You are on page 1of 1

jaa rahe ho agar duur mujhse sanam phir mere paas aana nahi yeh bhi mumkin nahi

main palat na saku isliye itna wada karo mujhko aawaz dena nahi jaa rahe ho agar mil bhi jaayen agar ham tumhen raah mein pher lena nazar par milana nahi... dekh lu bhi agar tum hamein bhool se apni aankhon mein tum ashk lana nahi dil se humko to tum kar chunke ho juda aankh se bhi girana nahi tumne maangi dua humko miley har khushi tum hi meri khushi phir kyun miley na hamein tumne li hai kasam gam na karna kabhi tum sikhado zara muskurana hamein tumne keh toh diya yaad karna nahi khwaab mein tum bhi aana nahi jaa rahe ho agar .........

You might also like