,
Aitbar to humne khuda se bhi kiya tha,
Par sacchi dosti k liye khuda se rishta nahi ubharata
Mahrshi gotrejiya

You might also like