You are on page 1of 1

Dard-e-dil bayaan kaise kare vo?

Sunna bhi chahti hai voh, kehna bhi chahti hai,


Dil toh bahut karta hai uska, phir bhi bebas ho jati hai
Mann toh uska bhi karta hai kai baar bahut,
Lekin dusre hi pal Haal-e-dil kehne ki iccha kahi gum jati hai

Ho raha hai haal-behaal yahan,


Waha bhi nahi hai aasaan sa samaa
Kehna toh bahut aasaan hai ki koi fark padta nahi mujhe,
Lekin chubhta hai dil main kahin toh use.

Pyaar aisa hi hota hai mere dost,


Mile toh kehte hai log feast use,
Naa mile toh karta hai dil ko roast as a toast,
Keh de voh kuch toh mile chen mujhe

Kar diya maine toh bayaan haal-e-dil mera,


Kehna kya hai is baare main tera
Kehti hai khud ko bahut strong jo,
Kare kaise bayaan dard-e-dil vo ??

P.S.: Written on 16th of November 2011

You might also like