You are on page 1of 5

Useful Home Remedies in Hindi: Rogo Ko Dur Rakhe

Hamara sharir panch tatvo ke milne se bana hai.


Inn tatvo mai yadi thoda bhi asantulan aa jata hai
to yeh hamare swasth par prabhav dalta hai.
Hamara sharir kabhi bhi aswasth ho sakta hai. Jaise
ki aapne aksar dekha hoga ki raat tak to aap thik
rehte hai aur jab agle din subah uthte hai to aapka

Useful Home Remedies in Hindi: Swasth Sharir Ke Liye Jaruri

Yeh aushdhiya sharir


ko khatarnak
bimariyo se ladne
mai madad karti hai.
To aaiye jante hai
kuchUseful Home
Remedies in
Hindijinka upyog
karke aap swasth
jindagi jee sakte hai.
https://twitter.com/officialhrelate

Guno Ki Khan Adrak

Aap sabhi ne adrak ki chai kabhi na kabhi to jarur pee hogi. Aapko iski chai pasand bhi aai hogi. Ham aapko
batana chahte hai ki adark mai aapko swasth rakhne ki jabarjast shakti hoti hai. Yadi aapko pachan se judi koi
samasye hai to samjh lijiye ki aapko uski aushdhi mil gayi hai. Adrak ka ras lene se pet mai gas, apach aadi
pareshaniyo se nijat milta hai. Sath hi yadi aapko pet mai kide ho gaye ho to wo bhi adrak se theek ho jate hai.
Iske atrikt
Cough aur sardi ko kam karta hai aur jodo ke dard mai labhdayak hai.
Khali pet iska do chammach ras pine se khoon saaf hota hai.
Yeh rakt mai sharkara ki matra ko kam karta hai aur insulin ki matra badhata hai.

Aayurvedik Chikitsa Ka Mahatvapurn Ang Shahad

Sadiyo se hi shahad ka istemal mahatvapurn aushdhi ke roop mai ho raha


hai. Yeh aayurved chikitsa ka ek mahatvpurn anga hai. Yadi ham prachin
misr ki baat kare to ise twacha aur aankho ki bimariyo mai istemal kiya
jata tha. Darahsal ise jalne ke daago par bhi prakratik bandage ke roop
mai lagaya jata tha.
Aaiye janedesi nuskhemai iska prayog.
Niyamit shahad ka seban karne se sharir mai tajgi aur sfurti aati hai.
Gungune pani ke sath shahad lene par sharir ki atirikt charbi ghatti hai.
Shahad ko adrak ke ras ke sath lene se sardi jukham mai aaram milta hai.

Health Benefits of Honey: Behtar Swasth ke Liye Shahad

Visit Our Website:http://hrelate.com/

You might also like