You are on page 1of 1

"Naseeb wale hein jo Jal jatey hein, unki to rakh bhi uss k shehar mein udti hai.

Kia khabar wo
kahan se guzre ga, iss safar mein koi sarban bhi nahi milta. Uss ko pane waley to rakh ho jatey
hein phir Uss raston ki khabar koun dey? Wesey bhi us ki raah mein kisi humsafar ki khwahish
bhi be-wafai hai." Wajud-e-ghair ho kesee gawaraa / Teri rahoon mein be-saiya gia hoon (Hazrat
Wasif Ali Wasif)

Unki Talash asal main apni talash hai


Kis silsilay say ja milli kis silsilay kee baat
Wasif dyar-ishq main lazim hai khamushi
mer ker bhi lub pay aaye na her gizz gillay kee baat!
Chalay ho saath tu himmat na haarna Wasif!
Kay manzilon ka tassawur meray safar main nahi!
.
.

Mukhlisoon ku aghaaz-e-safar mayn hi manzilon ka salam ata hai - Wasif Ali Wasif

You might also like