Professional Documents
Culture Documents
Shayri
Shayri
Aye waqt teri yaad mei rota hu mai aksar, raat bhar teri yaad mei sota nahi aksar,
Bechainiyo mei chalta rehta hu mai aksar, zindgi kya kya waqt dikhati hai yu
aksar,
Aye waqt tu kisi ke kabu mei kyo nahi?, sochta hu main tanhayi mai ye baithke
aksar,
Gar khuda ne neymato mei waqt diya hota, milta mei tumhe guzre huye waqt mai
aksar,
Rehta hai ab in aankho mei un yaado ke manzar, kat ta hai mera wart guzri yaado
mei aksar.
DOSTO KI SHAYRI
--------------------------------------------------------------------------------
--------------------------------------------------------------------------------
aapki raahon me phool bicha denge
har kali ko aapki tasvir bana denge
aye dost agar ho zindagi me ek bhi taklif
humse kehna usey hum apni takdir bana lenge