You are on page 1of 3

WOH CHHAN

THAT MOMENT
Han Woh Chhan

Ek Haqeeqat Ka Anubhav

Ek Prakash Ki Anubhuti

Ek Swatantrata Ka Ehsaas

Han Yeh Wohi Chhan Tha

Jab Maine Tumhe Atmasat Kiya Tha

TUM, Jo Ki Aniwarchaniya Ho

Tumhare Us Chhan KO Kaise Bandhu , Shabdon Mein

Mere Shabd Ya Mera Maun

Kaun Adhik Mukhar Hoga

Us Chhan Ki Marjana Mein

Ek Lachar Sa Manas

Aur Ek aparimit Sanchaar

Haan ! Mere Shabdon Ka Vyas

Us Anubhav Se Alag Mera Apna Hai

Lekin Mere "k " Aur " Kha" Ki Dhuri

Shunya Se hi Shuru Hoti Hai


Isiliye Mere Shabdon Mein Bhi Pura Satya Hi Hoga

Yeh Jo Khushi Mere Chehare Pe

Akshunn Vyapta Hai

Usi Anubhav Ki Parichayak Hai

Us Chhan Maine Tumhe Paya

Ya apane aap Ko khoya Nahin Janata

Lekin Ek Naisargik Anand ka Anubhav

Kuch aisa Tha

Jo Us Chhan Ko ARADHYA Bana Gaya

YES THAT MOMENT

A MANIFESTATION OF A REALITY

A PERCEPTION OF A RAY

A EUPHORIA FREEDOM

YES THAT WAS THE MOMENT

WHEN I IDENTIFIED WITH YOU

YOU WHO IS INEXPRESSIBLE

HOW DO I PORTRAY THAT MOMENT IN WORDS

MY WORDS OR MY SILENCE
WHICH WOULD EXPRESS IT BETTER

A FINITE MIND

AND A VAST EXPANSE

YES MY WORDS IN VARIANCE WITH MY EXPERIENCE

SHALL BE MY OWN

YET THE AXES OF MY REFERENCE FRAME DO ORIGINATE FROM ZERO

HENCE MY WORDS WOULD HAVE THE WHOLE TRUTH

THIS BLISS THAT YOU SEE ON MY FACE

IS A FOOTPRINT OF THAT EXPERIENCE

IN THAT MOMENT I DISCOVERED YOU OR LOST MYSELF

I AM NOT AWARE

YET A DIVINE HAPPINESS

AND A BLISSFUL EXPERIENCE

SANCTIFIED THE MOMENT

~ Kuldip Gupta ~

You might also like