Dua karte hai hum sar jhuka k, aap apni manzil ko paye.
agar aapki rahon mein kabhi andhra aaye, to Roshni k liye khuda humko jalaye. *Happy Birth Day*
Janam janam se janam din mein ne manaaya hai
Aisa lagta hai yeh din pehle bhi kabhi aaya hai Shaan se yeh jaan du naam tere apni umar kar du Tera aashiq tere liye jaan-o-dil ka tohfa laaya hai....