You are on page 1of 5

Shayaris

--

--

--

Galtiyon se Juda Tu bhi nahi Main bhi nahi,


Dono Insaan hein Khuda Tu bhi nahi Main bhi
nahi ... !
Tu Mujhe aur Main Tujhe Ilzaam dete rahe
magar,,
Apne Andar Jhankta Tu bhi nahi Main bhi
nahi.!!
Ghalat fahmiyon ne kar di dono mein Paida
Dooriyan,
warna;
Fitrat ka Bura Tu bhi nahi Main bhi nahi.!!
Apne Apne Raaston pe dono ka Safar Jaari
raha,
Ek Lamhe ko Ruka Tu bhi nahi Main bhi nahi.!!
Chaahte dono Bahut Ek Doosre ko hein magar,
Ye Haqeeqat Maanta Tu bhi nahi Main bhi
nahi.!!

,
,


,
,

, !

Kisi Baat par wo aaj bhi Naraaz Hain


Posted in Broken Heart,Dard Shayari,Meri Kalam Se,Uncategorized by Prashant Kumar on
March 27, 2012
Tags: Dard Shayari
Kisi Ek baat par wo aaj bhi humse naraaz hain,
Guzre hue pal ka sila bas wo baat par barkarar hai,
Talwaar aur dhaal dono to unko de chuke hai,
Sir jhuka liya aur Kaha faisla aapka haath hai
Par wo Kisi ek baat par aaj bhi humse naraaz hai
Har dargaah par unki murade maang lete hain
Sabka kosorwar khud ko samajh lete hain
Pathhar na pighle, par mom ko pathar banta dekh rahe hain
Aisi bhi kya berukhi, kya faasla, kya dushmani aur kya berukhi
Kisi ek baat par wo aaj bhi humse naraaz hain
Aye khwabo ke rehnuma..jaakar unko kehdo
Ki Har pal hum yaad unke karte hain,
Unhe na lage ki hum unhe bhool gaye hain
Isliye har din fariyad karte rehte hain
Har galti ki saza maut, yehi unka insaaf hai
Kisi ek baat se aaj bhi humse naraaz hain


--
--

-
-- = sinful act -- = man, the great


,


,
-

In nothingness God was there, in naught he will persist


Existence has sunk me, Unfortunate that I didnt exist
,

-



-
, --
-
-

-

= repentance
-



-
= resurrection

You might also like