Professional Documents
Culture Documents
Santa Banta Hindi Jokes
Santa Banta Hindi Jokes
JOKES
1
Banta: Why has the Government fixed voting age
18 years and marriage age 21 years?
Santa: Yeh to bahut aasan sa sawal hai.
Banta [hairan hokar]: To batao jawab..
Santa: Government ko pata hai ki desh sambhalna
aasan hai, lekin biwi ko nahi!
2
Santa ka sawal:
3
Santa Akshay Kumar ki 'Housefull' movie dekhane
gaya. Magar dekh nahi saka.
Banta: Oye ! Tu to kitane bar theatre mein gaya
tha. Magar movie kyon nahin dekhi ?
Santa: Arre, jab bhi main movie ka ticket nikal ne
ja ta to mujhe har bar housefull ka board hi
dikhata !
4
Banta: Arre Santa, tu aaj doctor ke paas janewala
tha na.. ?
Santa: Haan yaar, janewala to tha.
Banta: Phir kya hua?
Santa: Aaj meri tabiyat thik nahin hai na..isiliye
kal chala jaunga..
5
Santa ne hair cutting ki dukan kholi. Yeh sunkar
Banta shaving karane ke liye Santa ki dukan me gaya.
Santa: Muchh rakhani hai?
Banta: Jee Haan, rakhani hai.
Santa ne Banta ki puri muchh kaat di aur Banta ke
hath me rakh di.
Santa: Yeh lo! Sambhal ke leke jao!! Jaha rakhani hai
rakh lo!!!
https://www.facebook.com/gethappieapp
https://twitter.com/gethappieapp/
https://www.instagram.com/gethappieapp/