You are on page 1of 1

a poem aaaaaaaaaa

arz kiya hai............:)


>
> Jo sadiyaon se hota aaya hai
> woh repeat kar doonga
> tu naa mili to tujhe
> Ctrl Alt Delete kar doonga
>
>
>
> Ladkiyaan sunder hain
> aur lonely hain
> problem hai ki bus woh
> read only hain
>
>
> Shayad mere pyar ko taste
> karna bhool gaye
> dil ko aisa cut kiya
> ke paste karna bhool gaye
>
>
> Woh samajhte hain dil tod diya
> to hum dead hain
> woh nahin jaante ki is dil main
> aur kitne thread hain
>
>
> Tumhare samne hain itne sample
> kabhi hamein bhi pick karo
> hamare pyar ke icon pe
> kabhi to click karo
>
>
> Roz subha hum karte hai
> itne pyar se unhe good morning
> woh humhe ghoor kar dekhte hain
> jaise 0 error but lots of warning
>--- --- --- -->
>Nothing fails like success

You might also like