hindi lyrics: haan yehi rasta hai tera, tune ab jaana hai haan yehi rasta hai tera, tune ab jaana hai haan yehi sapna hai tera, tune pehchaana hai
haan yehi rasta hai tera, tune ab jaana hai
haan yehi sapna hai tera, tune pehchaana hai tujhe ab ye dikhaana hai roke tujhko aandhiyaan, ya zameen aur aasmaan paayega jo lakshya hai tera lakshya toh har haal mein paana hai
taaqat koyi, dikhlaaye toh, toofaan koyi, mandlaaye toh mushkil koyi aajaaye toh, parbat koyi takraaye toh barse chaahe ambar se aag, lipte chaahe pairon se laakh -2 paayega jo lakshya hai tera lakshya toh har haal mein paana hai
himmat se jo koyi chale, dharti hille qadmon tale
kya dooriyaan kya faasle, manzil lage aake gale himmat se jo koyi chale, dharti hille qadmon tale tu chal yunhi ab sub-o-shaam, rukna, jhukna nahin tera kaam -2 paayega jo lakshya hai tera lakshya toh har haal mein paana hai
haan yehi rasta hai tera, tune ab jaana hai
haan yehi sapna hai tera, tune pehchaana hai tujhe ab ye dikhaana hai