You are on page 1of 3

Her roz Dil soz silsala-e Aazar ha Her tarif San-e-haat ka ambaar ha Asmaan chup ha zamin ashkbar ha

Mudat hui

fiza-e watan sogawar ha Aman-o-Salamti pe kefiat-e jankuni ho jaisy Tarz-e-hukmarani , kamal-e-gorkuni


ho jaisy Her

tarif qiyamat bapa ha jaisy Badan kuch aisy tarrpa ha jaisy

2 weeks ago

Her tarif qiyamat bapa ha jaisy Badan kuch aisy tarrpa ha jaisy Anson bi ab tamashai ban gay hon jaisy
Hichkian lab

kushai ker rahin ho jaisy Azmayshon ki sahtian belogam ha Musibaton ki daldal may Awam ha Dehshat
ke dhamky thamty

nahi Zahmo se laho ab ruktey nahi Ankh sy ek hadisa abi Jata ha Kai hadson ki gammak lata ha

2 weeks ago

Ghotan bhary iss mahol may Qiadaton ki Gard o dhool may Teri awaz ka razz jane gy zaroor log Tuje
qoam ka naz

maneGy zaroor log Khidmat o Muhabat tera minhaj ha. Marz-e-Qoam ka ek haseen elaj ha. Musala tera
taht, faQr tera

taj ha. Tu dilon pe faQt ker raha raaj ha. Teri nazr ki roshni pheale gi zaroor. Aman ki chandani ujale gi
zaroor.

Dehshton key shor may Nafraton key dhor may Wakt key Honton per Aman ki Gungunaht ha
Muhabaton ki Muskuraht ha

Tahir-ul-Qadri
2 weeks ago

Dard ky kissy zeenat- e -namaysh hon jaisy

Ehsas koi kissi naghme ki farmaysh ho jaisy

Muskuraht kissi dushman ki sazish ho jaisy

Hakoomat dehshat ke matehad ho gai

Adab o hiza ki kadar ab napyd ho gai

Shenayian bi dhamko may qayd ho gai

Gharib kabi tangi-e-halaat sy bikhrty rahy

Mehngai bukh aur dukh sy sans sans larty rahy

Zehr tikon may bharty rahy pal pal marty rahy

Insaaf ka rasta takty takty Mazloom ki ankhyin pathr ho gain

Munsaf ki kalmain suk gain smaat ki zaminain banjar ho gain


Habs aur ghutan watan pe chai ho jaisy

Be hisi her kisi badman pe chai ho jaisy

Kahan ki jamhoriat kahan ka nizam

Hawas ki hakoomat ghanona nizam

Kahan ke Hadim kis ke muhafiz

Kis ka dawaam kis ka tahafaz

Kahan tak Sabr sabr pe jabr

You might also like