You are on page 1of 1

Tumhara Naam likh likh kar Mitaana bhool jata hoon

Tumhein jab Yaad karta hoon, Bhulaana bhool jata hoon..

Bahut si aisi Baatein hain jo Mere Dil mai rehti hain


Magar jab Tum se milta hoon, Sunaana bhool jata hoon..

Tumhare baad ab har Pal badi Mushkil se Kat-ta hai


Mai aksar Tum ko Khwaabon mein, Bataana bhool jata hoon..

You might also like