You are on page 1of 1

(haqiqatay iman injeel ka mozo hai)

ilfaz irtaqa k mukhtalif marahil say guzartay hain


ilfaz chezon k istamal say bantay hain
lafaz kabhi lugwi to kabhi istalahi mehfom ma istamal hota hai
lafaz apnay tamam mani k sath mojod hai , per waqt k sathh sath us say mani khar
ij hotay jatay hain, isay tajreed
lafaz ka italaq bhi tabdeel hota jata hai, Quran main jaisay lafz hikmat k liay
hai
kam ki ibtada k mehfom man,kam k intaha k mehfom main, or baz awkat us k mustqbi
l ko samnay rakhty howay bhi
example (Al'lama)
example (Al'kitab)
example (wao)
Qanon or Shareat
Ikhlaqiyat or imaniyat (hikmat) Bani israel (17:39)
Ijma ilmi itafaq hai, deeni istaalahat nahi per aik istalah hai duniya ma kisi c
hez k muntaqil honay ka
Qoli or Amali Tawatar ,
Kahi dafa amali tawatur khatam ho jata per ijma baqi raihta hai
Akhbar-e-Ahad (Khabre wahid - ijma or tawatur hasil nahi hai)
Akhbar-e-Ahad (Qol Fail Taqreeb Tasweeb)
Arabi ki 6 chezain jo Quraish or aj ki arabi ko alag karty
1- lifz k istamal ka khas mazaj
aik lafz or itny ziyada pehlo say istamal ho ga, or baz awkat who apnay maroof m
ani ma bhi nahi a raha hota quran main, jaisay Al Kitab
2- Qadeen Arabi apnay ijaz ki waja say zamnay ma khali hoti thi
3- Hazf ka aslob (omitt karna)

You might also like