You are on page 1of 4

ZINDAGI AUT TOOFAN

Zindagi aur bata tera irada kya hai


Ek hasrat thi ki aanchal ka mujhe pyar mile
Maine manzil ko talaasha
mujhe bazaar mile...
zindagi aur bata tera irada kya hai.......

Mujhko paida kiya sansaar me do laasho ne


Aur barbaad kiya
Tere daaman me bata maut se jada kya hai

ek hasrat thi ki aanchal ka mujhe pyaar mile


ek hasrat thi ki aanchal ka mujhe pyaar mile
maine manzil ko talasha mujhe bazar mile
zindagi aur bata tera irada kya hai
ek hasrat thi ki aanchal ka mujhe pyaar mile
maine manzil ko talasha mujhe bazar mile

mujhko paida kiya sansaar me do laasho ne


mujhko paida kiya sansaar me do laasho ne
aur barbaad kiya qaum ke ayyaasho ne
tere daaman me bata maut se zyada kya hai
zindagi aur bata
zindagi aur bata tera irada kya hai
ek hasrat thi ki aanchal ka mujhe pyaar mile
maine manzil ko talasha mujhe bazar mile

jo bhi tasvir banata hu bigad jaati hai


jo bhi tasvir banata hu bigad jaati hai
dekhte-dekhte duniya hi ujad jaati hai
meri kashti tera tufaan se vaada kya hai
zindagi aur bata
zindagi aur bata tera irada kya hai
ek hasrat thi ki aanchal ka mujhe pyaar mile
maine manzil ko talasha mujhe bazar mile

tune jo dard diya uski qasam khaata hu

tune jo dard diya uski qasam khaata hu


itna zyada hai ki ehsaan se daba jaata hu
meri taqdir bata aur taqaaza kya hai
zindagi aur bata
zindagi aur bata tera irada kya hai
ek hasrat thi ki aanchal ka mujhe pyaar mile
maine manzil ko talasha mujhe bazar mile

maine jazbaat ke sang khelte daulat dekhi


maine jazbaat ke sang khelte daulat dekhi
apni aankho se mohabbat ki tijaarat dekhi
aisi duniya me mere vaaste rakha kya hai
zindagi aur bata
zindagi aur bata tera irada kya hai
ek hasrat thi ki aanchal ka mujhe pyaar mile
maine manzil ko talasha mujhe bazar mile

aadami chaahe to taqadir badal sakta hai


aadami chaahe to taqadir badal sakta hai
puri duniya ki vo tasvir badal sakta hai

aadami soch to le uska irada kya hai


aadami soch to le uska irada kya hai

You might also like