You are on page 1of 4

Saturday, May 28, 2016

This is aman jain b.sc agriculture student .


NABARD .[ National bank for agriculture and
rural development] 12 july 1982 .
NEED [IN HINDI]
Krashi m madhyakalin or dirdhkalin rido ki
bahut kami rahti thi .or aaj bhi inki kami h or
isi kami se bharat m krashi ka vikash bahut
kam hua h .savtantrata k baad se hi istayi or
chal punji ko krashi m lagane ki aavsykta ko
lekar visesaygo tatha yojna banane balo or
sarkar ka vahas ka mudda raha h.vayaparik
bank adhik samay tak kisano ko rid nahi de
sakte h kuki unke paas jama dhan panch saal

k liye hi aata h . athh ye jaruri samza gaya k


dirdh kalin rid k liye ak sanstha ki isthapana ki
jaye .
Aavsykta ki porti k liye NABARD bharat
sarkar ,visv bank or anya sanstha se rashi
prapt karta h .iske alava yah rastiya gramid
sakh nidhi m sansadhao ka bhi prayog karta h
.
Objective of NABARD [ HINDI ]
1. banking pradali ki prabhavshali bhumika
nibhana
h.
2. is bank k dvara samast gramid vikash k liye
kary
ko teji se vikesit karna .
3. panchbarsiy yojnao k antrgat gramid
vikadh k
karyo ko teji se vikesit karna .
4. is bank k davra sabhi gramid vikash k liye
rupiya

udhar dene ka kary karna .


5. phide or avikesit kchetro ke vikash k liye
adhik
dhan dekar krashi m kchtriya asmanta ko
kam
kam karana.
6. visesh rup se chote kishano ko adhik
sahayta
dena .
7. vyaparik banko ko krashi or gramid vikash
k liye
adhik dhan pradhan karne k kiye prerit
karna .
8. krashi m rid dene k bare m adhikariyo ko
takniki
jankari pradhan karna .
THANK YOU SO MUCH

NEMI

You might also like