You are on page 1of 2

Ghazal

Aaj firdaus ka jikar kaisa, Aaj firdaus se rassai hai, Husn e jaana ki bazm me ham ko, Aaj takdeer le ke aayee hai.

Kya sunenge, kya batayenge, Kaise tewar wo aazmayenge, Ek furkat ki is ghadi mein bhi, Dil ne tafseel ye bithaayi hai.

Ek wo raqs ja ba ja hona, Ek wo raqs mein thahar jaana, Aaj dekhenge ham tabiyat se, Aaj kis raqs bi numaayi hai.

Kanz

You might also like